NO!
(I too was of the same opinion but my bro was arguing that women are more practical, calculating etc…that they wud finally settle down with the guy who they are sure wud provide them with all the comforts etc… )
Anybody ready for the jelly Nitz is offering???
ASHA BHONSLE
Chain se humko kahee aapne jeene na diya….
Aao huzoor tumko sitaaro mein le chaloo. Dil jhoom jaaye aaise bahaaro mein le chaloo…
Zara haule haule challo more saajnaa hum bhi peeche hai tumhaare….
Deewana hua baadal, saawan ki ghata chaayee….(with Rafi)
Saath ho tum aur raat jawa. Neend kise ab chain kaha….
Saara pyaar tumhaara meine baandh liya hai aanchal mein (with kishorda)…
*Lack of time….will continue later*
Here are some hits by Lataji…
Film : Sharmeelee
meghaa chhaae aadhii raat, bairan ban gaI ni.ndiyaa
bataa de mai.n kyaa karuu.N
meghaa chhaae aadhii raat, bairan ban gaI ni.ndiyaa
(sab ke aa.ngan diyaa jale re, more aa.ngan jiyaa
havaa laage shuul jaisii, taanaa maare chunariyaa ) – 2
kaise kahuu.N mai.n man kii baat, bairan ban gayI.n ni.ndiyaa
bataa de mai.n kyaa karuu.N
meghaa chhaae aadhii raat, bairan ban gaI ni.ndiyaa
(TuuT gaye re sapane saare, chhuuT gayI re aashaa
nain bahe re ga.ngaa more, phir bhI man hai pyaasaa ) – 2
aaii hai aa.Nsuu kii baaraat, bairan ban gayI ni.ndiyaa
bataa de mai.n kyaa karuu.N
meghaa chhaae aadhii raat, bairan ban gaI ni.ndiyaa
(with Rafi saab in Professor)
lataa: aavaaz deke hame.n tum bulaao
mohabbat me.n itanaa naa hamako sataao
abhii to merii zi.ndagii hai pareshaa.n
kahii.n mar ke ho khaak bhii na pareshaa.n
diye kii tarah se na hamako jalaao
mohabbat me.n itanaa naa hamako sataao
rafii: mai.n saa.nso.n ke har taar me.n chhup rahaa huu.N
mai.n dha.Dakan ke har raag me.n bas rahaa huu.N
zaraa dil kii jaanib nigaahe.n jhukaao
mohabbat me.n itanaa naa hamako sataao
lataa: naa ho.nge agar ham to rote rahoge
sadaa dil kaa daaman bhigote rahoge
jo tum par miTaa ho use naa miTaao
mohabbat me.n itanaa naa hamako sataao
rafii: aavaaz deke hame.n tum bulaao
mohabbat me.n itanaa naa hamako sataao
(In film champakali)
chhup gayaa koii re, duur se pukaar ke
dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa …
aaj hai.n suunii suunii, dil kii ye galiyaa.N
ban gaI.n kaa.NTe merii, khushiyo.n kii kaliyaa.N
pyaar bhii khoyaa maine, sab kuchh haar ke
dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa …
a.Nkhiyo.n se nii.nd gaI, manavaa se chain re
chhup chhup roe mere, khoe khoe nain re
haay yahii to mere, din the si.ngaar ke
dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa …
(in film Anupama)
dhiire dhiire machal ai dil-e-beqaraar
koii aataa hai
yuu.N ta.Dapake na ta.Dapaa mujhe baalamaa
koii aataa hai
dhiire dhiire …
usake daaman kii Kushabuu havaao.n me.n hai
usake kadamo.n kii aahaT fazaao.n me.n hai
mujhako karane de, karane de solah shri.ngaar
koii aataa hai
dhiire dhiire machal…
ruuThakar pahale jii bhar sataauu.Ngii mai.n
jab manaae.nge vo, maan jaauu.Ngii hai.n
mujhako karane de, karane de solah shringaar
koii aataa hai
dhiire dhiire machal…
mujhako chhune lagi.n usakii parchhaaiyaa.N
dilake nazdiik bajatii hai.n shahanaaiyaa.N
mere sapano.n ke aa.Ngan me.n gaataa hai pyaar
koii aataa hai
dhiire dhiire machal…
I wud never ‘think’ im in love…. if i ‘feel’ im in love, i wud try to find out how the guy in question ‘feels’ about me first.
Are women more practical than men?? (I recently had a dis about this with my bro)
Person above me, beware! Like Nitz said in some other thread ‘all the gurls lurrrrv Serio’.
*Bachke rehna re baba bachke rehna re
Bachke rehna re baba tujhpe nazar hai!*
The person above me has returned with a BANG!….after a loooong interval.
* Bachna ai haseeno! Lo WO aa gaya!*
Wo mehphil mein to aaye hai magar
Chupchaap baithe hai
Jo aashik the mere kal tak na karte
Baat ab mujhse….
Thanks! To both of u.
jaane kahan meraa jigar gayaa ji
abhi abhi yahi thaa kidhar gayaa ji
kisi ki adaao pe mar gayaa ji
badi badi akhiyo se dar gayaa ji
kahi maare Dar ke chuhaa to nahi ho gayaa
kone kone dekhaa na jaane kahan kho gayaa
BOO! U WANNA RUN AWAY WITH SERIO???!!!
Tu theek to hai na?!!! Kuch ho gaya to nahi??!!
main pal do pal kaa shaayar hu
pal do pal meri kahaani hai
pal do pal meri hasti hai
pal do pal meri javaani hai
main pal do pal kaa shaayar hu …
mujhse pehele kitne shaayar
aae aur aakar chale gae
kuchh aahen bhar kar laut gae
kuchh nagme gaakar chale gae
vo bhi ek pal kaa kissaa thaa
main bhi ek pal kaa kissaa hu
kal tumse judaa ho jaaungaa
vo aaj tumhaaraa hissaa hu
main pal do pal kaa shaayar hu …
kal aur aaenge nagmo ki
khilti kaliyaa chun ne vaale
mujhse behetar kehene vaale
tumse behetar sun ne vaale
kal koi mujhko yaad kare
kyu koi mujhko yaad kare
masruuf zamaanaa mere liye
kyu vaqt apnaa barbaad kare
main pal do pal kaa shaayar hu…
The person above me has just made me laugh my head off to the extent that people around me are asking if i’v gone crazy!
(Aaaaawwwwwww!!!!Boooooooo! That was cute! But seriously, what happened to u? Like Serio asks ‘r u on the verge of settling down’?)
Oh he was a genious – Hrishikeshji. I’v seen his “Sadma” (1983), “Khubsoorat” (1980), “Gol Maal” (1979), “Chupke Chupke” (1975), “Mili” (1975), “Namak Haraam” (1973), “Abhimaan” (1973), “Bawarchi” (1972), “Guddi” (1971), “Anand” (1970), “Anupama” (1966), “Anari” (1959). And sadma, khubsoorat, golmaal, chupke chupke, mili, abhimaan, guddy and anand are beyond comparison. And i think Anupama has quite a few great songs too… Sadma is a remake. Original was in Tamil….(or is it the other way round???) Im not sure… As a matter of fact all his films have good songs…. Lekin Abhiman, Anand aur guddi ka to jawab nahi!!! Lovely songs!
MUKESHJI
koii jab tumhaaraa hR^iday to.D de
ta.Dapataa huaa jab koii chho.D de
tab tum mere paas aanaa priye
meraa dar khulaa hai khulaa hii rahegaa
tumhaare liye, koii jab …
abhii tumako merii zaruurat nahii.n
bahut chaahane vaale mil jaae.nge
abhii ruup kaa ek saagar ho tum
ka.nval jitane chaahogii khil jaae.nge
darapan tumhe.n jab Daraane lage
javaanii bhii daaman chhu.Daane lage
tab tum mere paas aanaa priye
meraa sar jhukaa hai jhukaa hii rahega
tumhaare liye, koii jab …
koii shart hotii nahii.n pyaar me.n
magar pyaar sharto.n pe tumane kiyaa
nazar me.n sitaare jo chamake zaraa
bujhaane lagii.n aaratii kaa diyaa
jab apanii nazar me.n hii girane lago
a.ndhero.n me.n apane hii ghirane lago
tab tum mere paas aanaa priye
ye diipak jalaa hai jalaa hii rahega
tumhaare liye, koii jab …
Jeena Yahan Marna Yahan, Iske Siva Jaana Kahan
Ji Chahe Jab Humko Awaaz Do
Hum Hain Wahin Hum Thhe Jahan,
Apne Yahin Dono Jahan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan ……
Yeh Mera Geet Jeevan Sangeet
Kal Bhi Koi Dohrayega
Jag Ko Hasane Bahrupiya
Roop Badal Phir Aayega
Swarg Yahin Nark Yahan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan ……
Kal Khel Mein Hum Ho Na Ho
Gardish Mein Taare Rahenge Sada
Bhoolenge Hum Bhoologe Tum
Par Hum Tumhare Rahenge Sada
Rahenge Yahin Apne Nishan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan …
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye
Kabhi Yun Hi Jab *** Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin Door…
Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye
Kahin Door…
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii vo barasaat kii raat
ek a.njaan hasiinaa se mulaakaat kii raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
haay vo reshamii zulfo.n se barasataa paanii
phuul se gaalo.n pe rukane ko tarasataa paanii ( so beautifully written, u cud actually picturise)
dil me.n tuufaan uThaate hue
dil me.n tuufaan uThaate hue haalaat kii raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
Dar ke bijalii se achaanak vo lipaTanaa usakaa
aur phir sharm se balakhaake simaTanaa usakaa
kabhii dekhii na sunii aisii ho
kabhii dekhii na sunii aisii tilismaat ki raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
surkh aa.nchal ko dabaakar jo nicho.Daa usane
dil pe jalataa huaa ek tiir saa chho.Daa usane
aag paanii me.n lagaate hue
aag paanii me.n lagaate hue jazabaat ki raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
mere naGmo.n me.n jo basatI hai vo tasvIr thI vo
naujavAnI ke hasI.n Kvaab kI tAbIr thI vo
aasmano.n se utar aaI thI jo raat kI raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
The music as wel as the lyrics are so so beautiful…. another of the category is ‘Chouduvi ka chaand’
chaudavii.n kaa chaa.nd ho, yaa aafataab ho
jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho
zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndho pe baadal jhuke hue
aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue
mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
chaudavii.n kaa …
cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa ka.nval
yaa zi.ndagii ke saaj pe chhe.Dii huii gazal
jaane bahaar tum kisii shaayar kaa Kvaab ho
chaudavii.n kaa …
hoTho.n pe khelatii hai.n tabassum kii bijaliyaa.N
sajde tumhaarii raah me.n karatii hai.n kaikashaa.n
duniyaa-e-husn-o-ishq kaa tum hii shabaab ho
chaudavii.n kaa …
That is another song that excels in every way…music, lyrics, singing …..Oh! Too good! When we were is college me and my best friend used to say for fun ‘kaash hamare baare mein bhi koi aaise geet gate…’
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii vo barasaat kii raat
ek a.njaan hasiinaa se mulaakaat kii raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
haay vo reshamii zulfo.n se barasataa paanii
phuul se gaalo.n pe rukane ko tarasataa paanii ( so beautifully written, u cud actually picturise)
dil me.n tuufaan uThaate hue
dil me.n tuufaan uThaate hue haalaat kii raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
Dar ke bijalii se achaanak vo lipaTanaa usakaa
aur phir sharm se balakhaake simaTanaa usakaa
kabhii dekhii na sunii aisii ho
kabhii dekhii na sunii aisii tilismaat ki raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
surkh aa.nchal ko dabaakar jo nicho.Daa usane
dil pe jalataa huaa ek tiir saa chho.Daa usane
aag paanii me.n lagaate hue
aag paanii me.n lagaate hue jazabaat ki raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
mere naGmo.n me.n jo basatI hai vo tasvIr thI vo
naujavAnI ke hasI.n Kvaab kI tAbIr thI vo
aasmano.n se utar aaI thI jo raat kI raat
zi.ndagii bhar nahii.n bhuulegii …
The music as wel as the lyrics are so so beautiful…. another of the category is ‘Chouduvi ka chaand’
chaudavii.n kaa chaa.nd ho, yaa aafataab ho
jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho
zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndhe pe baadal jhuke hue
aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue
mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
chaudavii.n kaa …
cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa ka.nval
yaa zi.ndagii ke saaj pe chhe.Dii huii gazal
jaane bahaar tum kisii shaayar kaa Kvaab ho
chaudavii.n kaa …
hoTho.n pe khelatii hai.n tabassum kii bijaliyaa.N
sazade tumhaarii raah me.n karatii hai.n kaikashaa.n
duniyaa-e-husn-o-ishq kaa tum hii shabaab ho
chaudavii.n kaa …
That is another song that excels in every way…music, lyrics, singing …..Oh! Too good! When we were is college me and my best friend used to say for fun ‘kaash hamare baare mein bhi koi aaise geet gate…’
Favourite song!!!! LOL! I can jus go on and on……
Suno sajna, ajare pardesi, bole re papi hara, mein tulsi, tumhi meri mandir, chain se humko kahi, ye zindgee usi ki hai, aapki nazro ne samjha, akhiyo ke jharoko se, saara pyaar tumhara, ajeeb daasta, ajee rooth kar, tu jaha jaha chalega, aawaaz deke hume tum bulaao, na jaane kyo hota hai, rajneegandha phool, wakt ne kiya, wo jab yaad aaye, zindagee bhar…. to mention a few. Honestly, this doesnt cover even one third of my favourite songs sung by female singers…
Oh! As such, I have great regard for people with knowledge, be it any field. Aur jinko music ki itni khabar ho….. ! Im not completing that . Kids now a days have hardly any interest in music!
dil ke aramaa.n aa.Nsuo.n me.n bah gae
ham vafaa karake bhii tanahaa rah gae
dil ke aramaa.n aa.Nsuo.n me.n bah gae
zi.ndagii ek pyaas banakar rah gaii -2
pyaar ke qisse adhuure rah gae
ham vafaa karake bhii tanahaa rah gae
dil ke aramaa.n aa.Nsuo.n me.n bah gae
!!!!!
Super hit number of Mukesh ji…..
Jeena Yahan Marna Yahan, Iske Siva Jaana Kahan
Ji Chahe Jab Humko Awaaz Do
Hum Hain Wahin Hum Thhe Jahan,
Apne Yahin Dono Jahan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan ……
Yeh Mera Geet Jeevan Sangeet
Kal Bhi Koi Dohrayega
Jag Ko Hasane Bahrupiya
Roop Badal Phir Aayega
Swarg Yahin Nark Yahan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan ……
Kal Khel Mein Hum Ho Na Ho
Gardish Mein Taare Rahenge Sada
Bhoolenge Hum Bhoologe Tum
Par Hum Tumhare Rahenge Sada
Rahenge Yahin Apne Nishan
Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yahan …