avika
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Neend Churayee Meri
Kisne O Sanam
Tu Ne
Hooo Chain Churaya Mera
Kisne O Sanam
Tu Ne
Hooo Dil Mein Mere
Rahne Wali Kaun Hai
Tu Hai
Tu Hai
Hooo Neend Churayee Meri
Kisne O Sanam
Tu Ne
Haan Chain Churaya Mera
Kisne O Sanam
Tu Ne
Hooo Dil Mein Mere
Rahne Wala Kaun Hai
Tu Hai
Tu Hai
Hai sharmauu ..
hai sharmau kis kis ko batau aise kaise main sunau sabko
apni prem kahaniya
apni prem kahaniyaa
balmaa ki j
almaa ki
hai teen nishaniyaa …
tumse mili nazar toh asar hua hai aaj yeh dil pe
chain bhi gaya hosh bhi gaya naajana kya hoga fir se
ha ha haaa ha ha ahhaha
ha ha haah a haahahaa
ha ha haaha haahaha haaha
heard 1st time
cant say dear
can u plz explain wat is it??
pheonix
but obv workin
same q??
Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke - 2
(Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin) - 2
Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deta hai dil de badle mein dil ke - 2
(Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin) - 2
Na jaanoon mulla kaji, na jaanoon Kaaba Kashi
Main to hoon prem piyaasa re
Mere sapnon ki rani, hogi tumko hairaani
Main to tera deewaana re
Deti hai dil de badle mein dil ke - 2
(Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin) - 2
Pyaar mein sauda nahin
antra
sapanaa meraa toot gayaa, too naa rahaa kuchh naa rahaa
rotee huyee yaade milee, bas aaur muze kuchh naa milaa
aa jaa teree baaho mein aa, pyaar bharee raaho mein aa
sun le machalate huye, dil kee sadaa
dil kah rahaa meraa, saath hain ye teraa meraa
ab jindagee mein kabhee, ho naa judaa
sapanaa meraa.. ..
sharamaanaa chhod de too, ghabaraanaa chhod de too
aaj to buzaa de mere dil kee lagee
par too hain jeewan saathee, main hoo diyaa too hain baatee
pyaar mein yoo jalane kaa hain naam jindagee
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Ek tum hi nahin tanha, aah aah
Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
Ulfat mein meri rusva
Is shaher mein tum jaise
Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
Deewaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke, aah aah aah
Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi
Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain
Kehne ko to duniya mein
Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
Maikhaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Is shamm-e-faroza ko, aah aah
Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho
Aandhi se darraate ho
Is shamm-e-faroza ke
Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain
Parvaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Bairai Hawa Ke Jhoke Ne - 3
Chand Sa Chera, Jheel Si Aankhen - 2
Dhondhli Dhoondli Pyaar Ki Baatien - 2
Rukh Pe Zulfein Bikher Ke Choda - 2, Bairan Hawa Ke Jhoke Ne
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Berain Ke Hawa Ke Jhoke Ne - 2
Chudi Ki Kan Kan Mein Tum Ho, Payal Ki Chan Chan Mein Tum Ho - 3
Luaang Ke Laskara Kehta Hai, Saason Mein Dhadkan Mein Tum Ho
Sud Bhud Khoyi Mein Sawariya Tere Pyaaar Mein - 2
Haaye Pyare Mein Tere Pyaar Mein
Rukh Pe Zulfein Bekher Ke Chhoda - 2, Berrain Hawa Ke Jhoke Ne
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Berain Hawa Ke Jhoke Ne - 2
Satrangi Saawan Mein Tum Ho, Ismaan Ke Aagan Mein Tum Ho - 3
Lehron Ki San San Mein Tum Ho, Phoolon Ke Daman Mein Tum Ho
Ghire Ghire Aai Yeh Badriya Tere Pyaar Mein - 2
Haaye Pyaar Mein Tere Pyaar Mein
Rukh Pe Zulfein Bekher Ke Chhoda - 2, Bairan Hawa Ke Jhoke Ne
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Bairan Hawa Ke Jhoke Ne – 3
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Bairai Hawa Ke Jhoke Ne - 3
Chand Sa Chera, Jheel Si Aankhen - 2
Dhondhli Dhoondli Pyaar Ki Baatien - 2
Rukh Pe Zulfein Bikher Ke Choda - 2, Bairan Hawa Ke Jhoke Ne
Laaj Sharam Ka Phera Toda, Berain Ke Hawa Ke Jhoke Ne
Capris
yumm
kala jamun??
toast
Rut hai milan ki sathi mere aare
mohe kahi le chal baho ke sahare
hooo baagon main khetoh main nadiya kinare
rut hai milan ki sathi mere aare
ghar aaya mera pardesi,
pyas bhuji mere ankhiyan ki
tu mere maan ka moti hai
in naian ki jyoti hai
yaad hai mere bachpan ki
ghar aaya mera pardesi
main toh bhul chali baabul ka desh
piya ka ghar pyara lage
koi maike ko dedo sandesh
piya ghar pyara lage