aashna
na na na na ………meri beri k ber mat todo
meri beri ke ber mat todo
koi kaanta chub jayega
skipping Q
raat ko aunga main tujhe le jaunga main
film dikhaunga main sair karunga main
chori se aana chupke se jana
aachi nahi dillagi
mujhse shadi karogi…
“S”
raah mein un se mulaakaat ho gayee
jis se darate the wahee baat ho gayee
ishk ke naam se dar lagataa thaa
dil ke anjaam se dar lagataa thaa
aashikee wo hee mere saath ho gayee
tere been kuchh naheen bhaataa hain muze
har taraf too najar aataa hain muze
jindagee taaron kee baaraat ho gayee
aankh roye naam pe tere saawan kee tarah
too samaayee dil mein mere dhadakan kee tarah
har taraf pyaar kee barasaat ho gayee
Kirit
la la la la la la
la la la la la la
saat samundar paar main tere piche piche aa gayi
o zulmi meri jaan tere kadmon k niche aa gayi
o piayaa, piayaa, kyon bhoolaa diyaa
bewafaa yaa berahum kyaa kahoo tuze sanam
toone dil todaa hai, bhool kyaa huyee ye bataa jaa
o piyaa, piyaa, main teree piayaa
aasooon ko pee gayee, jaane kaise jee gayee
kyaa hain meree majabooree, kaise main bataaoo huaa kyaa
“P”
both r nice dear
but i m sorry to say dat i dont know much more about the writer…….i just remembered so i posted
sorry!!!!!!!!!!
bheege hoth tere. pyasa dil mera
lage abrasa mujhe tan tera
kabhi mere sath koi raat guzar
tujhe subah tak main karu pyar
kshatriya
next:
__ A __ D __ G __ __ [ film by subhash ghai ]
no its not a living thing…..neither solid…nor liquid
Ajay Devgan, Aishwariya rai, Raincoat
song:
Piya tora kaisa abhimaan,
Saghan saawan laayi, Kadam bahaar,
Mathura se doli laaye, chaaron kahaar
Nahi aaaye, Nahi aaaye
Kesariyaa balamaa hamaar
Angana badaa sun saan
next:
1] A
2] M
3] P
4] S
produced by boney kapoor
next;
H O T N A S S big clue; [Rakhi Gulzar;Manoj kumar;Shatrughan Sinha;Prem Chopra;Amjad Khan etc]
santosh
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaye
Jo patthar choo le gori tu voh heera ban jaye
Tu jisko mil jaye voh, tu jisko mil jaye
Vo ho jaye malamal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Tu naadaan na jane kaise roop churate log
Nazaren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log
Chail chabeeli rani thoda, Chail chabeeli rani thoda
ghoonghat aur nikaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tere roop
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tera roop
Ghazalen hon ya geet hon mere sub mein tera roop
Yunhi chamakti rahe hamesha tere husn ki dhoop
Tujhe nazar na lage kisi ki
Tujhe nazar na lage kisi ki
Jiye hazaron saal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
ankhein khuli ho ya ho bandh
deedar unka hota hai
kaise kahu main o yara yeh pyar kaise hota hai
hey dear its not an old song
Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe
Aayenge jab woh saamne
Baahon mein main bhar loongi
Aayenge jab woh saamne
Baahon mein main bhar loongi
Maanoongi unki baat ko
Unse zid na karoongi
Chhaane lagi hain madhoshiyaan
Hai, kya khumaar hai
Chhaane lagi hain madhoshiyaan
Hai, kya khumaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe
Unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main
Unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main
Har khushi doongi unhe
Unka dukh bhi sahoongi main
Dil diya unko unhi pe jaanisaar hai
Dil diya unko unhi pe jaanisaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
“L”
Nilesh
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
koi naya sapana nigaahon mein to hain
koi naya saathi nayi raahon mein to hain
dil jo milenge takdeer banegi
jindagi ki nayi tasweer banegi
pyaar mein ye dil bekaraar karle
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
yaar hame paisa nahin pyaar chahiye
koi man chaha dildaar chahiye
hire moti aise jahaan dil na toole
sapano ka koi sansaar chaahiye
ye bhi hoga thoda intzaar karale
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
(sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, (are pyaar karle- 2) - 2
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja gayeja gayeja
“O Mr”