DOSTON HAPPY HOLI
AREY ITNEE UDASEE KE GEET ?
NACHO GAAO KHUSHI MANAO KYO JIVAN SE RAHE UDAAS ,
HO MUSKAAN SABHI CHEHRON PE KUCH TO SIKHO IN RANGON SE
IS RANG BHARE JIVAN KE HAR RANG KO SAJANE DO APNE MAN ME
H A A P Y H O L I
…….NOW SONG …..
dil ai dil bahaaron se mil
sitaaron se aankhen mila
ye samaan ye rangeen samaan
mausam bhi hai pyaar ka
yahi hai mere tere kvaabon ki duniya
dil ai dil …
bahut paas thi pyaar ki manzilen
magar raasta bhool jaate the ham
agar dil ki nazaron se tum dekhate
khade saamane muskuraate the ham
dil ai dil …
achaanak kayaalon mein aakar mere
tumheen meri neenden churaate rahe
tumhen ham ne dil mein bulaaya to tha
magar tum hi daaman bachaate rahe
dil ai dil …
muhabbat ka ye geet gaate hue
ham is raah mein aaj kho jaayenge
zamaana ye ab chaahe jo bhi kare
liya jis ne dil us ke ho jaayenge
dil ai dil …
Aaap yun hi agar hamsey miltey rahen
dekhiye ek din pyaar ho jayega,
aisee baten na kar aiy hansi jadugar
teri banton me ye dil kho jaayega
aap yun hi agar hamsey miltey rahennnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
ehsaan tera hogaa mujhpar dill kehtaa hai to kehane de ,
mujhe tujh se mohabbat ho gaiee hai mujhe palkon ki chanw me rehne de
ehsaan tera hoga muzh parrrrrrrrrrrrR
jaisa desh vaisa bhesh fir kya karna ,
kahe ki sharam hai kudiye jaldi karna…
mai nahi karna mai nahi darna (may bedarna or karna )
(K)
keep this tempo running man already this is slowest openining softwere
Gairon pe karam apnon pe sitam ,
aiy jaane wafaa ye julm na kar ,
rehne de abhi thodaa sa bharam ,
aiy jaane wafaa ye julm na kar ..ye julm na kar
Next :::::H
NExt is :Baabul sorry vaibhavi
Ek din
tum baohot bade banoge ek din ,
chand se chamak uthoge ek din,
will u forgate me than……….
how i can ?tell me how i can ?
ek din tum bahot bade banoge ek din
kaahe ko byaahe bides, are lakhiyan baabul mohe -
kaahe ko byaahe bides ...
ham to baabul tore bele ki kaliyan -
are ghar-ghar maange hain jaaye
are lakhiyan baabul mohe ...
kaahe ko byaahe bides ...
mahalan tale se dola jo nikala
are beeran mein chhaaye pachhaad
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides ...
bhaiya ko diyo baabul mahalan do mahalan -
are ham ko diyo pardesh
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides
are lakhiyan baabul mohe
Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayegayeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar ho jayega
Do char aise mulakatein hogi
saare zamane mei baatein hongi
baatein hongi
ke naam badnaam tera mera yaar hojayega
pyaar ho jayega
Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayegayeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar ho jayega
aankhon se apna dil taam lena
aankhon se aankhen milne na dena
milne na dena
ki ankhon hi ankhon mei koi vaar hojayega
pyaar ho jayega
Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayegayeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar ho jayega
ek thaa gul aur ek thee bulbul donon chaman mein rahate the
hai ye kahaanee bilkul sachchee, mere naanaa kahate the
bulbul kuchh aise gaatee thee
aise gaatee thee
aise gaatee thee
nanda-kaise gaatee thee
bulbul kuchh aise gaatee thee,
jaise tum baatein karatee ho
wo gul aise sharamaataa thaa,
aise sharamaataa thaa
aise sharamaataa thaa
nanda-kaise sharamaataa thaa
wo gul aise sharamaataa thaa
jaise main ghabaraa jaataa hoo
bulbul ko maaloom naheen thaa,
gul aise kyon sharamaataa thaa
wo kyaa jaane usakaa nagmaa,
gul ke dil ko dhadakaataa thaa
dil ke bhed naa aate lab pe, ye dil mein hee rahate the
lekin aakhir dil kee baate
aise kitane din chhoopatee hain
ye wo kaliyaan hain jo ek din
bas kaante ban ke chubhatee hain
ek din jaan liyaa bulbul ne,
wo gul us kaa diwaanaa hai
tum ko pasand aayaa ho to boloo,
phir aage jo afasaanaa hai
nanda-bolo na chup kyon ho gaye
ek duje kaa ho jaane par, wo donon majaboor huye
un dono ke pyaar ke kisse, gulashan mein mashahoor huye
saath jiyenge, saath marenge, wo dono ye kahate the
nanda-phir kya hua
phir ek din kee baat sunaaoo,
ek sayyaad chaman mein aayaa
le gayaa wo bulbul ko pakad ke,
aur diwaanaa gul murjhaayaa
shaayar log bayaan karate hain,
aise unkee judaayee kee baatein
gaate the ye geet wo donon,
saiyyaa beenaa naheen katatee raate
mast bahaaron kaa mausam thaa,
aankh se aansoo bahate the
aatee thee aawaaj humeshaa,
ye jhilmil jhilmil taaron se
jisakaa naam mohabbat hai wo
kab rukatee hain diwaaron se
ek din aah gul-o-bulbul kee
us pinjare se jaa takaraayee
tootaa pinjaraa, chhootaa kaidee,
detaa rahaa saiyyaad duhaayee
rok sake naa usko milake, saaraa zamaanaa, saaree khudaayee
gul saajan ko geet sunaane, bulbul baag mein waapas aayee
Nanda-raja bahut achchhi kahanee hai
yaad sadaa rakhanaa ye kahaanee, chaahe jeenaa, chaahe maranaa
tum bhee kisee se pyaar karo to, pyaar gula-o-bulabul saa karanaa
Next:F
*(oh how nice the lyrics..aiy gahataon garjana ko thamm lo ,aaj mere karun swar se kaam lo... pain and cry )
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Ek surat bholi bhaali hai, do naina seedhe saade hain
Do naina seedhe saade hain
Aaisa hi roop khayalon mein tha, aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Dekhe na khwab woh mehlon ke, mere dil mein rehna chahe
Mere dil mein rehna chahe
Is duniya mein kaun tha aaisa, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
D

Hai Tere Saath Meri Wafa
Mayy Nahin To Kya
Zinda Rahega Pyar Mera
Mayy Nahin To Kya
Hai Tere Saath meri wafa ...
Tere Liye Ujaalon Ki
Koi Kami Nahin
Sab Teri Roshni Hai
Meri Roshni Nahin
Koi Nayaa Chirag Jala
Mayy Nahin To Kya
Hai Tere Saath meri wafa...
Kuchh Dhadkanon Ka Zikrr Ho
Kuchh Dil Ki Baat Ho..
Mumkin Hai Iske Baad
Na Din Ho Na Raat Ho..
Mere Liye Na Ashk Baha
Mayy Nahin To Kya
Hai Tere Saath meri wafa...
kaanta lage nikal jaaye magar na nikale nazar ka tir
bach jaaye ya mar jaaye ye aashiq ki taqadir
kaanta lage nikal jaaye
ye duniya jaane na jaane ham ek duje ke deewaane
dil mein teri yaad sanam aankhon mein teri tasveer
kaanta lage nikal jaaye
Next: kaanta….
haaregaa jab koi baajee, tabhi to hogee kisee ki jeet
dost yahi duniyaa kee reet tumhe mubaarak man kaa meet
rup teraa ayesaa darpan mein naa samaaye
khushaboo tere tan kee madhuban mein naa samaaye
ho muzhe khushi milee itanee, ke man me naa samaay
palak band kar loo, kahee chhalak hee naa jaaye
muzhe naa milee jo wo khushi tun-e paayee
aye dost mubaarak ho tuzhe pyaar ki shahanaiee
du-a mere dil ki daaman me naa samaaye
tuze pyaar mile itanaa jeewan me naa samaay
meet meraa chheen liyaa, toone khab dikhaake
sadaa use rakhanaa, palakon pe too bithhaake
itanaa sukh denaa, jeewan me naa samaaye
yu ras barasaanaa, aangan me naa samaay
next:-y
haadase kya kya tumhaari beruki se ho gaye
saari duniya ke liye ham ajanabi se ho gaye
kuchh tumhaare gesuon ki barahami ne kar diye
kuchh andhere mere ghar mein roshani se ho gaye
NExt I>>>>
saamane ye kaun aayaa, dil mein huyee halachal
dekh ke bas yek hee zalak, ho gaye hum paagal
baate, mulaakaate, hum se bhee to hogee
hum se, khulenge, wo aaj naheen to kal
rahanaa hain yahaan to, dono hain jawaan to
bhalaa door kaise rahenge
maanaa wo haseen hai, par hum bhee kam naheen hain
wo magarur kaise rahenge oOOOPs all the time
aankhon hee aankhon me, baato hee baaton mein
kabhee jaan pahachaan hogee
sun lo ye kahaanee, haseenaa yek anajaanee
kisee din meharabaan hogee
any way you win
NExt:…saza…. (punish ment )
mehboob mere mehboob mere ,
tu hai to duniya kitnee hansee hai,
jo too nahi to kuch bhi………nahi ….hai
mehboob mere ….
next:- Mehboob
mubarak ho tum ko shama ye suhana.
mai khush hun mere aansuwon pe na jaana ,
mai to diwana diwana deewaanaa deewaaNaa
chalte chalte mere ye geet yaad rakhnaa
kabhi alvida naa kehnaa kabhi alvida na kehnaa