rote rote hasna sikho
haste haste rona
jitni chabi bhari ram
utna chale khilona
next: S
ramayia vasta vaya
ramayia vasta vaiya
maine dil tujhko diya
maine dil tujhko diya
oh ramiya vasta vayia
Meri Suni Suni Raathon Ko Sajadegi,…Samjhadegi next: badan
|
neele ambar par chand jab chaye
gham to sataye koi to aye
aisa koi sathi ho aisa koi premi ho
pyas dil ki jo bujha jaye
tera mujhse hai pehle ka nata koi
yu hi nahi dil ubhata koi
tera mujhse hai pehle ka nata koi
yun hi nahi dil ubhata hai koi.
woh woh na rahe
jinke liye
ham the beqarar
ab kaisa intezar, ab kaisa intezar
woh woh na rahe
jinke liye
hum the beqarar
next: y
neele neele ambar pe
chand jab chaye
gham ko tarsaye
koi to aye
aisa koi sathi ho
aisa koi premi ho
pyas dil ki bhuja jaye
yuhi tum mujhse baat karti ho
yah koi pyar ka irada hai
aadee dil yeh jaanta hi nahi
mera hum dum itna sadha hai
gunguna rahe hai bhavre
khil rahe hai kali kali…kali kali
gunguna rahe hai bhavre
khil rahe hai kali kali
tum sath ho jab apne
duniya ko dikha denge
hum maut ko jeene ke
andaz sikhala denge
ek main aur ek tu
dono mile is tara
aur jo bhi chal man mein ho raha hai
yeh to hona hi tha
jaane kaise kab kaha iqrar ho gaya
hum sochte hi rehgaye aur pyar ho gaya
gulshan bani galiya sabhi
phul ban gayi bhavre sabhi
lagta hai mera sehra tyar ho gaya
hum soch te hi rah gaye aur pyar ho gaya
next: ina
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
next: Chandi
hum tumse juda ho ke
mar jayenge ro ro ke
mar jayenge ro ro ke
duniya badi zalim hai
dil tod ke hasti hai
kehdo kabhi ho ke
kehdo kabhi ho ke
hum tumse se juda ho ke
mar jayenge ro ro ke
na tu zamee ke liye
na hai asma ke liye
tera vajud hai to
to hai sirf dasta ke liye
ek na ek din yeh kahani banegi
tu mere sapno ki rani ki rani banegi
main tera deewana banunga
rani tu mere deevani banegi
chahunga main tujhe sham savere
fir bhi kabhi ab naam ko tere
awaz main na doonga..awaz main na doonga
koi humdum na raha
koi sahara na raha
hum kisi ke na rahe
koi hamara na raha
sham tanhai ki hai
ayegi manzil kaise
jo mujhe raha dikhaye
wohi sahara na raha
aye sitaro na haso
mil na saku nga tum se
koi humdum na raha
Ramlal
hum tujhse mohabbat karke sanam
rote bhi rahe haste bhi rahe
kush hoke sahi phulpat ki sitam
rote bhi rahe haste bhi rahe
hi dil ki lagi kya tujhke khabar
ek dard utha kar ai khabbar
ai dil ko lagane ek aa padi
ek aag lage barsat hui
hai pyase the hum
is badal ki kasam
rote bhi rahe haste bhi rahe