LYRIC
--FEMALE-- Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya - 2 Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya Tumse mili jo zindagi, humne abhi boyi nahin - 2 Tere siva koi na tha, tere siva koi nahin Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya Oh, aah Jaane kahan kaise shaher leke chala yeh dil mujhe - 2 Tere bagair din na jala, tere bagair shab na bujhe Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya Jitne bhi tai karte gaye, badhte gaye yeh faasle - 2 Milon se din chhod aaye, saalon se raat leke chale Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya La la la la la la la, la la la la la la la
English Translation of Hindi Lyric
Title: Sili Hawa Chhoo GayiFilm Name: Libaas
Music: R.D. Burman
Lyrics: Gulzar
Singers: Lata Mangeshkar
Category: Love
Words:
--FEMALE--
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya - 2
Moist wind touched me, my moist body got wounded (affected)
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya
Beyond the blue river, a yellow moon blossomed
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Moist wind touched me, my moist body got wounded (affected)
Tumse mili jo zindagi, humne abhi boyi nahin - 2
The life that I got from you, I haven't yet cultivated
Tere siva koi na tha, tere siva koi nahin
Apart from you there was no one, apart from you there is no one
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Moist wind touched me, my moist body got wounded (affected)
Oh, aah
Jaane kahan kaise shaher leke chala yeh dil mujhe - 2
I don't know where, to which town this heart is taking me
Tere bagair din na jala, tere bagair shab na bujhe
Without you the day doesn't ignite, without you the night doesn't become dim
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Moist wind touched me, my moist body got wounded (affected)
Jitne bhi tai karte gaye, badhte gaye yeh faasle - 2
No matter how much we decided, this distance increased
Milon se din chhod aaye, saalon se raat leke chale
We left the days miles behind, for years we've taken nights with us
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Moist wind touched me, my moist body got wounded (affected)
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya
Beyond the blue river, a yellow moon blossomed
La la la la la la la, la la la la la la la
No comments yet