LYRIC
--MALE-- Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana - 2 Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana - 2 Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana Bigade duniya, bigadne bhi do Jhagade duniya, jhagadne bhi do Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao Duniya roothe, roothne do Bandhan toote, tootne do Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana - 2 Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein toofaan hai Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen Ambar se hai aage hamaara thikaana Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana Sapnon ka jo des hai, haan hum vahin hain pale Thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale Jahan bhi kahe apna jaadu dikhaate rahe Mohabbat haseenon ko aksar sikhaate rahe Aaye hamein dil aur neendein churaana Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana Koi, kehta, kitna bhi humko deewana Oh, hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana Oh, jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana Bigade duniya, bigadne bhi do Jhagade duniya, jhagadne bhi do Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao Duniya roothe, roothne do Bandhan toote, tootne do Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao (Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana Oh, hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana) - 2
English Translation of Hindi Lyric
Title: Koi Kahe Kehta RaheFilm Name: Dil Chahta Hai
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Javed Akhtar
Singers: Shankar Mahadevan, Shaan, and Kay Kay
Category: Dance/Playful
Words:
--MALE--
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana - 2
If someone talks, let them call us crazy
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana
The world is at our feet to kick
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana - 2
When there is music and voice, then why hesitate?
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana
Oh, we will sing our heart's song
Bigade duniya, bigadne bhi do
If the world gets upset, let it get upset
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
If the world fights, let it fight
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao
If the world wars, let it war, let us sing our tune
Duniya roothe, roothne do
If the world sulks, let it sulk
Bandhan toote, tootne do
If ties break, let them break
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
If someone separates, let them separate, don't fear
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana - 2
We are new, why should our style be old?
Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein toofaan hai
In our eyes are lightning bolts, in our breath is a storm
Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai
What is fear and what is defeat, we are unaware of them
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen
For us alone are the sky and earth
Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen
Even the stars we will break down, we trust this
Ambar se hai aage hamaara thikaana
Beyond the sky is our place
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
We are new, why should our style be old?
Sapnon ka jo des hai, haan hum vahin hain pale
The country of dreams, yes we were brought up there
Thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale
We are a little shy, we are a little bold
Jahan bhi kahe apna jaadu dikhaate rahe
Wherever we want we show our magic
Mohabbat haseenon ko aksar sikhaate rahe
We often go on teaching love to beautiful girls
Aaye hamein dil aur neendein churaana
We know how to steal hearts and sleep
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
We are new, why should our style be old?
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana
If someone talks, let them call us crazy
Koi, kehta, kitna bhi humko deewana
If someone talks, let them call us crazy
Oh, hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana
The world is at our feet to kick
Oh, jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
When there is music and voice, then why hesitate?
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
When there is music and voice, then why hesitate?
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana
Oh, we will sing our heart's song
igade duniya, bigadne bhi do
If the world gets upset, let it get upset
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
If the world fights, let it fight
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao
If the world wars, let it war, let us sing our tune
Duniya roothe, roothne do
If the world sulks, let it sulk
Bandhan toote, tootne do
If ties break, let them break
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
If someone separates, let them separate, don't fear
(Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
We are new, why should our style be old?
Oh, hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana) - 2
We are new, why should our style be old?
No comments yet