gaata rahe mera dil
tu hi meri manzil
kahi beete na yeh raatein kahin beete na ye din
mil gaya humko sathi mil gaya
humse gar koi jal gaya
ho ho jalnede
Hritik roshan. Aishwariya rai, Jodha Akbar
song
Mann Mohana aaa
mann mohanaaa
Kanha sunona aaa
Tum bin paun kaise chaina
Tarsu tumhi ko din rain
next:
a] T
b] K
c] M
d] A
clue: Directed by satish kaushik
a thing related to ladies
ghadee ghadee moraa dil dhadake, haay dhadake, kyon dhadake
aaj milan kee belaa mein, sar se chunariyaan kyon sarake
saaree umar ke badale mainne, maangee thee ye shaam
aaj yahee kho jaaoongee main, unakee baahen thaam
pyaar milaa aanchal bhar ke
aaj papeehe too chup rahanaa, main bhee hoon chupachaap
dil kee baat samaz lenge, saawareeyaan apane aap
dekh jaraa dheeraj dhar ke
tanha tanha yaha pe jeena yeh koi baat hai
koi sath nahi tera yaha toh yeh koi baat hai
kisa pyar le le, kisi ko pyar de de
sare zamane main yahi pyari baat hai
“U”
yun hi chala chal rahi, yuh hi chala chal rahi
kitni haseen hai yeh duniya,
phool sare jhamele, dekh phoolon ke mele
badi rangeen hai yeh duniya…..
“dekh”
raat akeli hai, bhuj gaye diye
aake mere paas, kano main mere
jo bhi chahe kahiye… jo bhi chahe kahiye
raat ko aunga mai, tujhe le jaunga main
film dikhaunga main, sair karunga main
chori se aana, chupke se jana aachi nahi dillagi
mujhse shadi karogi
“S”
aaya re aaya koi aaya re
chupke se dil main samaya re
sapno main aake mere dil ko kisine
churaya churaya churaya churaya churaya re
churake dil kehta hai
rehna hai tere dil main
Hai isi mein pyar ki aabroo
Woh jafa kare main wafa karoon
Jo wafa bhi kaam na aa sake
To wohi kahen ke main kya karoon
kaise piya se main kahu mujhe kitna pyar hai
ankhon ko intezar hai dil bekarar hai
hoga milan apna mujhe aitbar hai
ankhon ko intezar hai dil bekarar hai
“bekarar”
Imli ka buta beri ka ped
imli khatti meethe ber
is jungle main hum do sher
chal ghar jaldi ho gayi der
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
Ho, aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Ho, aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa
Ho, der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Ho, jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
“P”
Fardeen Khan, Amrita arora, Kitne dur kitne pass
song
Deewana dil hai mera, deewana dil hai tera
Deewanepan mein chhupa deewaangi ka mazaa
Dil mera tujhko hi jaane, dil tera mujhko hi jaane
Jo dil se pyaar karte hai, keh laate hai deewane
Main tera deewana, tu meri deewani
Tu mera deewana, main teri deewani
next:
a] F
b] K
c] K
d] J
clue director Surya S.J (2003)
wow purnima the wordings r simply superb n very touching
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
Yahan Vahan Jaane Kahan
Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke
Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Khel Mein Yoohin Rahenge Hum Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Bhaarat humko jaan se pyaara hai
Jabse nyaara gulistaan hamara hai
Sadiyon se bhaarat bhoomi duniya ki shaan hai
Bhaarat maa ki raksha mein jeewan kurbaan hai
Bhaarat humko jaan se pyaara hai
Jabse nyaara gulistaan hamara hai
main har ek pal ka shayar hu
har ek pal meri kahani hai
har ek pal meri hasti hai
har ek pal meri jawani hai………
“EK”
likhe jo kat tujhe vo teri yaad main
hazaro rang k nazare ban gaye
savera jab hua toh phul ban gaye
jo raat aayi toh sitare ban gaye
Jadu hai nasha hai….madhoshiyan
tujhko bhula ab jau kaha
dekhti hai jis tarah se, teri nazre hume
main khud ko chupau kaha
“L”