gallows
it repeats the word whoever says it
chehraa
next: _ e _ u _ e _ [abhishek]
yaadein
next: n a c i h d a
forgot to write sridevi
aarzoo
next:
anu…
sambhaalaa hain maine bahot apane dil ko,
jubaan par teraa fir bhee naam aa rahaa hai
jahaa raaj ko chhupaayaa naa jaaye,
mohabbat mein ayesaa makaam aa rahaa hai
na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo
gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo
na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo
ratiya kari kari ratiya
ratiya andhiyari ratiya
raat humari toh
chand ki saheli hain
kitne dino ke baad
aayi woh akeli hain
chuppi ki birah hain
jhingur ka baje saath
“S”
yaadein
next: n a c i h d a
Khamoshi
next: Kra…….
Hai na bolo
Hai na bolo
Dil ye mera kho gaya
Haay ye kya ho gaya
Ye kaise ho gaya
Ye kaise ho gaya
Hote hote ho gaya
Hote hote ho gaya
Hote hote ho gaya
Hai na bolo
Hai na bolo
Comeon everybody
Dil ye mera kho gaya
Haay ye kya ho gaya
Ye kaise ho gaya
Ye kaise ho gaya
Hote hote ho gaya
Hote hote ho gaya
Hote hote ho gaya
Hai na bolo
Hai na bolo
lalala..
Hai na bolo
Hai na bolo
Tere liye ho tere liye
Tere liye, ho tere liye
Tera raaz hoon, hoon khaamoshi teri
Tere dil mein chhipta nishaan madhoshi teri
Ru ru ru ru ru, ru ru ru ru
Tanha ho kabhi mujhko dhoondna
Duniya se nahin dil se poochhna
Saanson mein teri main jee raha, jee raha, jee raha
Lamha hoon nasheeli yaadon mein teri
Ru ru ru ru ru, ru ru ru ru
Tere liye, ho tere liye
next:
tera mera
Salman & Urmila
love hua ab yeh pucho k kab hua
hey love hua humko khabar hai yeh kab hua
ho kab hua
dono ne cahah yeh tab hua
yeh khawab hasi yeh arman jawan
le jaye mujhe najane kaha
kab dur talak ae janejahah jayega yeh silsila
Yaad na aaye koi
Lahu na rulaaye koi
Hay akhiyon mein baitha tha
Akhiyon se uthke
Jaane kis desh gaya
Akhiyon mein baitha tha
Akhiyon se uthke
Jaane kis desh gaya
Jogi meri jogive
Ranjha mera ranjhva
Mera dard vech gaya
Rabba
lagi aaj sawan ki phir vo jhadi hai
vahi aag seene main phir jal padi hai
kuch aise hi din the woh jab hum mile the
chaman main nahi phool dil main khile the
vohi toh hai mausam magar rut nahi vo
mere sath barsaat bhi ro padi hai
AnnE
sailing
pehla pehla pyar hai
pehli pehli bar hai
jaan k bhi anjana
aisa mera yaar hai
chand aaya hai zameen par aaj garbe ki raat main
chupa hai yeh yahi kahi par aaj garbe ki raat main
dhundo dhundo re sharma raha hai vo
kuch baat hai jo aaya vo
dilbar mere kab tak mujhe aise hi tadpaoge
main aag dil main laga dunga vo k pal main pighal jaoge
ek din ayega pyar ho jayega
ho ho main aag dil main laga dunga vo
k pal main pighal jaoge