Nigaho nigahon me dil lene wale
bataa yeh hunar tumne sikhaa kahan se ,
Shadi kar ke fass gayyaa yaar ,
achaa khasaa tha kunwaraa,
Dewanaa mujh saa nahi ,
is amber ke niche,
Quatil hai aage mera ,
our me piche piche ,
Thank u poornima that was so nice of u realy a nice song and thank u for ur effort
Amisha..with .sardar pitam singh oye apna dharmendar da puttar
oye gaddarr ….oye sunny yaar SUNNEY deol ……
mai niklaa gaddi le ke ,
raste me wo sadak par ,
ek mod aayaa mai uthey dill chor aayaa
ek mod aayaa uthe dil chor aayaa
Rajaa ki aayegi baaraat rangili hogi raat ,
magan mai nachungi ho …magan mai nachungi
Next ….G
same as in the previous
Kasme wade nibhaayenge ham ,
miltey rehenge janam janam ,
Next ..>M
sorry nothing is wrong we both posted against previus songs
u posted …>>mai to hun pagal
and me >> Man kyon behka ….i posted it late so your song was first on board
but its ok
Doli chadh ke dulhan sasuraal chali
doli chadh ke ,
dioliyaan khush nasibon ki chadhtee rehe ,
NExt > H
simatee huyee ye ghadeeyaan
phir se naa bikhar jaayein
is raat mein jee le hum
is raat mein mar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
ab subah naa aa paaye,
aao ye duaa maangein
is raat ke har pal se,
raatein hee ubhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
duniyaa kee nigaahein ab
hum tak naa pahunch paayein
taaron mein basein chalakar,
dharatee mein utar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
haalaat ke teeron se,
chhalanee hain badan apane
paas aao ke seenon ke
kuchh zakhm to bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aage bhee andheraa hai,
peechhe bhee andheraa hai
apanee hain wahee saansein,
jo saath guzar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aa aa aa aa
simatee huyee ye ghadeeyaan
bichhadi hui roohon ka
ye mel suhana hai
is mel ka kuchh ehasaan
jismon pe bhi kar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
tarase huye jazbon ko
ab aur na tarasaao
tum shaane pe sar rakh do
hum baanh mein bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
phir se naa bikhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
Dashaanan>>>N
Paani re paani teraa rang kaisa
jis me milado waise rang jaisaa
paani re paani tera rang kaisa
Next>>>Q
Koi saagar dill ko behlaataa nahi ,
beQuarari me bhi ,
Qaraar aataa nahi ,
mai koiee pathar nahi insan hun ,
kaise keh dun .ki ab ..(.I miss here 0if u know please complite it ).
koi saagar dil ko behlata nahi…
yun hi tum mujh se baat kartee ho ,
yaa koiee pyaarr ka iraadaa hai ,
Next ..>>H
Man kyon behkaa re behkaa aadhi raat ko ,
belaa mehkaa re mehkaa aadhi raat ko,
kisne bansi bajaie aadhi raat ko …..
Next >>>>K
Yaar mere meri baanhon me aajaa,
naa jaa re naa ja o dill ko tadpaa ke naa jaa,
yaar mer meri baahon me aajaa,
Next
:-J
Ropp teraa mastaana ,pyaarr meraa diwana ,
bhool koiee hamse naa hojaaye ,
aankhe nashily mast samaa hai ,
aaj nashe me saaraa jahaa hai
our gulaabi mousham behkaaye ye ye
roop teraaa mastana
Next:na
ye aankhen
uff u mhaa ,
ye adaayen uf yumhaa,
pyaar kyu na hogaa,
yeh aankhe uff yumha
Ha H
zindgi ki naa toote ladi ,
pyaarr karle ghadi do ghadi ,
mitwaa tere binaa lage naa re jiyara,
lakh gehraa ho sagar to kyaa ,
pyarr se kuch bhi gehraa nahi….mitwa
l
kahaan se aaye badarva,
bairi kahaan se aaye badarva……
laaye yaad piya ki – ..badarva
kahaan se aaye badarva,
bairi pyaasi dharati nain bichhaye –
tadap tadap ke bulaaye badrva -…………aye badarva,
bairi kahaan se aaye badarva……
palakan mein asuvan ki ladiyaan –
take raah saajan ki badarva –
saajan ki badarva kahaan se aaye badarva
bairi kahaan se aaye badarva……
sukhein honth aur khaali pyaale –
roj pukaare kaare badrva –
kahaan se aaye badarva,
bairi kahaan se aaye badarva……
laaye yaad piya ki – ..adarva
kahaan se aaye badarva, bairi – ….
Next :L
Raat kali ek khwaab me aayee our gale kaa haar huiee ,
subah ko jab ham neend se jaage,aankh unhi se chaar hui
raat kali ek khwaab me aayee our gale kaa haar hui
Next ;-i
waah waah raam ji jodi kyaa banaaye ,
bhayaa our bhabhi ko badhaai ho badha ,
rab rasmon se badhkar hai yeh dil se dil ki sagaayee
next X or next Y
friends