benaam
next:
s h a m e a h [kajol]
bhram
next:
him…….
o maahi o maahi o
(dupatta mera de-de) -2 de-de
tuu hai bedardi tujhe laaj na aaye re -2
naazuk kalaayi meri tuut na jaaye re -2
de de dupatta o paradesiya -2
o maahi o dupatta mera
o gori o gori o
kar lo ye vaada gori aaogi chori-chori -2
achchha hai ye bahaana lene dupatta aana
ham na denge tuu zor laga le -2
o maahi o dupatta mera
chunari
itanee shaktee humei denaa daataa, man kaa wishwaas kamajor ho naa
hum chale nek raste pe hum se, bhoolakar bhee koee bhool ho naa
har taraf julm hain, bebasee hain, sahumaa sahumaa saa har aadamee hain
paap kaa boz badhataa hee jaaye, jaane kaise ye dharatee thamee hain
boz mamataa se too ye uthhaa le, teree rachanaa kaa hee ant ho naa
hum andhere mein hain roshanee de, kho naa de khud ko hee dushmanee se
hum sajaa paaye apane kiye kee, maut bhee ho to sah le khushee se
kal jo gujaraa hain fir se naa gujare, aanewaalaa wo kal ayesaa ho naa
“J”
hume aur jine ki chahat na hoti
agar tum na hote, agar tum na hote
gali gali main firta hai tu kyu banke banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashiq awara
tera pyar hai ek soneka pinjra o sehzadi
mujhko apni jaan se pyari hai apni azadi
hi dear
the one whch i knw n like is from sarfarosh
Hosh Valon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai
Hosh Valon Ko Khabar Kya…
Unse Nazrein Kya Mili Roshan Fizayen Ho Gayi
Aaj Jaana Pyar Ki Jaadugari Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
Khulti Zulfon Ne Sikhayi Mausamon Ko Shayari
Jhukti Aankhon Ne Bataya Maikashi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
Hum Labon Se Keh Na Paye Unse Haal-E-Dil Kabhi
Aur Voh Samjhe Nahin Yeh Khamoshi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
dekha na hai re socha na hai re
rakhdi nishane pe jaan
kadmon main tere nikle mera dam hai bas yahi armaan
“Dheere”
gajab kaa hain din socho jaraa, ye diwaanaapan dekho jaraa
tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se
dekh lo hum ko kareeb se, aaj hum mile hain naseeb se
ye pal fir kahaa aaur ye manjil fir kahaa
kyaa kahoo meraa jo haal hai, raat din tumhaaraa khayaal hai
fir bhee jaana-ye-jaan, main kahaa aaur tum kahaa
“H”
hum donon do premii duniyaa chhod chale
jiivan kii ham saarii rasmein tod chale -2
ho baabul kii aae mohe yaad
jaane kyaa ho ab isake baad
aawaz do humko hum kho gaye
kab neendh se jaage kab so gaye
amr jayenge, hum agar dur tumse ho gaye
aawaz do humko hummmm kho gaye
yummmmmmm
sandwitch with bread, butter, chutney & boiled potatoes, with bit of chat masala????????
decision
leke pehla pehla pyar bhar ankhon main khumar
jadoo nagri se aaya hai koi jadugar
apanee to har aah yek toofaan hain
kyaa kare wo jaan kar anajaan hain
uparawaalaa jaan kar anajaan hain
Dayya Ho Dayya Dayya Ho Re
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Aashiq Mere Maine Tujhse Pyaar Kiya Re
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Aankhon Se Chori Chori Izhaar Kiya Re
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Main Nazre Milaaon To Kaise Milaaon
Mujhe Sharam Aane Lagi Hai
Na Dekho To Tujhko To Kaise Bachaon
Meri Jaan Jane Lagi Hai
Tere Chaahaton Main chanakti Hi Jaye
Na Mane Nigodi Yeh Payal
Mujhe Bekarari Satane Lagi Hai
Kiya Ishq Ne Mujhko Ghayal
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Tera Naam Leke Guzarte Mere Din
Tadap Ke Guzarti Hai Raate
Mujhe Yaad Aate Hai Ab To Hamesha
Shararat Bhari Teri Baatein
Nayi Pyaas Banke Mohabbat Mein Shola
Labo Pe Bhadakta Hi Jaaye
Deewana Bada Hai Maanao To Kaise
Mera Dil Dhadkta Hi Jaaye
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Tujhko Chaaha Maine Tera Deedar Kiya Re
Dayya Dayya Dayya Re..(4)
Aashiq Mere Maine Tujhse Pyaar Kiya Re
“E”
nasha yeh pyar ka nasha hai
yeh meri baat yaroon mano
nashe main yaar dud jao
raho na hosh main deewano
k jabse maine tumko dil yeh de diya
meetha meetha sa dard le liya
suno o priya
maine tumko dil diya
“neendh”
correct dear
Bhari suniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jayein
muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
bhari duniya
laghein hein shama per pehre zamana ki nigahoon kay(2)
zamaney ki nigahoon kay
jinhein jalney ki hasrat hay
jinhein jalne ki hasrat hay wo perwaney kahan jayein
muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
bhari duniya
sunana bhi jinhein mushkil chuppana bhi jinhein mushkil (2)
chuppana bhi jinhein mushkil
zara to hi bata aye dil
zara to hi bata aye dil wo afsaane kahan jayein
muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
bhari duniya
nazar mein uljhanein dil mein hay aalam beqaarari ka (2)
hay aalam beqaarari ka
samajh mein kuch nahi aata
samajh mein kuch nahi aata sukoon paney kahan jayein
muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
bhari duniya
“Samne”
Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine mann mein kai baar
Vo pehli nazar halka sa asar
Karta hai kyon is dil ko bekaraar
Ruk ke chalna chalke rukna
Na jaane tumhein hai kiska intezaar
Tera vo yakeen kahin main to nahin
Lagta hai yahi kyon mujhko baar baar
Yehi sach hai shaayad maine pyaar kiya
Haan haan tumse maine pyaar kiya
Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine mann mein kai baar
Honthon ki kali kuchh aur khili
Ye dil pe hua hai kiska ikhtihaar
Tum kaun ho batla to do
Kyon karne lagi main tumpe aitbaar
Khaamosh rahoon ya main keh doon
Ya kar loon main chupke se ye sweekaar
Yehi sach hai shaayad maine pyaar kiya
Haan haan tumse maine pyaar kiya .
"B"