tuna abhi naraz ho
yeh dil ko tum na todo
zara poochos is dil se to
kya hua us vade ka
next word: “Hu“
first song:
Sajna Ne Phool Mariya Meri Rooh Falak Tak Royee Logon Ke Pattharon Ki Mujhe Peed Zara Bhi Na Hoye Pattharon Ki Oooo, Sajna Ne Phool Mariya Zara Bhi Na Hoye Kiran Mein Kaho Kabhi Na Dard Mila Rooh Falak Tak Royee Bhi Na Hoye |
|
second song: Ansoo bhari hai yeh jeevan ki rahe koi unse kehde humein bhool jaye movie: parvarish
|
likhe jo khat tujhe wo teri rah mein
hazar rang ke sitare ban gaye
savera jab hua tu fool bangaye
jab raat ayi to sitare tham gaye
likhe jo khat tujhe
next:::
J
L
H
T
clue: 1970 movie, has triple role of mehmood(comedian).
S for saif ali khan-actor
R for rani mukherje-actoress
H for Hum tum-film
G for Gori Gori-song
Kal ki daulat aaj ki khushiyan
unki mehfil apni galiyan
asli kya hai naqli kya hai
poocho dil se mere
Us duniya ne baat na poochi
is duniya ne pyar diya
baita man ke raj mahal mein
sapnon ka sansar diya
kal ki daulat aaj ki khushiyan
Todh ke sarhey rishtey nahtey
aaya mein dilwalon mein
sach kaheta hoon jor nahin hai
daulat ke rakhwalon mein
kal ki daulat aaj ki khushiyan
next: ''L''
gata rahe mera dil
tu hi meri manzil haye
kahi beete na yeh rate
kahi beete na yeh din
ham bewafa hargiz na the
par hum wafa kar na sake
hum ko mili us ki saza
hum jo khata kar na sake
dil aaj shayr hai
gham aj nagma hai
sab yeh ghazal hai sanam
gairo ke sharo ko o'sunnewalo
ho is taraf bhi karam
lamha lamha lamha zindagi hain
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
ek lamha hai tumhara ek lamha hai hamara
aaon lamhon ko mila de zindagi phir bana de
lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
ek lamha hai tumhara ek lamha hai hamara
aaon lamhon ko mila de zindagi phir bana de
lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hain
next: Parvarish
aansoo bhari hai yeh jeevan ki rahe
koi unse kehde hame bhool jayee
aansoo bhari hai
waade bhula de kasme tod de wo
haalat pe apni humein chod de wo
aise jaha se kyo hum dil lagaye
koi unse kehde humein bhuul jaye
aansoo bhari hai yeh jeevan ki rahe
koi unse kehde humein bhool jaye
barbadeeo ki ajab dastan hoo
shabnam bhi roye
mein wo asman hoo
tumeh ghar mubarak humein apni aahe
koi unse kehde humein bhool jayee
aansoo bhari hai yeh jeevan ki rahe
koi unse kehde humein bhool jaye
ek na ek din ye kahani banegi
tu mere sapno ki rani banegi
main tera diwana banuga
rani tu meri dewani banegi
ek na ek din yeh kahani banegi
tu mere sapno ki rani banegi
chain luta hain neend loti hai
aise mausam mein ham se ruthi hai
yeh tere hatho ki anghuti
prem ki pehli nishani banegi
F
I don't know the song, but the movie is U me or hum. A for ajay devgan, k for kajol, u for u me hum, vishal bhardvaj is music comp, and kajol has the illness.
Na tu zamee ke liye
hain na asma ke liye
tera vajud hai to
to hai sirf dasta ke liye
Palat Ke Sou-e-Chuman
Dekhne se kya hoga
Woh Shaakh hi naa rahi
Jo thi aashiaana Ke liye
Re mama re mama re mama re
ham to gaye bazar mein lene ko ladu
ladu vadu kuch na mila peeche par gya dadu
re mama re mama re mama re
hum to gaye bazar mein lene ko aloo
aloo valoo kuch na mila peeche par gaya bhaloo
Har ko chahta hai ek muthi asman
har koi dundta hai ek muthi asman
jo seene se laga le ek aisa ek jaha
har koi chahta hai ek muthi asman
chand sitaro ka ek mela hai
har dil you hi akela hai
mehfil mein shehnai
fir bhi dilo mein hai tanheee
aishas ho ki jaise main kai jhuma
Har ko chahta hai ek muthi asman
har koi dundta hai ek muthi asman
jo seene se laga le ek aisa ek jaha
har koi chahta hai ek muthi asman
Likhe jo khat tujhe
wo teri raho mein
hazaro rang ke
nazare ban gaye
sawera jab hua
to phool ban gaye
jab raat aai to
sitare tham gaye
likhe jo khat tujhe
Raat baaki baat baaki
hona hai jo
hojane do
dekho na, dekho na
jane jan mujhe pyar se
manzil javan yu dufan se takra gayi
awaz yeh hai to anjam hoga sahi
aaa, dekhle, dil ki pukar, yu haar ke
raat baaki…hona hai jo
hojane do
film: Namk Halal
Geet Gaata Chal O Saathi Gungunaata Chal
O Bandhu Re
Hanste Hansate Beete Har Ghadi Har Pal
Geet Gaata Chal
mujhe ishk hai tujhi se
meri jaan-E-zindagani
tere paas mera dil hai
mere pyar ki nishani
mere har gham mein tu hai
meri har khushi mein tu hai
main jaha dekhu vaha
tu hi tu hi tu hai
mere dil ki diwaro pe
surat hai tumhari
tere pas mera dil hai
mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se
tere husn ne dikhaii
mujhe bekhudi ki rahe
yeh hasi lav nasheele
yeh juhkhi juhki nighahee
tere zulf ne chuuyi hain
yeh ghatta ki jawani
tere paas mera dil hai
mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se