zindagi ek safar hai suhana
yaha kal kya ho kisne jana
chand taron se badna hai aage
aasmano se badhna hai aage
piche reh jayega yeh zamana
yaha kal kya ho kisne jana
haste gaate jahan se guzar
duniya ki tu parwah na kar
muskurate hue din bitana
yaha kal kya ho kisne jana
maut aani hai ayegi ek din
jaan jani hai jayegi ek din
aise baaton se kya ghabrana
yaha kal kya ho kisne jana
next:
pyar
saif ali khan
rani mukherji
ta ra rum pum
Song –
Ik Banjaara Ik Taare Par Kabse Gaave
Jivan Hai Ik Dor Dor Uljhe Hi Jaave
Aasaani Se Girahe Khulati Nahi Hai
Mann Woh Hadila Hai Jo Phir Bhi Suljhaave
Raahi Ka Toh Kaam Hai Chalataahi Jaave
Saaiyaaan Ve Saaiyaaan Ve, Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyaaan Ve Saaiyaaan Ve
next:
a] S
b] P
c] V
d] D
clue: An indo-pak love story
is it lunch & dinner???????
jiyaa o, jiyaa o jiyaa o kuch boldo
aare o dil ka parda khol do
jab pyar kisi se hota hai
toh dard sa dil main hota hai
tum ek haseen ho lakhon main
bhala paake tumhe koi khota hai
“Dil”
sab ki baratein aayi doli tu bhi laana
dulhan banake humko rajaji le jana
Chaaha tha maine, socha tha maine
Kya kya the armaan dil nadaan ke
Aankhon mein aansu aaye
Ho, aankhon mein aansu aaye par koi na aaya
Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana
Rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum
Bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum
Chalte hain
Bajta hai jaltarang teal ki chhat pe jab
Motiyon jaisa jal barse
Boondon ki ye ldai laayi hai vo ghadi
Jiske liye hum tarse
Baadal ki chaadarein odhe hain vaadiyaan
Saari dishayein soyi hain
Sapnon ke gaon mein bheegi si chhaon mein
Do aatmayein khoyi hain
Aaye hain dekhne jheelon ke aaine
Belon ko khole ghatayein
Raah hai dhuaan dhuaan jayenge hum kahan
Aao yahin reh jayein
Rimjhim rimjhim Rimjhim
Rumjhum rumjhum Rumjhum
Bheegi bheegi rut mein hey hey tum hnum hum tum
Ho chalte hain
Chalte hain
“S”
yeh dosti hum nahi todenge
todenge dum magar, tera sath na chodenge
Ae meri jeet teri jeet, teri haar meri haar
Sun ae mere yaar
Tera gham mera gham, meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Sab se dushmani
Logon ko aate hain do nazar hum magar
Dekho do nahin
Arre ho judaa ya khafa ae khuda hai dua
Aisa ho nahin
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai
Saari zindagi
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge
hey dear y sorry…..u shld not be
this is really very fantastic poem, we use to learn in childhood
ok nw bac to game
next:
a] B
b] K
c] A
d] O
clue movie direct by Inder Kumar
Brain
yum
plain cheese toast sandwitch ??????
tanhayi tanhayi tanhayi
dono ko pass le aayi
pyar main beh gaye do dil
mauj yeh kaisi aayi
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya
Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki
Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna
O Mere Dholna
“P”
likhe jo khat tujhe vo teri yaad main
hazaro rang k nazare ban gaye
savera jab hua toh phool ban gaye
jo raat aayi toh sitare ban gaye
likhe jo khat tujhe
jab kisi ki taraf dil jhukne lage
baat aake zuban par rukne lage
ankhon ankhon main ikrar hone lage
bol do gar tumhe pyar hone lage
hone lage hone lage
pyar toh hona hi tha….pyar toh hona hi thaaa
next:
Jadu
Akshay khanna
Bhumika chawla
Gandhi my father
dear song i dnt knw
eyes
choclates always yum
strawberries with cream????
jeevan k din chote sahi hum hai bade dilwale
kal ki hume fursat kaha, soche jo hum matwale
“Jane”
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Yaaron Ka Chalan Hao Ghulami Dete Hain Haseeno Ko Salaami (2)
Gussa Na Kijiye Jaane Bhi Dijiye Bandagi To Bandagi To Lijiye Sahaab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin.
Toota Phoota Dil Yeh Hamara Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara (2)
Idhar Dekhiye Nazar Phenkiye Dil Lagi Na Dil Lagi Na Kijiye Sahab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Masha Allah Kehna To Maana Ban Gaya Bigda Zamana (2)
Tumko Hasa Diya Pyaar Sikha Diya(2)
Shukriya To Shukriya To Kijiye Sahaab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
“N”
Aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
Aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe padha tha koyi gham ka saaya
Aapne yaad dilaaya