LYRIC
–FEMALE–
Maiyya Yashoda,
Ye tera Kanahiya. — (2)
Phanagat Pe Meri,
Pakde hai baiyya.n
Tang mujhe karta hai,
sang mere ladta hai
Ram ji ki krupaa se,
Mai.n bachii. — (3)
Maya Yashoda,
Ye tera Kanahiya,
Phanagat Pe Meri,
Pakde hai baiyya.n,
Tang mujhe karta hai,
sang mere ladta hai,
Ram ji ki krupaa se,
Mai.n bachii — (2)
Oh, Ramji ki krupaa se,
Gokul ki gaaliyo.n mei.n jamuna kinare,
Whoto kankariya chupchup ke mare,
Nathkhat adaye surat hai bholi,
holi mei.n meri bhighoye wo choli,
baiyya.n na chude,
kalaiyaa marode — (2)
Paiyya.n pude phir bhi pichana chude,
mitthi mitthi bato.n me mujhko phasaye hai,
Ram ji ki krupaa se,
mei.n bachii — (2)
Oh, Ramji ki krupaa se,
Jab Jab bajaye mohan moraliyaa.n
Chan Chan Chankti hai meri payaliyaa.n,
naino.n se jab wo kare chedkhani,
Dilka mei.n rehajaye prem diwani,
Sudh budh gawaai,
Ninde udaai. — (2)
Jo karne bhethi wo karna payi,
Badimushkil se dil ko sambhala hai,
Ram ji ki krupaa se,
Mai.n bachii — (2)
ha, Ram ji ki krupaa se,
Gokul ka khana her dil mei.n samayaa,
Mai.n Bhagyashali ki Maine payaa
Manaa ki sabhke hai ye Kanhiyaa,
Khelayange par tumhare hi maiyyaa,
Pyara piya hai,
Tumne Diya Hai. — (2)
Mamta Ke aachal mei.n humko liyaa hai,
Charno mei.n tere Oh maa hum ko rehanaa hai,
Ram ji ki krupaa se
Ha ji ha. — (2)
Ram ji ki krupaa se.
No comments yet