Viewing 1 reply thread
  • Author
    Posts
    • #7077
      ia2911
      Participant

      Can anyone please translate this song for me please? It's called “Seene mein dil” from the movie “Koi Aap Sa.”


      Seene Mein Dil

      Seene mein dil, dil mein dhadkan
      Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

      Seene mein dil, dil mein dhadkan
      Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

      O dil O jaana Teri tammanna har saans ko
      Maine Hai dekha Mehsoos karke is pyaas ko

      Seene mein dil, dil mein dhadkan
      Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

      Hoton pe Dabi Raasta Koi, Aankhon mein hai sapna
      Ajanabi Sa ek Dard hai Magar Lagraha hai apna
      Maina Jaanoo mere hum raahi
      Kaisa hai yeh Kaisa pyar hai

      jaan leta hai jo bina bole
      kya dhadkan ka itraar hai

      O dil O jaana Teri tammanna har saans ko
      Maine Hai dekha Mehsoos karke is pyaas ko

      Seene mein dil, dil mein dhadkan
      Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

      Oh arzoo mein koi arzoo chupi mein kasak hai
      lamha lamha betaab kar diye jo pyar ki mehak hai
      Arzoo mein koi arzoo chupi saanson mein kasah hai
      Lamha lamha betaab kar diye jo pyar ki mehak hai
      chahat ke saaye mein bikhri jaaye
      teri dosti ki khushbu
      teri dil mein hai mera tikana
      mere dil mein hai bas tu hi tu

      O dil o jaana teri tammanna har saans ko
      maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko

      Seene mein dil, dil mein dhadkan
      Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai


      —-If anyone can translate it for me…THANK YOU! 🙂





    • #55623
      madhurdixit
      Participant

      seene mein dil dil mein dhadkan
      a heart in the chest, heartbeats in the heart
      dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      what's in the heartbeats? a thirst for you
      har pyaas mein dard hain sanam
      every thirst has pain in it
      yeh dard tera ehsaas hai – 3
      this pain is what makes you feel
      o dil-o-jaana teri tamanna har saans ko
      oh my beloved I desire you with every breath
      maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
      I've felt this thirst
      seene mein dil dil mein dhadkan
      dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mei dard hain sanam
      yeh dard tera ehsaas hain

      (hotho pe dabi daastan koi aankhon mein hai sapna
      there's a story suppressed in my lips and dreams in my eyes
      ajnabi sa koi ek dard hai magar lag raha hain apna) – 2
      the pain is a stranger but it feels like my own
      main na jaanu mere hamrahi kaisa hai yeh kaisa pyar hai
      I don't know, my partner, what love this is
      jaan leta hai jo bina bole
      that takes my life without warning
      kya dhadkan ka ikraar hai
      is this a promise by the heartbeats?
      o dil-o-jaana teri tamanna har saans ko
      maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
      seene mein dil dil mein dhadkan
      dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

      (o arzoo mein koi arzoo chupi saanso mein kasak hai
      every longing has hidden yearnings, there's pain in every breath
      lamha lamha betaab karti jo pyar ki mehak hai) – 2
      love's perfume makes every moment restless
      chahat ke saaye mein bikhri jaaye teri dosti ki khushbu
      your love's fragrance is scattered in the shadows of desire
      tere dil mein hai mera thikana
      my home is in your heart
      mere dil mein hai bas tu hi tu
      there's only you in my heart
      o dil-o-jaana teri tamanna ha saans ko
      maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
      seene mein dil dil mein dhadkan
      dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
      har pyaas mein dard hai sanam
      yeh dard tera ehsaas hai

Viewing 1 reply thread
  • You must be logged in to reply to this topic.