aapki khatir, mere dilka jaha hain haazir,
apne saare armaa, apne saare armaa kardoo mein zaahir
i love u, u may not be loving me, but i will wait for u
jeewanke safar mein rahi milte hai bichadjaneko
aur chodke chale jate hain tanhaayime tadpaneko
aapki khatir rahe duniya jahape haazir
apne saare armaa apne saare armaa
kardoo mein zaahir
dhoom again and run away with me
on a rollercoaster ride
dhoom again and see your wildest
dreams
slowly come alive
dhoom again and gotta break the
rules
and party all the time
dhoom againwe gotta steal the
show
you know that ain't no crime
so steal all that you can
the magic you begun
let's shout,break out
comes on once againlets hear it
dhoom machaale………
dil lagana dil jalnese dil jal jayega
ishk karna ishk hi tujhe tadpayega
koi yeh mane na …… koi yeh janena
meine to jana hai ishk hota hai kya
Teri baahon mein hum jeete marte rahe
Yunhi hum tumse pyaar karte rahe
Humne dekhi nahin aisi deewaangi
Kam na hogi kabhi ab to dil ki lagi
Jism se rooh mein hum utarte rahe
Yunhi hum tumse pyaar karte rahe
teri baahome hum jeete marte rahe
yuhi hum tumse pyaar karte rahe
humne dekhi nahi ais deewangee
ab na hogi nahi kamna dilki kabhi
jismse roohmein hum utarte rahe yuhi humtumse pyar karte rahe……
aaj karo tum humse bas chahat ki baate.. kaantne se kathti nahi abto tanha rate
baat meri tum mano deewanapan chodo… naakaro humein bekarar kasmonko naa todo
jhalak dikhlaja jhalak dikhlaja,
ekbar aja aja aja aja aja aaja
karta rehta hu mein bas teri batein
bin tere sanam marmitenge hum
aa meri zindagi
ae ajnabi toobhi kabhi aawaz de kahise
mein yaha tukdome jeeraha hoon
tu kahi tukdome jee rahi hein
kabhi kabhi mere dilme khayal aatahain
kejaise mujhko banayaa gaya hain tere liye
kiska rasta dekhe, aeh dil aeh rahi
neelo hain khamoshi, phir kiski yadayi
sing a song by dil, rahi, khamoshi
aane wala pal… aahi jata hain
hosake to usme zindagi bitado, pal jo yeh jane wala hain
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
(Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan poochh rahi hain) – 2
Geet panghat pe kis din gaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
(Phool si khilke, paas aa dil ke
Door se milke chain na aaye) – 2
Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
(Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye) – 2
Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Chali aa, tu chali aa
Chali aa, haan tu chali aa
Aaj Purani Rahon Se
Koi Mujhe Aawaz Na De
Dard Mein Dubey Geet Na De
Gham Ka Sisakta Saz Na De
Beete Dinon Ki Yaad Thi Jinmein
Maein Woh Tarane Bhool Chuka
Aaj Nai Manzil Hai Meri,
Kal Ke Thikaane Bhool Chuka
Na Woh Dil Na Sanam,
Na Woh Deen Dharam
Ab Door Hoon Sare Gunahon Se
Aaj Purani Rahon Se ………
Toot Chuke Sab Pyar Ke Bandhan
Aaj Koi Zanjeer Nahin,
Sheesha-E-Dil Mein Armaanon Ki,
Aaj Koi Tasveer Nahin
Ab Shaad Hoon Maein Aazad Hoon Maein,
Kuch Kaam Nahin Hai Aahon Se,
Aaj Purani Rahon Se ………
Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai
(Kabhi ishq banke shama jagmagaaye
Kabhi banke gham ka andhera yeh chhaaye) – 2
Ishq hai geet bhi, ishq hai raag bhi
Dil jalaa de magar ishq voh aag bhi
Aag lagaaye, hosh udaaye
Dil ko sataaye, jaan gawaaye
Ek deewangi hai isse kya kahoon
tuhi meri sab hain subha hain
tuhi din hain mera
tuhi mera rab hain jaha hain
tuhi dil hain mera
tu waqt mereliye.. mein hoon tera lamha….
kaise rahega bhala… hoke tu mujhse juda
badi mushkil hain
khoya mera dil hain
koi use dhoondke laye na
jaake raha mein rapat likha hoon
koi badlaye na
mein roun ya hasoo….. kaho mein kya karoo……