LYRIC
[Farhan Akhtar]
Na main samjha, na main jaana
Jo bhi tumne mujhse kaha hai senorita
Magar phir bhi, na jaane kyun
Mujhe sunke accha laga hai senorita
[Abhay Deol]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya
[Hrithik Roshan]
Nighaahon ne nighaahon se
Kahi armaano ki dastaan hai senorita
Yeh chaahat ki, mohabbat ki
Saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita
[Abhay Deol]
Mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere
[Hrithik Roshan, Abhay Deol]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya
[Farhan Akhtar]
Jo bhi pal beeta
Hey senorita
Har pal tumne hai dil jeeta
Bus itni si toh baat hai
[Hrithik Roshan]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya
No comments yet