France
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Aah, aah, aah, aah aah
Aah aah, aah
(Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai) - 2
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
--MALE--
O, hey, eh
Tune mujhse vafaa nahin ki
Tujhko kaise vafaa milegi
Tune mujhko dard diya hai
Tujhko kaise davaa milegi
--FEMALE--
Seene mein uthte hai armaan aise
Dariya mein aate hai toofan jaise
Kabhi kabhi khud hi maajhi
Kashti ko dubota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
--MALE--
Kaante chunkar tera daaman
Phoolon se main bhar jaaoonga
Isse badi sazaa kya hogi
Maaf tujhe main kar jaaoonga
Aa, eh aah
--FEMALE--
Hogi kisi ko pehchaan kaise
Pyaar mein hote hain purbaan kaise
Humko yeh maaloom na tha
Pyaar bhi ek samjhauta hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan
--MALE--
(Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai) - 2
O hamdam ...
O hamdam suniyo re
O jhaniyaa suniyo re
O jhaniyaa ...
shaam ko khidikee se choree choree nange paaon chaand aayegaa
O hamdam suniyo re
O jhaniyaa suniyo re
O jhaniyaa
shaam ko khidikee se choree choree nange paaon chaand aayegaa
Ohhhhhhhh suniyo re Ohhhhhhhh jhaniyaa re
Ohhhhhhhh suniyo re
O Ohhhhhhhh jhaniyaa re
dheem dheem thanana dheem thananana
OhOoo galiyon se aayegaa
dheem dheem thanana dheem thananana
OhOoo seetee bajaayegaa
dheem dheem thanana dheem thananana
OhOoo neem ke ped se
dheem dheem thanana dheem thananana
OhOoo paas bulaayegaa
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum
Lata:
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
(repeat)
Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal mein
Lata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein
(repeat)
Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayi
Lata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi
(repeat)
Lata: Ab to meri daastaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag ho
Lata: O, tum humaari raah ke charaag ho
(repeat)
Lata: Mere liye aasmaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Kaun Hai Vo Apnon Mein Kabhi Aisa Kahin Hota Haai
Ye To Bada Dhokha Hai
aamir
Compass
its rich ofcourse yummm
Olive??
Aakansha
tere raaste pe ham ne ik ghar bana liya hai
teri muskuraahaton se is ko saja liya hai
tere raaste pe ham ne…………………
aane se tere pahele, aata hai ek ishaara
sooraj ke pahele jaise, ik roshani ki dhaara
ham ne yahi ishaara, dil men basa liya hai
tere raaste pe ham ne…………………
tere ghar se dur kyon hain, teri zindagi ki raahen
mere dil ki dhadakanon men tere geet teri aahen
teri roshani se dil ka, deepak jala liya hai
tere raaste pe ham ne…………………
teri paayalon ki chham-chham, mere geet men samaayi
meri aarazu ne saragam tere naam se sajaayi
chhoti si is ada ko naghama bana liya hai
tere raaste pe ham ne………………….
do din ke liye mahamaan yahaan
maaloom nahi manzil hai kahaan
aramaan bhara dil to hai magar
jo dil se mile vo dil hai kahaan
ek phool jala ek phool khila
kuch apana luta kuch unako mila
kaise karen qisamat se gila
ham kaise karen qisamat se gila
rangeen har ek mahafil hai kahaan
do din ke liye …
duniya mein savera hone laga
is dil mein andhera hone laga
har zakhm sisak ke rone laga
kis munh se kahe qaatil hai kahaan
do din ke liye …
jalata hai jigar uthata hai dhuaan
aankhon se meri aansu hai ravaan
marane se ho jaaye dafa
jo marane se ho jaaye dafa
aisi ye meri mushkil hai kahaan
do din ke liye …
mera naam chin-chin-chu
chin-chin-chu, baaba chin-chin-chu
raat chaandani, main aur tu
“hello, mister, how do you do?”
baabba~~baabbaa~~
O, baabba~~baabbaa~~
baabuji main chin se aai, chini jaisa dil laai
singaapur ka joban mera, shaanghaai ki angadaai
dil par rakh le haath zaraa, ho jaae na paagal tu-2
mera naam chin-chin-chu………………
o baabuji main aur aap, kitana achchha hua milaap
tujh ko dekh tabiyat bhadaki, alaadin ki main hun ladaki
phook dun mantar chhu chhu chhu, sindabaad
“the sailor” tu
mera naam chin-chin-chu…………………..
Maine poocha chand se ke dekha hai kahin
mere yaar sa haseen chand ne kaha
chandni ki kasam nahin nahin nahin
maine poocha chand se
Maine yeh hijab tera dhunda
har jageh sahbad tera dhunda
kaliyon se misaal teri phoochi
phoolon se sabaab tera dhunda
maine poocha bagh se falak ho ya zameen
aisa phool hai kahin bagh ne kaha
har kali ki kasam nahin nahin nahin
maine poocha chand se
Chaal hai ke mauj ki rawani julf hai ke raat ki nishani
hoth hai ke aainey kamal ke
ankh hai ke maikason ki rani
maine poocha jaam se falak ho ya zameen
aisi mehn bhi hai kahin, jaam ne kaha
mehkashi ki kasam nahin nahin nahin
maine poocha chand se
Khubsoorati jo tuney pahi loot gai
loot gai khuda ki bas khudai
mir ke ghazal kahon tujhey main
ye kahon khayyam ki rubai
amine poocha shaironse aise sher hai kahin
shayar kahen shaiyri ki kasam nahin nahin nahin
rang aur noor ki baaraat kise pesh karun
ye muraadon ki hansin raat kise pesh karun, kise pesh karun)-2
(maine jazabaat nibhaae hain, usulon ki jagah)-2
apane aramaan piro laaya hun phoolon ki jagah
tere sehare ki..
tere sehare ki, ye saugaat kise pesh karun
ye muraadon ki hansin raat kise pesh karun, kise pesh karun
Taal
Directing
yumm
corn pakoda??
gaa re maan - 3 piyaa piyaa re gaa re maan,
har nazar hai kab se behkarar, har kisi ko tera intazaar - 2
sanse kahe rahi hai tujpe jaanon dil fidaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2
aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare - 2
bin tere kuch nahi saajanaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2
zikra teraa hai sari mehafil mein teri tasvir hai mere dil main
tere dam se hi zindagaani hai tu mere pyaar ki kahaani hai
tu mere pyar ki kahani hai
sabke hothon pe bikhar jaaye hansi, sab ke rukhape nikhaar aa jaaye
raunke bazma laut aaye agar, meri jaan ko karaar aa jaaye
tu meri jaan mera lakht jigar, tujhpe kurban mere shamo sahar - 2
umra ho daraza teri hai yahi duaa
gaa re man piyaa piyaa re gare man - 2
yaad aane lagi hai phir teri, meri aankhen hai muntazir teri
shammaa bhi roshni ki pyaasi hai bin tere har taraf udaasi hai
bin tere har taraf udaasi hai
shammaa jal ke pighal naa jaaye kahin, raat suhaani dhal naa jaaye kahin
teraa rastaa takte takte meri jaan nikal naa jaaye kahin
tu naa kar der aaj aane mein, rang bhar mere aashiyane main - 2
tu nahin to zindagi ye zindagi hai kyaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2
aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare
bin tere kuch nahi saajanaa aa bhi jaaaa bhi jaa
aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare - 2
kitana pyaar tumhein karate hain
aaj hamein maaloom hua
jite nahin tuma par marate hain
aaj hamein maaloom hua
kitana pyaar tumhein karate hain
aaj hamein maaloom hua
jite nahin tum par marate hain
aaj hamein maaloom hua
kitana pyaar tumhein karate hain
aaj hamein maaloom hua
idhar aao ki diwaana tumhaara hamako banana hai
ham in baanhon mein kho jaaein hamaari bhi tamanna hai
isake lie ab tak tarase hain aaj hamein maaloom hua
wahi tum ho magar kyon tumape itana pyaar aaya
tumhaare paas main bhi aaj kitana beqaraar aaya
isake lie maare phirate hain aaj hamein maaluum hua