Need lyrics and translation:
Movie Name: Milan
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1967
TU HE SANWARIYA………………(MILAN 1967)
http://www.musicindiaonline.com/p/x/jAImxEokzd.As1NMvHdW/
Thanks:
Here's the lyrics.
tohe sanwariya naahi khabariya
tohe sanwariya naahi khabariya
ture kaaran apne des mein balam, ham ho gaye pardesi pardesi, ham ho gaye pardesi
tohe sanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apne des mein balam ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi
ham ho gaye pardesi
na jaane kaun sa apna angna kaun si atariya
na jaane kaun sa apna angna kaun si atariya
apne hi gaanv ki galiyon mein bhuule phirte hain ham dagariyaa
aao ghar apne hamein chhod aao
aao ghar apne hamein chhod aao
ke ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi,
ham ho gaye paradesi
tohe saanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apane des mein balam, ham ho gaye pardesi pardesi
ham ho gaye pardesi
o ho, ho, la la la la…
ye duniya laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani
ye duniya laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani
apna kya reh gaya tumhare naam kar di jab jindagaani
haay, sab apne hamein bahut yaad aaye
haay, sab apne hamein bahut yaad aaye
ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi,
ham ho gaye pardesi
tohe saanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apane des mein balam ham ho gaye pardesi pardesi
ham ho gaye pardesi
la la la, la la la…
Thanks so much Nosyira, another Lata Gem, to be resurected,
Now for the translation:
.
tohe sanwariya naahi khabariya
Beloved you do not know
tohe sanwariya naahi khabariya
ture kaaran apne des mein balam, ham ho gaye pardesi pardesi, ham ho gaye pardesi
Because of you, in my own country, darling, I have become foreign, I have become foreign
tohe sanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apne des mein balam ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi
ham ho gaye pardesi
na jaane kaun sa apna angna kaun si atariya
I don’t know what is my forecourt, what is my roof
na jaane kaun sa apna angna kaun si atariya
apne hi gaanv ki galiyon mein bhuule phirte hain ham dagariyaa
In my own streets of the village, I roam aimlessly in the alleys
aao ghar apne hamein chhod aao
Come and take me to my home
aao ghar apne hamein chhod aao
ke ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi,
ham ho gaye paradesi
tohe saanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apane des mein balam, ham ho gaye pardesi pardesi
ham ho gaye pardesi
o ho, ho, la la la la…
ye duniya laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani
This world, modesty, dreams, heart, peace, sleep, love, youth
ye duniya laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani
apna kya reh gaya tumhare naam kar di jab jindagaani
What have I left, when my youth has become in your name
haay, sab apne hamein bahut yaad aaye
Oh I remember everyone greatly
haay, sab apne hamein bahut yaad aaye
ham ho gaye pardesi pardesi, pardesi,
ham ho gaye pardesi
tohe saanwariya naahi khabariyaa
ture kaaran apane des mein balam ham ho gaye pardesi pardesi
ham ho gaye pardesi
la la la, la la la…
Madhuri thanks for the translations of “tohe sanwariya” The Lataji Project Continues……