LYRIC
--FEMALE-- Zindagi is tarah se lagne lagi Rang ud jaaye jo deewaaron se Ab chhupaane ko apna kuch na raha Zakhm dikhne lagi daraaron se Main tere jism ki hoon parchhaai Mujhko kaise rakhoge khud se judaa Bhool karna to meri fitrat hai Kyoon ki insaan hoon main, nahin hoon khuda - 2 Mujhko hai apni har khata manzoor Bhool ho jaati hai insaanon se Ab chhupaane ko apna kuch na raha Zakhm dikhne lagi daraaron se Jab kabhi shaam ke andheron mein Raah panchhi jo bhool jaate hain Voh subaah hote hi milon chalkar Apni shaakhon pe laut aate hain - 2 Kuch hamaare bhi saath aisa hua Hum yehi keh rahe ishaaron se Zindagi is tarah se lagne lagi Rang ud jaaye jo deewaaron se Ab chhupaane ko apna kuch na raha Zakhm dikhne lage daraaron se
English Translation of Hindi Lyric
Title: Zindagi Is Tarah - FemaleFilm Name: Murder
Music: Anu Malik
Lyrics: Sayeed Quadri
Singers: Anuradha Paudwal
Category: Love/Sad
Words:
--FEMALE--
Zindagi is tarah se lagne lagi
Life has begun to seem this way
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Like the paint worn off of walls
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Now I have nothing left to hide of myself
Zakhm dikhne lagi daraaron se
My wounds have begun to show through the cracks
Main tere jism ki hoon parchhaai
I am the reflection of your body
Mujhko kaise rakhoge khud se judaa
How will you keep me apart from yourself
Bhool karna to meri fitrat hai
Making mistakes is in my nature
Kyoon ki insaan hoon main, nahin hoon khuda - 2
Because I am a human being, I am not God
Mujhko hai apni har khata manzoor
I have admitted to every one of my mistakes
Bhool ho jaati hai insaanon se
Human beings make mistakes
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Now I have nothing left to hide of myself
Zakhm dikhne lagi daraaron se
My wounds have begun to show through the cracks
Jab kabhi shaam ke andheron mein
When sometimes, in the darkness of night
Raah panchhi jo bhool jaate hain
Birds forget their path
Voh subaah hote hi milon chalkar
After walking miles, until dawn
Apni shaakhon pe laut aate hain - 2
They return to their nests
Kuch hamaare bhi saath aisa hua
Something like that happened to me too
Hum yehi keh rahe ishaaron se
This is what I am hinting at
Zindagi is tarah se lagne lagi
Life has begun to seem this way
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Like the paint worn off of walls
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Now I have nothing left to hide of myself
Zakhm dikhne lagi daraaron se
My wounds have begun to show through the cracks
No comments yet