jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar – 2
ai mere nanhe yaar – 4
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar – 2
ai mere nanhe yaar – 3
tum jo keh do mujhe ek baar, tumpe main kardu jaan bhi nisaar
ai mere nanhe yaar – 3
tujhme hai aisa bholapan jispe fida hai mera mann
tu muskuraaye jab kabhi jhumein khushi se jindagi
tera mera rishta aisa, jism mein rehti jaan ke jaisa
tumhi se hai – 3 mera karaar
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar
ai mere nanhe yaar – 3
yeh teri meri dosti tode se tute na kabhi
jalta hai humse yeh jahaan yaaraana aisa hai kahaan
koi jale toh jalta jaaye, humpe kabhi bhi aanch na aaye
tere liya main utha lu duniya ke dard hazaar
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar
ai mere nanhe yaar – 3
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar – 2Since I have become friends with you, Spring has come into my life
ai mere nanhe yaar – 4Oh my little friend
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar – 2Since I have become friends with you, Spring has come into my life
ai mere nanhe yaar – 3Oh my little friend
tum jo keh do mujhe ek baar, tumpe main kardu jaan bhi nisaar
If you tell me once, I will give my life for youai mere nanhe yaar – 3Oh my little friend
tujhme hai aisa bholapan jispe fida hai mera mannYou have such innocence which my heart is infatuated with
tu muskuraaye jab kabhi jhumein khushi se jindagiWhenever you smile, life spins with happiness
tera mera rishta aisa, jism mein rehti jaan ke jaisaOur relationship is such like life lives in a body
tumhi se hai – 3 mera karaarFrom you I have my patience
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaarSince I have become friends with you, Spring has come into my life
ai mere nanhe yaar – 3Oh my little friend
yeh teri meri dosti tode se tute na KabhiOur friendship can not be broken
jalta hai humse yeh jahaan yaaraana aisa hai kahaanThis world is jealous of us, there is no such friendship as ours
koi jale toh jalta jaaye, humpe kabhi bhi aanch na aayeWhoever is jealous, let them burn, don’t let it ever effect us
tere liya main utha lu duniya ke dard hazaarFor you, I