LYRIC


--MALE--
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum
Ho, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum
Ho, ishq ki pechida gali se - 2
Ho, guzar rahe hain hum

--FEMALE--
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum
Ho, ishq ki pechida gali se - 2
Haan, guzar rahe hain hum

--MALE--
Ho, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum
Haan, maana yeh naajaayaz hai, phir bhir yehi khwaahish hai
Haan yeh khudgarzi hai, phir bhi yehi marzi hai
Maana yeh naajaayaz hai, phir bhir yehi khwaahish hai
Haan yeh khudgarzi hai, phir bhi yehi marzi hai
Tumhaara na ho mere siva koi aur aashiq
Mohabbat mein had se guzar rahe hain hum
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum

--FEMALE--
(Ek ajab si halchal hai, ek ajab si aahat hai
Teri meri raahon mein badi mushkilaahat hai) - 2
Dil ko sab hai pata, phir bhi sanam tujhko hi chaahe
Bade zaalim mod se guzar rahe hain hum

--MALE--
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum

--FEMALE--
Ho, ishq ki pechida gali se

--MALE--
Ho, ishq ki pechida gali se
Ho, guzar rahe hain hum

--FEMALE--
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum

--MALE--
Haan, bade naazuk daur se guzar rahe hain hum

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs