kindly translate:
Movie Name: Aarti
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Roshan
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1962
KABHI TU MILENGI KAHE TU MILENGI…………..AARTI
http://www.musicindiaonline.com/p/x/U4fmrQ9lUt.As1NMvHdW/
(Kabhi to milegi, kahi to milegi
bahaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi .)2
lambi sahi dard ki raahein
dil ki lagan se kaam le
aankhon ke is toofaan ko pee ja
aahon ke baadal thaam le
(door to hai par, door nahi hai
)2
nazaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi …
a ha ha haa, la laa, la la la, ah ha
maana ki hai gehara andhera
gum hai dagar ki chaandani
maili na ho dhundhali pade na
dekh nazar ki chaandani
(daale hue hai, raat ki chaadar
)2
sitaaron ki manzil raahi
bahaaron ki manzil raahi …
Thanks in advance:
.
(Kabhi to milegi, kabhi to milegi
Sometime I will obtain, sometime I will obtain
bahaaron ki manzil raahi
The destination of the Spring, traveller
bahaaron ki manzil raahi .)2
The destination of the Spring, traveller
lambi sahi dard ki raahein
Even though the road of pain is long
dil ki lagan se kaam le
Use the adherence of the heart
aankhon ke is toofaan ko pee ja
Drink that hurricane within the eyes
aahon ke baadal thaam le
Grab the sighs of the clouds
(door to hai par, door nahi hai )2
It is far but it is not
nazaaron ki manzil raahi
The destination of the glances, traveller
bahaaron ki manzil raahi …
The destination of the Spring, traveller
a ha ha haa, la laa, la la la, ah ha
maana ki hai gehara andhera
Admittedly there is thick darkness
gum hai dagar ki chaandani
Sorrowful is the path of the moon<span style="font-size:1
Thank you Madhuriji, what a heavenly beauty Actress Mahuri Dixit is:
Thank you Mr Abdool, your compliments are very much appreciated