Main albeli,
ghoomoon akeli,
koi paheli hoon main
Ho, main albeli,
ghoomoon akeli,
koi paheli hoon main
Pagli hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye
In hawaaon ki saheli hoon main
Tu hai rangeeli, ho
Tu hai sajeeli, ho
Hirni hoon ban mein,
kali gulshan mein
Shabnam kabhi hoon main,
kabhi hoon shola
Shyaam aur savere, sau rang mere
Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
Mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya
Mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha
Hmm, mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya
Mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha
Meri bechaini le jaaye mujhko jaane kahan
Main ek pal hoon yahan
Main ek pal hoon yahan, main hoon ek pal vahan
Main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main
Hirni hoon ban mein,
kali gulshan mein
Shabnam kabhi hoon main,
kabhi hoon shola
Shyaam aur savere,
sau rang mere
Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
Hm, hm, main woh raahi hoon jiski koi manzil nahin
Main woh armaan hoon jiska koi haasil nahin
Main hoon woh mauj ke jiska koi saahil nahin
Mera dil naazuk hai
Mera dil naazuk hai, patthar ka mera dil nahin
Main hoon rangeeli, ho
Main hoon sajeeli, ho
Hirni hoon ban mein, kali gulshan mein
Shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola
Shyaam aur savere, haan, sau rang mere, haan
Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
~* Utthi Aankhen Jho Baat Na Kehsaki, Jhuki Aankhen Woh Kehti Hai..*~
Baqtiar saabh, aapka funda on board!
~* Utthi Aankhen Jho Baat Na Kehsaki, Jhuki Aankhen Woh Kehti Hai..*~
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Sanam ek khwaab hai
Khwaab hai bas khwaab hai, khwaab hai
Khwaab hai
Kya yahi ishq hai, kya yahi ishq hai
Ishq ek behta dariyaa jo kabhi na thama
Ishq ek aisa sapna jo na haasil hua
Gar ishq hai Khuda to Khuda
Dard deta hai kyoon
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
Aankhon mein jo sapna tha
Lagta kitna apna tha
Dil ki nagri mein rehta tha
Saanson mein phoolon sa khilta tha
Chhota sa mann hai, aa, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
Ishq patta patjhad ka jo kahin na tika
Ishq aansu aankhon ka jo rukaaye na ruka
Gar ishq hai Khuda to Khuda
Dard deta hai kyoon
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
Yeh zindagi kal tere naam thi
Khushi ka paigaam thi
Aaj na tu hai na tera saath hai
Tera chhoda hua har lamha paas hai
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Sanam ek khwaab hai
Khwaab hai bas….
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
le chal le chal mere jeewan saathee
le chal muze us duniyaan mein, pyaar hee pyaar hain jahaan
hum tum hum tum janmon ke saathee
hum tum ho jis duniyaan mein, pyaar hee pyaar hain wahaa
jab se najar mein aap base hain, mastee see chhaayee hain aankhon mein
chhaayee rahee hain ye mastee, bas jaaye dil kee bastee
mahakee rahe waadiyaan …
pareet kaa bandhan baandh ke tum ne, pareet pe hee upakaar kiyaa hain
ab ye bandhan naa toote, yugayug ye saath naa chhoote
chalataa rahe yoon kaarawaan …
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi
mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi
mere rukne se meri saanse bhi ruk jaayengi
faasile aur badha do ke main zinda hoonn abhi
zehar peene ki to aadat thi zamaane waalon
ab koi aur dawa do ke main zinda hoon abhi
chalti raahon mein yoonhi aankh lagi hai ‘faakir’
bheef logon ki hata do ke main zinda hoon abhi
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Yun tou sath hain ye taarey
Baadal hain bahein pasare
Phir bhi chaand
Chaand akela hai.
Saari raat tanha rooye
Boondoon se daman bhigoye
Haan ye chaand
Chand akela hai
Yeh chaand us kale asmaan par..
Chandani jhalkata huwa
kuch mayus, kuch majboor
khoya huwa..
yeh chaand,
yeh chaand akela hai…
Din bhar kahan kho jaye
Jane kahan ho aaye
Dhonde kise ban ke hawa
Koi jane na.
Sagar mai din dhal jaaye
Aur sham ke ye saaye
Dheere se odh le jahan
Aur Aasman
Taroon se zulfein sajaye
Soone mathay pe basaye
Woh chaand
Woh chaand jo akela hai
Sari raat tanha rooye
Boondon se daman bhigoye
Haan wo chaand
Woh chaand akela hai
yeh chand
yeh chaand akela hai
Woh chaand
Woh chaand jo akela hai
Haan woh chaand
Woh chaand akela hai…
Sung by: Shaan
Album: Aksar
Amazing Song, Definetly a song ill remember for my lifetime.
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Wajaah
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
‘You Can Still Be Free’
-Savage Garden
Cool breeze and autumn leaves
Slow motion daylight
A lone pair of watchful eyes
Oversee the living
Feel the presence all around
A tortured soul
A wound unhealing
NO regrets or promises
The past is gone
But you can still be free
If time will set you free
Time now to spread your wings
To take to flight
The life endeavor
Aim for the burning sun
You’re trapped inside
But you can still be free
If time will set you free
But it’s a long long way to go
Keep moving way up high
You see the light
It shines forever
Sail through the crimson skies
The purest light
The light that sets you free
If time will set you free
Sail through the wind and rain tonight
You’re free to fly tonight
And you can still be free
If time will set you free
And going higher than mountain tops
And go high the wind won’t stop
And go high
Free to fly tonight
Free to fly tonight
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Aa jaa ke kab milke rab se dua maange
Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein vafa maange
Haalaat badalne main ab der na ho maalik
Jo de chuke phir yeh andher na ho maalik
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) – 2
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) – 2
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
Ujdi *** banti mein yeh tadap rahe insaan
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
Ujdi *** banti mein yeh tadap rahe insaan
Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa
Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan
Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein
Nahin koi hamaara
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka
Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
(Meri pukaar sun le)
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
(Hey eeshwar ya allah)
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) – 3
(Meri pukaar sun le, meri pukaar sun le, meri pukaar sun le)
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Yup! My Daijaan wrote in Urdu, and i cant read or write urdu- can jus about understand it but cant speak it. Her son, my rakhi brother (altho we are of different faiths- i tie him rakhi) helped me translate them in hindi for my own knowledge but i still have kept the extracts she had copied out in Urdu. they’re something ill keep with me forever
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Ek Tu Hi Bharosa from Pukar…makes me cry everytime I listen to it. Its so true as well…
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Rani, Boo is right! Ur never alone… but i can understand how u feel though. Been there, done that. But remember *another filmy dialogue eshtyle* Jab tak tera dil dhadkega, tab tak kahin koi tumse mohobbat karega. Agar dil dhadakna chod de, toh kisike dil mein hamesha tumhara chehra dhadkega Sumtimes u cant control how u feel- sumtimes u jus have to let urself feel tht way, but wot u need most is some1 to jus be there- and not say nething @ all…. well here i am along with the others, to stand by and smile… mayb those r the things which one needs, not jus warm words i guess. lubz u loads
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Hehe, i read them Baqz, and posted a few too. there are soo many beautiful ones, and they hold soo much meaning. two lines, jus two lines say so much. my daijaan use to read them a lot, when she pa.ssed away, ive saved her collection, she re-wrote them in her handwriting, so i hold them very close to me. i love them! they are amazing to read and great to say as well- sumtimes in real situations! hehe
Although, i dont think its fair to say the girls who understand shaayri are more intelligent, but i guess they are more philosophical and romantic. but i can understand what u mean tho
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Boo- ‘Jagjit ki tarah’ means like Jagjit, tarah means to be like. Baqz is saying that ghazals are no more as sober and rich in quality as they were before- they’ve become comercialised like pop albums. so as well as pankaj udhas, jagjit singh has also become commercialised in his ghazals. but Ghumali Ali Khan Saab is still pretty much traditional.
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Yea thts true Baqz- true ghazals are no more- but Aahista has beautiful lyrics. Talat Aziz is not that bad either, tho i dont like him that much. Ghulam Ali saab is just awsome. Hey Baqz, u ever read any Ghalib books?
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Ghumali Ali Saab, amazing ghazals- i like this 1:
Woh kabhi mil jaye to, kya kijiye,
Raat din surat ko dekha kijiye.
Chaadani raaton mein, ek ek phool ko,
Bekhudi kehte hai, sajda kijiye.
Jo tamanna bor na aye, umra bhar,
Umra bhar uski tamanna kijiye.
Isk-ki ranginio mein, dub kar,
Chaadani raaton mein roya kijiye.
Ham hi uske ishq ke kaabil na the,
Kyun kisi zaalim ka sikwa kijiye.
I like Pankaj Udhas when it comes to ghazals- esp Aahista kijiye baatein
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha
Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha …
Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha …
Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan
Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha …
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
BEAUTIFUL SONG TABZ!!! where is it from? which album n artist?
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Hey i like tht song! its good debate if u understand the lyrics tho! pretty thought provoking! ermmm i hate that Unde Ka Funda songgg!!! eeeessshh!
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~
Ek Aasoon Ki Boond Ki Koi Keemat Nahi Hoti, Jab Woh Asoonyon Ke Saagar Se Milta Hai….
Hey, lets not be like this! i dont like it!!! Yayyyyyyyyyyyy
~* Is Raaste Ki Manzil Na Sahi, Manzil Tak Mere Humsafar Toh Bansakte Ho*~