LYRIC
--FEMALE-- Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak yahan kaun aaya Hum pe yeh kisne hara rang daala Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala Maar daala, haan maar daala --CHORUS-- Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala --FEMALE-- Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein --CHORUS-- Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala --FEMALE-- (Allah, allah, allah) Na chaand hatheli par sajaaya Na taaron se koi bhi rishta banaaya Na rab se bhi koi shikaayat ki --CHORUS-- Na rab se bhi koi shikaayat ki --FEMALE-- Har gham ko humne chhupaaya Har sitam ko haske uthaaya Kaanton ko bhi gale se lagaaya Aur phoolon se zakhm khaaya Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala Allah, maang daala, allah, maang daala, oh --CHORUS-- (Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala) --FEMALE-- Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein --CHORUS-- Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala --FEMALE-- (Allah, allah, allah) Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala --CHORUS-- (Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya) --MALE-- Hey eh, eh eh eh Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
English Translation of Hindi Lyric
Title: Maar DaalaFilm Name: Devdas
Music: Ismail Darbar
Lyrics: Nusrat Badr
Singers: Kavita Subramaniam and K.K.
Category: Love/Sad
Words:
--FEMALE--
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Whose footstep is this, whose shadow is this
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya
There knock in my heart, who has come here
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Upon me who has put this lively color
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala
Oh, upon me who has put this lively color
Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala
My happiness has killed me, oh killed me
Maar daala, haan maar daala
Killed me, yes killed me
--CHORUS--
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Upon me who has put this lively color
Khushi ne hamaari hamein maar daala
My happiness has killed me
--FEMALE--
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
It has killed me, it has killed me
--CHORUS--
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
Killed me, killed me, killed me, killed me
--FEMALE--
(Allah, allah, allah)
God, God, God
Na chaand hatheli par sajaaya
I did not decorate the moon upon my palm
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
I did not make any relationship with the stars
Na rab se bhi koi shikaayat ki
I did not make any accusation to God
--CHORUS--
Na rab se bhi koi shikaayat ki
I did not make any accusation to God
--FEMALE--
Har gham ko humne chhupaaya
I have hidden every sorrow
Har sitam ko haske uthaaya
I have laughingly taken on every pain
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
I have even embraced thorns
Aur phoolon se zakhm khaaya
And have taken wounds from flowers
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Yes but in prayer when I raised these hands
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh yes but in prayer when I raised these hands
Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala
From God in prayer I asked for you, oh asked for you
Allah, maang daala, allah, maang daala, oh
God, asked for you, God, asked for you, oh
--CHORUS--
(Hum pe yeh kisne hara rang daala
Upon me who has put this lively color
Khushi ne hamaari hamein maar daala)
My happiness has killed me
--FEMALE--
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
It killed me, it killed me
--CHORUS--
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
Killed me, killed me, killed me, killed me
--FEMALE--
(Allah, allah, allah)
God, God, God
Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala
Killed me, oh killed me, killed me, killed me
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
Killed me, killed me, killed me, killed me
--CHORUS--
(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Whose footstep is this, whose shadow is this
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya)
There knock in my heart, who has come here
--MALE--
Hey eh, eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
No comments yet