Trans for: HUM BANJAROON KI BAAT: Dharamveer 1977:

Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #7705
      imported_abdool
      Participant

      Movie Name: Dharamveer
      Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
      Music Director: Laxmikant Pyarelall
      Lyrics: Anand Bakshi
      Year: 1977

      HUM BANJAROON KI BAAT………..DHARAMVEER 1977
      http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob…ROON%20KI%20BAAT.mp3

      (Hum banjaron ki baat mat puchho ji)2
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki
      (Achha yeh baat hai toh phir aayenge) 2
      Hum tere pyar ko aazmaayenge

      Hum banjaron ki baat mat puchho ji
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

      Hum dil nahi dete hum jaan dete hain
      Hum dil nahi lete hum jaan lete hain
      Yeh dushamni hain tum dosti na samjho
      Dil ki lagi hain tum dillagi na samjho
      (Dil ke maaro ki baat mat puchho ji) 2

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

      Yeh toh hai banjaare yeh tum kaho pyaare
      Kya ho jab tadap ke dil dil ko pukare
      Sar haath pe rakh ke saathi puraane aaye
      Jo dekhte ho woh yaar ko le jaaye
      (Sacche yaaron ki baat mat puchho ji) 2

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki soh nafarat ki

      Tum jo kehte ho hum woh karte hain
      Hum jo karte hain tum woh kehte ho
      Ek sharth rakh llo maango jawani de de
      Kaafi nahi yeh yeh zindagani de de
      (Tum dildaron ki baat mat puchho ji ) 2

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki soh nafarat ki
      (Hum banjaron ki baat mat puchho ji)2
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

      Thanks:

    • #66120
      aanchal
      Participant

      ** im not sure wht banjaron is but here are the lyrics translated

      (Hum banjaron ki baat mat puchho ji)2
      dnt ask us about banjaron
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      if i have loved then i have loved
      Jo nafarat ki toh nafarat ki
      if i have hated then i have hated
      (Achha yeh baat hai toh phir aayenge) 2
      if its like this, then i will come
      Hum tere pyar ko aazmaayenge
      to call on your love

      Hum banjaron ki baat mat puchho ji
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

      Hum dil nahi dete hum jaan dete hain
      I dnt give hearts, i give my life
      Hum dil nahi lete hum jaan lete hain
      i dnt take hearts, i take lives
      Yeh dushamni hain tum dosti na samjho
      This is haterd, dnt think of it as friendship
      Dil ki lagi hain tum dillagi na samjho
      two hearts are meeting, but dnt take it as love
      (Dil ke maaro ki baat mat puchho ji) 2
      Dnt ask about how these hearts finsih

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

      Yeh toh hai banjaare yeh tum kaho pyaare
      you can call them dry, or call it love
      Kya ho jab tadap ke dil dil ko pukare
      wht will ahppen when the heart will pine and call another heart
      Sar haath pe rakh ke saathi puraane aaye
      With hands on their heads, all the old firends will come
      Jo dekhte ho woh yaar ko le jaaye
      The one you look at, will take your friend away
      (Sacche yaaron ki baat mat puchho ji) 2
      Dnt ask about true friendship

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki soh nafarat ki

      Tum jo kehte ho hum woh karte hain
      Whatever you say we will do
      Hum jo karte hain tum woh kehte ho
      What we do is wht you say
      Ek sharth rakh llo maango jawani de de
      Let us have one bet…if u ask for my youth i give it
      Kaafi nahi yeh yeh zindagani de de
      its not enough, then i give you my life
      (Tum dildaron ki baat mat puchho ji ) 2
      Dnt ask about lovers

      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki soh nafarat ki
      (Hum banjaron ki baat mat puchho ji)2
      Jo pyar kiya toh pyar kiya
      Jo nafarat ki toh nafarat ki

    • #66121
      imported_abdool
      Participant

      Thanks Aanchal:

Viewing 2 reply threads
  • You must be logged in to reply to this topic.