Saanwli saloni teri jheel si aankhen
In mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil
O, saanwli saloni teri jheel si aankhen
In mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil
Humko tumse hogaya hai pyaar kya karen
bolo to jiyen boloto marjayen.
next : y
i thnk u have edited this post, so as per this post my post got foul
neways i m continuing as per this post
Eh meri zohra-jabeen, tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Eh meri zohra-jabeen…
Ye shokhiyaan ye baankpan,
Jo tujh mein hai kahi nahi
Dilo ko jeetne ka fan, jo tujh mein hai kahi nahi
Main teri…
Main teri aankho mein paa gaya do jahaan
Eh meri zohra-jabeen…
Tu meethhe bol jaan-e-man,
Jo muskuraake bol de
To dhadhkano mein aaj bhi,
Sharaabi rang ghol de
Oh sanam…
Oh sanam main tera aashiq-e-jaawida
Eh meri zohra-jabeen…
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
Sochta hoon main hairaan
Chaand jaisa ye chehra
Raat jaisi ye zulfein
Hai jagayein sau armaan
Ek nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai
Meri is tanhaai mein mere is veerane mein
Meri is tanhaai mein mere is veerane mein
Rang leke tum aayi
Phir bhi sochta hoon main
Kya yahan tum sachmuch ho
Ya ho sirf parchhaai
Khwaab jaisa banta hai aur toot jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
“S”
jivan k din chote sahi, hum hai bade dilwale
kal ki hume fursat kaha soche jo hum matwale
black current
deewano se yeh mat pucho deewano pe kya guzari hai guzari hai
parwano se yeh mat pucho parwano pe kya guzari hai guzari hai
nahi samne yeh alag baat hai
nahi samne….
mere pas hai tuuuuuuuu mere pas hai
mere sath hai
” O”
rahi manva dukh ki chinta kyu satati hai
dukh toh apna sathi hai
Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti Aati Hai Jaati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai…
Gori tera nakhra dil ko bhaye
teri aada toh aag lagaye
i love u dil yeh kehta hai
dil main tu hi rehta hai
sason main tera pyar behta hai
next:
Alive without breath,
as cold as death,
never thirsty,
ever drinking,
when tired, never winking.
andaaz apna apna
next:
Kha…
IndraneeL
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
Varna dil kyon dhadakta
Saansein kyon rukti
Mere neendein kyon ud jaati
Koi chehra nigaahon pe chhaane laga
Koi ab roz aankhon mein aane laga
Aayi rut jo nayi jaage armaan kai
Mausam koi ghazal jaise gaane laga
Mehki mehki fiza ne li angdaaiyaan
Neeli neeli hai baadal ki parchhaaiyaan
Thandi thandi hava laayi raag naye
Goonji goonji si hai jaise shehnaaiyaan
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
Varna dil kyon dhadakta
Saansein kyon rukti
Mere neendein kyon ud jaati.
husn k lakho rang
kaun sa rang dekhooooooooge
aag hai yeh badan
kaun sa rang dekhooge
next: asman
luT gaye haay -2
luT gaye.., lut gaye haay..
teraa dekh ke nazaaraa, taubaa taubaa mere yaaraa
kahin le na Doobe mujhe, teri aaNkh daa ishaaraa -2
luT gaye haay re..
luT gaye.., lut gaye haay..
tujhse huyee jo mulaaqaat hai adhoori
abhi mere hoNToN ki baat hai adhoori -2
tu hai deevaanaa tujhe kaise samjhaaooN
tera binaa meri har raat hai adhoori
luT gaye haay re.. -2
luT gaye.., lut gaye haay..
teriyaaN mohabbtaa.N ne chain meraa luTyaa
dil mein basaa hai tu, dil nahin TooTaa
ho.., teriyaaN mohabbtaaN ne chain meraa luTyaa
dil mein basaa hai tu, dil nahin TooTaa
nazre milaa ke dil, le jaa o deevaane
tere mere pyaar ke banenge afsaane
luT gaye haay re.. -2
luT gaye.., lut gaye haay..
teraa dekh ke nazaaraa, taubaa taubaa mere yaaraa
kahin le na Doobe mujhe, teri aaNkh daa ishaaraa
“M”
Hum Tum Yug Yug Se Ye Geet Milan Ke
Gaate Rahen Hain Gaate Rahenge
Hum Tum Jag Mein Jeevan Saathi Bankar
Aate Rahen Hain Aate Rahenge
Hum Tum …
suno suno ladkiyon, dekho zara pyar se
socha hai kya faida, aisi takrar se
piche piche aana nahi, hume samjhana nahi
hum ayenge na hath main
k hum hai titliyan
Lag Jaa Gale Ki Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho) -2
Lag Jaa Gale Se
Humko Mili Hain Aaj Yeh Ghadiyaan Naseeb Se
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye Humko Qareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein Yeh Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Ki Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Se
Paas Aaiye Ki Hum Nahin Aayenge Baar Baar
Baahen Gale Mein Daal Ke Hum Ro Len Zaar Zaar
Aankhon Se Phir Yeh Pyaar Ki Barsaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Ki Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Se
Ghutan
next:
upk…
ill go with next
_ A _ A _ [ tushar kapoor]