LYRIC
--MALE-- Da da da da di da da, da da da da di da da - 4 --FEMALE-- Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2 Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana La la la la, la la la la Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2 Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2 Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai Tumne koi, oh, deep jalaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana --MALE-- Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2 Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana
English Translation of Hindi Lyric
Title: Khaamosh Sa AfsaanaFilm Name: Libaas
Music: R.D. Burman
Lyrics: Gulzar
Singers: Lata Mangeshkar and Suresh Wadkar
Category: Love
Words:
--MALE--
Da da da da di da da, da da da da di da da - 4
--FEMALE--
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2
If a silent love story was written with water
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
You wouldn't have told it, I wouldn't have heard it
Khaamosh sa afsaana
A silent love story
La la la la, la la la la
Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2
Don't ask about my heart, my heart will keep on coming
Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega
My heart is staggering, my heart will keep on staggering
Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota
You would have explained something to my heart
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
If a silent love story was written with water
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
You wouldn't have told it, I wouldn't have heard it
Khaamosh sa afsaana
A silent love story
Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2
I become frightened when the day dims out
Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai
One lamp gets extinguished, one lamp burns
Tumne koi, oh, deep jalaaya hota
You would have lit a lamp
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
If a silent love story was written with water
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
You wouldn't have told it, I wouldn't have heard it
Khaamosh sa afsaana
A silent love story
--MALE--
Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2
I searched so many shores, no one came in front of me
Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya
When I drowned midstream, the seashore came to grab me
Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota
You would have layed out the shore first
Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
If a silent love story was written with water
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
You wouldn't have told it, I wouldn't have heard it
Khaamosh sa afsaana
A silent love story
No comments yet