Pehle kabhi ha ha pehle kabhi na mera haal aisa hua
mere neend gayi chain khone laga kuch tho hone laga
Piyu bolu piya bole jaanu naa
jiya dole haule haule jaanu naa
dil ki jo baatein hai baatein jo dil ki hai
dil hi mein rakhna piya
lab tho na kholu main kholu na lab tho par
ankho se sab keh diya
Hawa ka zor hi kafi bahana hota hai
agar charag kisi ko jalana hota hai
Yeh ladka hi allah kaisa hai deewana kitna mushkil hai tauba isko samjana
ke dheere dheere dil bekarar hota hai hote hote hote pyaar hota hai
aaye ho mere zindigi mein tum bahar banke
mere dil mein yuhin rehna tum pyaar yaar banke
Ghum sum yeh jahan hai
humdum tu kahan hai
gham zada ho gayi
zindigi aa bhi jaa
Ghoom hai kisi ke pyaar mein dil subha shaam
par tumhe likh nahi pau main uska naam
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
apne gham ko geet bana kar gaa lena
raag purana tera bhi hai mera bhi
Kyu hawa aaj yun gaa rahi hai
kyu fiza rang chalka rahi hai
mere dil bata aaj hona hai kya
chandani din mein kyu cha rahi hai
zindigi kis taraf jaa rahi hai
mere dil bata kya hai yeh silsila
Dekha ek khwaab tho yeh silsile hue
door tak nigahon mein hai gul khile hue
yeh gila hai aapke nigahon se
phool bhi ho darmiyaan tho fasale hue
Babuji zara dheere chalo
bheejli khadi yahan bheejli khadi
naino mein chingarian gora badan sholo ki ladi
next: Jab
Yaad kiya dil ne kaha ho tum
jhoomti bahar hai kahan ho tum
pyaar se pukar lo jahan ho tum
oooppsiii sorry purnima ji, i read it wrong!
Bebasi dard ka aalam
tum mujhe dedo apane gham
khamoshiya bhi do, tanhayia bhi do
bechainiya bhi dedo, dedo naa
yeh safar bohot hai katihnd magar
na udhaas ho mere humsafar
musu musu haasi de malai lai musu musu haassi de
zara muskura de muskura de zara muskura de ey khooshi
next: kabhi
Deewana hai yeh maan
kyu pagal hai dhadkan
kyu tujhe pe mujhe pyaar aaya hai
Zaraa zaraa behekta hai mehkta hai aaj tho mera
tan badan main pyaasi hu mujhe bhaarle ab tumhi bahon mein
vo jo hum mein tum mein qarar tha
tumhe yaad ho ke na yaad ho
yeh kya hua teri meri pyaar ki baatein
kyu duniya ki nazaron mein aagayi hii
next: mera
rukhse parda utha de zara sa piya
bas thabi rang mehfil badal jayega
hai jo behosh voh hosh mein aayega
pher ne waala hai jo voh sambhaal jayega