SO COME ON GUYS THIS WILL RACK UR BRAINS- VERY SIMPLE JUS GOTTA COM UP WID UR FAV BOLLY DIALOGUES, MINE WUD BE…
MAAJI AAPKE PATI MUJHKO NAHI JAANTE
AGAR MUJHE SIMRAN KO BHAAGA KAR HI LE JAANA TA
TO YEH MEIN PEHLE BHI KAR SAKHTA TA, LEKIN MEH SIMRAN KO CHEEN NAHI
PAANA CHAHTA HU.
MEH YAAHA SE AANKH CHURA KE NAHI AANKH MILA KAR LE JAANA CHAHATA HU
MEH AAYA HU TO APNI DULHANIA LEKAR HE JAO GA
DILWALE DULANIA LE JAYENGE – SRK 2 SIMRANS MUM
WHOS NEXT?
gujikuri_patel
mein aankein band karta hoon to tumhe dekhta hoon.. ankiien kol tha hoon to tumhe dekhna chahata hoon… etc lol cnt rememba da whole phrase.. from SHAHRUKH KHAN on KAL HO NAA HO!
!!!!
my signature! from veer-zaara luv that dialogue!!
******Sarhad paar ek aisa shaks hai jo aap ke liye apni jaan bhi de dega******
hum apne adaya na badlay ga!
boyfriend bole to from Munna Bhai MBBS
~*~’~*~Rani~*~’~*~
~*~*~
Agar Ganga ki hifaazat karma pyar hain to hain….hain …….pyar hain……..
Its from Pardesh………my fav…Shahrukh Khan…..
Another is kkkkkkk……….Kiran………from Daar
in film mohabbatein, the 3 guys r talking with each other about forgetting Jugal's love, then SRK comes and criticizes. then 1 of the guys said, “maaf kijiye sir, kuchh log mohabbat to kar lete hain magar mohabbat paate nahi. har kisi ka kismat aap jaisa nahi hota hain sir”… in reply, SRK says:
“ye to main har din dua karta hoon karan ki mujh jaisa kismat kisi aur ki na ho, tum tino ki to bilkul nehi. sameer jis ladki se pyar karta hai use dekh sakta hai, uski haasi sun sakta hai, usse baat kar sakta hai, main to itna bhi nehi kar pataa”… “kiun nehi sir?”… “kiunki jis ladki se main mohabbat karta hoon woh ab is duniya mein nehi rahi, mar chuki”… karan says: “oh i'm sorry sir”. the reply from SRK… is my fav!
“no, don't be. i'm not. maine usse mohabbat karne se pehle ye shart to nehi rakhi thi ki woh mujhse zyada jiyegi. mohabbat mein koi shart hi nehi hota, phir koi afsos bhi nehi. to kya hua agar aaj woh mere saath nehi hai to, main aaj bhi usse utna hi mohabbat kartaa hoon. aur woh is liye nehi ki koi aur nehi mili, par is liye ki usse mohabbat karne se phursat hi nehi milta. jab bhi woh mujhe yaad aati hai mai sirf apnaa aankhe bandh kar leta hoon aur woh mere saamne chali aati hai”
after a gap of 3-4 sec…
“sameer, tumne us ladki se mohabbat karne se pehle ye shart to nehi rakhi thi ki woh bhi tumse mohabbat karegi. to phir aaj sirf is liye ki woh kisi aur se pyar karti hai tum use bhoola doge… aapni mohabbat ko itni asaani se mat haarne do yaar, mat haarne do… mohabbat bhi ek zindagi ki tarah hoti hai jiske har mod asaan nehi hota, har mod par khusi nehi hoti. to jab hum zindagi ka saath nehi chhodte, to mohabbat ka saath kiun chhode?”
lecture thodi lambi ho gayi nehi? waise bhi agar mera office ka boss mujhe ye sab likhte huye dekh liya to saare mohabbatein aaj hi khatm ho jaayenge!!! oops, ye part of dialog SRK ka nehi, mere aapna hai yaar
Aamir khan to Ajay in Ishq : Zindagi mein teen chezoon ke pechey kabhi nahin bhagna chahiye: bus, train or chokri. Ab latak gaya na bech mein..
Nice Arnab………..this dialogue is long but really so nice……….coz its from Shahrukh’s movie…..
Shahrukh in JOSH –
Tere ko bataya thaana k Maidaan ka wo ye baaju apun ka aur wo baaju tum logoka, ab wahi pe jineka wahi pe marneka, nahi to pair todke haath may dedega.”
Halwaa hain kya??
Vasco shaher tere baapka hain kya??
Q?? teri maane tereko nahi bataaya kya??
Oooops….so nice dialogue of shahrukh’s …….n off course vasco shaher shahrukh k baap ka hi tha in the movie…………….right??
Main Juliya – VeerZaara (SRK to DIVYA wen he is boardin on da bus)
K..K..K..Kiran – SRK in DaRD
Bhole tooo -Munna Bhai
From SHOLAY……… ….
Kitne aadmi they??
Sardaar, dou..!
Wo do aur tum teen, phir bhi waapas aagaye?
Wo bhi khali haath? Kya sochkar aaye they? K sardaar bahot khush hoga, sabaasi degaa q? ………………….Tera kya hoga kaaliya?? Sardaar maine aapka namak khaya hain….
………To ab goli kha…….Teeno bach gaye…..Ye ye teeno bach gaye………….Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha………..Jo Dar Gaya Samjho Mar Gaya…….
Urmm Lets C..
Bhagam Bhag – Sigal Bure Pyar Ka.. (Instead ov Signal Pyar Ka)
Sholey – Aab Tera Kya Hoga Kaliya.. Jo Dar Gaya Samjho Mar Gaya
Dard – K K K K Kiran
“Humse door jaoge kaise, dil se hume bhoolaoge kaise,
hum wo khushboo hai jo saanso me baste hain, Khudkee saanso ko rok paaoge kaise”
Thappad se darr nahin lagta saahab, pyar se lagta hai.
and
Hum tumme itne chhed karenge ke confuse ho jaoge ki saans kahaan se le aur paade kahaan se .