Lyrics of 3 songs from Ek Ajnabee:
Soniye Soniye Soniye:
maahive maahive maahive – 2
main bhi yahaan tu bhi yahaan
kya raat hai tauba
kya jashn hai
kya josh hai
kya baat hai tauba
maahive maahive maahive maahive – 3
maahive – 2
soniye soniye soniye – 2
main bhi yahaan tu bhi yahaan
kya raat hai rabba
kya jashn hai
kya josh hai
kya baat hai rabba
soniye soniye soniye soniye – 3
ni soniye
jaadugar tune mujhpe kya jaadu kiya
maine pehli nazar mein tujhko dil apna diya
tu saamne mere jaana jab aati hai
ek anjaani bechaini de jaati hai
kutch aur na mujhe chahiye tu saath hai rabba
kya jashn hai
kya josh hai
kya baat hai rabba
soniye soniye soniye soniye – 3
tere pehlu mein jeena hai ab marna hai
mujhe pyar pyar bas tujhse ab karna hai
mere khwaabon ka ghar hain teri aankhon mein
meri saansen rehti hain teri in saanso mein
mere husn ki tere ishq ki barsaat hai tauba
kya jashn hai
kya josh hai
kya baat hai tauba
maahive maahive maahive maahive – 3
soniye soniye soniye
oh maahive maahive maahive
main bhi yahaan tu bhi yahaan
kya raat hai rabba
kya jashn hai
kya josh hai
kya baat hai tauba
(soniye soniye soniye soniye
maahive maahive maahive maahive) – 2
soniye soniye soniye soniye
maahive
ni soniye
Barf Khushi Hai:
barf khushi hai sard haseen hai
kyon muskurahat jaise jami hai
koi jo pootche kya kya kami hai
kya dil bataye woh ajnabi hai
ek ajnabi hai
unchi minaarein lambi katarein
choti baharein kya yeh sahi hai
koi jo pootche kyon yeh sabhi hai
bole nazar kya woh ajnabi hai
ek ajnabi hai – 2
unchi minaarein lambi katarein
choti baharein kya yeh sahi hai
koi jo pootche kyon yeh sabhi hai
bole nazar kya ek ajnabi hai
ek ajnabi hai – 2
lalchate chehre muskate pehre
taalo pe taale chaabi nahi hai
koi jo pootche jaate kaha ho
bole kadam kya ek ajnabi hai
ek ajnabi hai – 2
lalchate chehre muskate pehre
taalo pe taale chaabi nahi hai
koi jo pootche jaate kaha ho
bole kadam kya ek ajnabi hai
woh ajnabi hai ek ajnabi hai
ha ajnabi hai
unchi minaarein lambi katarein
lalchate chehre muskate pehre
aaja hai kehte haste hi rehte
kehte hai humse hum zindagi hai
barf jami ho sard haseen ho
seene ke andar baste ho khandar
taale lage ho jaale lage ho
lagte hai yeh pal ajnabi hai
yeh zindagi hai toh jeete hai kaise
yeh hai jo khushiya to peete hai kaise
muh se bolu koi raaz kholu
toh kehti hai duniya – 2
koi toh kami hai – 2
ek ajnabi hai – 6
Tere Liye Meri Saansen:
(tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai ) – 2
mere do jahaan tu hain
meri khwaahishen tu hain
meri dhadkanein tu hain
tu hain tu hain tu hain
tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai
tu nazar ke p*** hai kya ajab ehsaas hai – 2
mere toh shaamo sehar tere liye
tere liye – 2
tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai
aasman ki hoor hai tu toh rab ka noor hai
tujhsa na koi yahaan jaane na tu
jaane na tu – 2
tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai
mere do jahaan tu hain
meri khwaahishen tu hain
meri dhadkanein tu hain
tu hain tu hain tu hain
Kareena_Kapoor