yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
koi naya sapana nigaahon mein to hain
koi naya saathi nayi raahon mein to hain
dil jo milenge takdeer banegi
jindagi ki nayi tasweer banegi
pyaar mein ye dil bekaraar karle
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
yaar hame paisa nahin pyaar chahiye
koi man chaha dildaar chahiye
hire moti aise jahaan dil na toole
sapano ka koi sansaar chaahiye
ye bhi hoga thoda intzaar karale
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
(sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, (are pyaar karle- 2) - 2
Niyati
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan
Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan
Tere baalon ki khushboo se mehke chaman
Sangmarmar ke jaisa ye tera badan
Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni
Ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna
Tere aanchal ki chhaaon ke tale meri manzil mujhe mil gayi
Teri palkhon ki chaaon ke tale mohaabat mujhe mil gayi
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon
Aa masti ki raat mein apna tumko bana loon
Uthne lage hain toofan kya meer seene mein ay sanam
Tumhein chaahoonga dilon jaan se meri jaanejaan teri kasam
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Itna main chaahoon tujhe,Koi kisi ko na chaahe
Tu bhi mujhse pyaar kare – 2
Kaash voh din bhi aaye
Itna main chaahoon tujhe, ho Koi kisi ko na chaahe
Tere baare mein jab sochoon – 2
Aankh meri bhar aaye
Tumko nahin maaloom main tujhse
Kitni mohabbat karta hoon
Yaad mein teri tanha akela
Main to aahein bharta hoon
Nazrein uthaaoon, nazrein jhukaaoon – 2
Saamne tu muskaaye
Khud pe to main pehre laga loon
Rok na paaoon yaadon ko
Bhool gaya tu, main na bhooli
Un kasmon, un vaadon ko
Doori mujhko jeene na de – 2
Tanhaai tadpaaye
Itna main chaahoon tujhe
Koi kisi ko na chaahe
Tu bhi mujhse pyaar kare – 2
Kaash voh din bhi aaye
Itna main chaahoon tujhe
Koi kisi ko na chaahe
“J”
hum toh chale pardeshum pardesi ho gaye
chuta apna des hum pardesi hogye
Jaati hoon main, Jaldi hai kya
Dhadke jiya, Voh kyoon bhala
Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi
lafange
next:
__ A __ E __ R [Vinod khanna]
What is greater than God.
More evil than the Devil.
The poor have it.
The rich don't need it.
And if you eat it, you'll die?
ghungte main chanda fir bhi hai faila charo aur ujala
hosh na khode kahi josh main dekhnwala
resham si hai yeh hawain sanam
aao zara paas aaye sanam
jage jage aarmaan hai jaage jaage hum
sar par topi lal hath main resham ka rumaal ho tera kya kehna
gore gore gal gal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai
bas koi samjhe jara
Dil pe ek naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya
Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai
kya issi ka hi naam pyaar hai
pootche dil thumke jara
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai – 2
bas koi samjhe jara
Tinka Tinka Tinka Tinka
tyagi
__ A __ I __ H __ Y [Pran]
may be coz of the taste of d tea
nahi yeh ho nahi sakta
k teri yaad na aaye
bina tere kahi bhi toh dil mera chain na paaye
tujhe bhulne se pehle mari jaan chali jaaye
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Hoy aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Kisiko dil mein rakhti hain
Hey kisiko dil mein rakhti hain
Kisipe marti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Dekhke kisi bhi ladki ho hay
Aah bharte hain
"B"
meet na mila re maan ka – 2
koi toh milan ka karo re upay
kitna pyara wada hai in matwali ankhon ka
is masti main sujhe na kya kar jau hai
mohe sambhal
“chalte”
dard-e-dil dard-e-jigar, dil main jagaya aapne
pehle toh main shayar tha, ashiq banaya aapne
any more clue please