LYRIC
--FEMALE-- Aa, aa (Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2 Kya jaanoon sajan (Jab se mili nazar maathe pe ban gaye Bindiya nayan tere, dekho sajna) - 2 Dhar li jo pyaar se meri kalaaiyaan Piya teri ungliyaan ho gayi kangna Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam Kya jaanoon sajan (Kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe Nis din bahaar ke dekhoon sapne) - 2 Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni Utri to reh gayi mukh pe apni (Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2 Kya jaanoon sajan, hm hm hm hm
English Translation of Hindi Lyric
Title: Kya Jaanoon SajanFilm Name: Dil Vil Pyar Vyar
Music: R.D. Burman and Bablu Chakraborty
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Singers: Kavita Krishnamurthy
Category: Love
Words:
--FEMALE--
Aa, aa
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
I don't know, lover, what the night of sorrow is
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
A thousand lamps lit up when I took your name
Kya jaanoon sajan
I don't know, lover
(Jab se mili nazar maathe pe ban gaye
Ever since our gazes met, upon my forehead
Bindiya nayan tere, dekho sajna) - 2
Your eyes became a bindi, look lover
Dhar li jo pyaar se meri kalaaiyaan
When you took hold of my wrists with love
Piya teri ungliyaan ho gayi kangna
Love, your fingers became my bangles
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
I don't know, lover, what the night of sorrow is
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
A thousand lamps lit up when I took your name
Kya jaanoon sajan
I don't know, lover
(Kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe
I stand in thorns, but at the door of my eyes
Nis din bahaar ke dekhoon sapne) - 2
Everyday I see dreams of springtime
Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni
What of the dust on my face, the moon's light
Utri to reh gayi mukh pe apni
Remained upon my face
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
I don't know, lover, what the night of sorrow is
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
A thousand lamps lit up when I took your name
Kya jaanoon sajan, hm hm hm hm
I don't know, lover
No comments yet