–MALE–
mere jeevan saathi – 2
–FEMALE–
mere jeevan saathi – 2
–MALE–
iss kadar pyar tumse karte hain
tumko dulhan banayenge hum
–FEMALE–
iss kadar hum bhi tumpe marete hain
tumko dulha banayenge hum
–MALE–
mere jeevan saathi – 2
–FEMALE–
mere jeevan saathi – 2
–MALE–
apne rangeen khaaylon mein sajaaya hai tumhe
apne palkon ke jharoko mein bithaya hai tumhe
–FEMALE–
humne iss dil mein tumko band karke rakha hai
sirf tumko hi pasand karke rakha hai
–MALE–
dhadkano ki sadaa bhi sunaayee de
itne nazdeek laayenge hum
–FEMALE–
iss kadar hum bhi tumpe marte hain
tumko dulha banayenge hum
–MALE–
mere jeevan saathi – 2
–FEMALE–
mere jeevan saathi – 2
choodiyan gori kalayee mein khanak jaati hai
ab humein raat ki tanhayee mein tadpati hai
–MALE–
apni betabiyon ka dard sunaye kaise
haal kaise hai sanam tumko batayein kaise
–FEMALE–
har tamanaa abh yehi kehti hai
na kabhi door jayenge hum
–MALE–
iss kadar pyar tumse karte hain
tukmo dulhan banayege hum
–FEMALE–
mere jeevan saathi – 2
–MALE–
mere jeevan saathi – 2
–FEMALE–
mere jeevan saathi – 2
–MALE–
mere jeevan saathi
kaun samjhega unka dard bhala
jinki dhadkan ne chot khayee hai
log kehte hain jisse ishq jisse
aisa lagta hai, bewafayee hai
(deewani, deewani) – 4
Mujhe lakh samjaye
deewani, deewani
dil ne mere
(mujhe lakh samjhaye
dil ne mere
magar maine dil ki na maani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani ) – 2
–MALE–
Main deewana hoon in aadaon ka
Maine to pyar kiya hai tumse
Zindagi bhar tumhe hi chahoonga
Maine ikraar kiya hai tumse
–FEMALE–
Main bhi saajan tumhare chat mein
Saari duniya ko bhool jaaoongi
Saath seh loongi saare dard aur ghum
Dil ke rishte ko main nibhaoongi
deewani, deewani
bhulaoongi kaise bhala mere sajan
mohabbat bhari yeh nishani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
(deewani, deewani) – 2
Neend jab tootegi to
Hosh mein aaoongi main
Kaun hai kaisa hai who
Sabh ko batlaoongi main
Saari duniya ke aage
Kissa yeh aam karke
Jaaoongi iss mefil se
Usko badnaam karke
Usne dil toda mera
Uska dil tod doongi
Who na samjhe ke usko
Aise hi chod doongi
Maine us bewafa ko pooja hai
Maine to pyaar sirf pyaar kiya
Do jahan ko bhula ke maine to
Apne dilbar pe jaan nisaar kiya
Kabhi sochti hoon
Jo maine beeti baatein
Barsta hai aankhon se paani
(deewani main deewani
sajan ki deewani) – 6
–FEMALE–
jab se mile ho tum aisa laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
ehsaas dil ko hone laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
yeh dooriyan lagti sitam
aagosh mein bharlo sanam
jab se mile ho tum aisa laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
–MALE–
yeh lamhe yehin pe taher jaane do
humein toote ke tum bikhar jaane do
jawaan dhadkano mein uthar jaane do
hadhon se bhi aage guzar jaane do
tanhaiyon ka kehna yehi hai ke
tum bin na hum jee sakenge
–FEMALE–
jab se mile ho tum aisa laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
abh zindagi mein tamanaa nahin hai
tum aa gaye ho – 2
barson se pyaasi hamari nazar mein
tum chaa gaye ho – 2
har arzoo ko yeh lagne laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
ehsaas dil ko hone laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
jab se mile ho tum aisa laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
–FEMALE–
hum jism-o-jaan se lipat jaayen aise
<b
zubeida
gupt