LYRIC

Saari raat aahein bharta, pal pal yaadon me marta
maane na meri mann mera

Thode thode hosh madhoshi si hai,
neend behoshi si hai jaane kuch bhi na mann mera

Kabhi mera tha par ab begana hai ye
Deewana deewana samjhe na

Kabhi chup chup rahe,
kabhi gaya yeh kare bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi Haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai
re mann mera … mane na mann mera

Rag rag vo samaya mere, dil par vo chhaya mere mujh mein
vo aise jaise jaan geere barsaat me paani jaise,
koi kahaani jaise dil se ho dil tak jo bayyaan

Aashiq dil tera purana hai yeh
Deewana deewana samjhe na

Kabhi chup chup rahe, kabhi gaya yeh kare
Bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai
re mann mera … mane na mann mera

Tujhko jo dekhe, ye mujhko leke
bas tere peeche bhaage
tera junoon hai, tu hi sukoon hai
tujhse hi baandhe dil ke dhaage

Kabhi chup chup rahe, kabhi gaya yeh kare
bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai
re mann mera … mane na mann mera


Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs