LYRIC
ho kisne yeh bandhi dori
dekha na socha na maanga
jholi mein aan padi
dekha na socha na manga
doli mein aan chadi
na to dundha hai
na to paya hai
na to khoya tha
na bhoolaya hai
phir kisne bandhi yeh dori
haye kaise kaisi ram milaaye jodi
ho kaise kaisi ram milaaye jodi
arre dekha na socha na manga
jholi mein aan padi
arre dekha na socha na manga
doli mein aan chadi
ho oo ooo ooo ooo
aree tambe jaise hogi koi laali
ya gehun jaise gori
aur kagaz jaise kori lala
baat kare to phool jhenge lala
ke phool nahi to moti
aur moti ek katori rozana
ghodi pe chaahe na aaye
khwaabon ka resham udaaye
aisa kahin se bulaaye mujhe
to mein aankhon mein rakhun use
haay kisne ye nindiya todi
ho kaise kaisi ram milaaye jodi
dekha na socha na maanga
jholi mein aan padi
dekha na socha na maanga
doli mein aan chadi
ho o o o
haathon ki rekhaye chalte chalte
yeh kaise mud jaate hai
pairo se jud jaati hai
aaahan!!
sapno mein dhaaron mein mere apno mein
aur chain ke needeein avey aankhon se ud jaati hai
manga nahi hoor hoti
halka sa to noor hoti
chaahe chirago ki o roshni
ho ya ho woh sitaara koyi
ho kisne yeh bandhi doori
ho kaise kaisi ram milaye jodi
arre dekha na socha na manga
jholi mein aan padi
arre dekha na socha na manga
doli mein aan chadi
na to dundha hai
na to paya hai
na to khoya tha
na bhoolaya hai
phir kisne bandhi yeh dori
haye kaise kaisi ram milaaye jodi
ho kaise kaisi ram milaaye jodi
No comments yet