Raahi Manva dukh ki chinta kyun sataati hai, dukh to apna saathi hai
Sukh hai ek chaanv dhalti, Aati hai jaati hai, Dukh to apna saathi hai
Dil Ki Tamanna Thi Masti Mein,
Manzil Se Bhi Door Nikal Ke,
Apna Bhi Koi Saathi Hota
Hum Bhi Behakte Chalte Chalte
Ajahun na aaye baalma, Sawan beeta Jaaye
Haaye re Sawan beeta Jaaye
Naino Mein badra Chaye
Bijuri si Chamke Haaye
Aise mein balam Mohe
Garwa Laga de….
Aankhon mein hamne aapke sapne sajaaye hain
Bas aap aap aap hi dil mein samaye hain
Shaam-e-Gham Ki Kasam
Aaj Ghamgheen Hain Hum
Aa bhi Jaa Aa Bhi Jaa Aaj Mere Sanam
Shaam-e-Gham Ki Kasam
Kuch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chorro Bekaar ki Baaton Mein Kahin
Beet na jaaye raina
Mujhe Choo Rahi Hain, Teri Garm Saanse
Mere Raat Aur Din, Mehakne Lage Hain
Jab Jab Bahaar Aaayi
Aur Phool Muskuraye
Mujhe Tum Yaad Aaye
Khudaa Bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga
Mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua keejeeye
Man re tu kaahe na dheer dhare
O nirmohi Moh na jaane
Jinka Moh kare
Madhuban Khushbu Deta Hai
Sagar Sawan Deta Hai
Hui SHam Unka Khayal Aa gaya
Wohi zindagi ka sawaal aa gaya
Hamane Jafa Na seekhi
Unko Wafa Na aayi
Patthar se dil lagaya
Aur dil pe chot khaayi
Paas baitho tabeeyat behal jaayegi
Maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
Akhiyon ko rehne de, Akhiyon ke aas paas
Door se mil ke, bujhti nahin pyaas
Naam Ghum Jaayega, Chehra Ye Badal Jaayega
Meri Awaaz Hi, Pehchaan Hai
Gar Yaad Rahe
Subah na aayi, sham na aayi
Jis teri Yaad na aayi, yaad na aayi
Piya Basanti Re
Kaahe sataaye aaja