voh dil kahan se lau teri yaad jo bhulade
mujhe yaad aane waale koi rasta bata de
Sar se sarke sarke chunaria laj bhari ankhiyon mein
oh maiya gaye sajan behna hoke magan naache saakhiyon mein
O haseena zulfowaali jaane jahan
dhoondti hai kafir aake kiska nishan
mehfil mehfil ey shama phirti ho kaha
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
bas ek baar mera kahaa maan lijiye
badal gaya mera jahan bas ek pal mein
main tha kaha main aagaya kahan
Tumse milke aisa laga tumse milke armaan hue pure dil ke ay mere jaan-e-waafa
teri meri meri teri ek jaan hai saath tere rahenge sadaa tumse na honge juda
Khushboo jaise log mile afsaane mein
ek purana khat khola anjaane mein
Mohabatein lutaunga main ched ke maan ka saaz saaz
phir gaaunga phir sab ke dil ko aaj aaj behelaunga
is manzil ko is pal ko bhool na paaunga
next: chand
Raat khamosh hai, chand madhosh hai
thamle naa mujhe, jaa raha hosh hai
Hum tho yun apni zindigi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
Mausam hai aashiqana,
ey dil kahin se unkho dhoond laana
next word: Jiya
Raat ki hatheli paar chand jaga magata hai
uski naram kirano mein tumko dekhta hu tho
dil dhadak sa jaata hai…
Kahin deep jale kahin dil
zara dekhle aa kar parwaane
teri khonsi hai manzil
ok…. i'll give the next word to keep it rollin
next word: vaada
Piya basanti re kaahe sataye aaja
jaane kya jaadu kiya, pyaar ke boond chehde jiya
Hungama hai kyu barrapa thodi si jo peeli hai
daaka tho nahi daala, chori tho nahi ki hai
Yun hi chala chal rahi kitni haseen hai yeh duniya
phool saare jamele dekho phoolo ke mele
baadi rangeen hai yeh duniya
Tum mile dil khile aur jeene ko kya chahiye
No ho tu udhaas tere paas paas main rahunga zindigi baar
Saare sansar ka pyaar meine tujhi mein paaya
Hi rama yeh kya hua kyu aise hume satane lage
tum itni pyaar ho samane hum kaabu mein kaise rahe
jaao hum ko tho aati sharm hai
teri aisi aadaa pe tho fida hum hai
Yun tho guzar raha hai haar ek paal khushi ke saath
phir bhi koi kaami si hai kyu zindigi ke saath