tina
diye jalte hai, phool khilte hai
badi mushkil se magar duniya main dost milte hai
diye jalte hai
“aap”
Tumbin jaaon kahan, tumbin jaaon kahan
Ki duniya mein aake kuch na phir
Chaaha kabhi tumko chaahke
Tumbin
Reh bhi sako gaye kaise, ho ke mujhse juda
Phat jaaye gi deewarein sun ke meri sada
Aana hoga tumhe mere liye saathi meri suni raha ke
Tumbin jaaon kahan..
Kitni akeli si pehle thi yahi duniya
Tumne nazar jo milayi bas gayi duniya
Dil ko mili jo tumhari lagan
Diye jal gaye meri aah se
Tumbin jaaon kahan..
Sun dilruba hai dil ki sada ha
aa pukare tujhe mehboob tera
mehboob tera
marr jaaunga ha main ho kar juda haa
aa pukare tujhe mehboob tera
mehboob tera
mujhe berukhi ki wajah to bata
khafa kyun hai tu iss tarah to bata
khata mujhse kab aur kahan ho gayi
mujhe tu woh din wo jagah to bata
sun dilruba hai dil ki sada haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera
zamana kahe na deewana mujhe
za majnu ka de koi tazna mujhe
uthale na patthar kahi hath me
banaye na duniya nishana mujhe
marr jaaunga ha main ho kar juda haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera
na maanunga main koi majbooriyan
nahi mujhko manzoor ye dooriyan
tu meri hai meri rahengi sada
nahi rok paayenga mujhko jahan
sun dilruba hai dil ki sada haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera
yesterday…..today….tomorrow(not sure for 3rd one)
tum bin
sa….
piya basanti re… kahe sataye aaja
jane kya jadu kiya… tujhse hi puche jiya
hooo…….kahe sataye aajjja
aawaz do humko hum kho gaye
kab neendh se jage kab so gaye
mar jayenge hum agar
dur tumse ho gaye
nigam
lagi aaj sawan ki phir vo jadhi hai
vahi aag seene main fir chal padi hai
mere jivan sathi pyar kiye ja
jawani deewani khoobsurat ziddi padosan
satyam shivam sundaram
“jawan”
correct.
next:
Which is correct to say,
“The yolk of the egg are white,”
or
“The yolk of the egg is white?”
yes dear got it had posted answer without thinking
the answer is the yolk is yellow not white
pardes
ch…….
Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Oh Ho Ho
Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Ye Duniya Kare Sitamb
Tujhpe Mitnege Hum
Teri Kasam
Oh Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Teri Kasam
Umeedein Tumhin Se Hain Mere Sanam
Thaama Hai Tumhara Hi Ye Daaman
Ho Bhoolenge Kabhi Na Ab Tumhein Hum
Oh Bhoolenge Kabhi Na Ab Tumhein Hum
Oh Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Teri Kasam
Teri Yaadon Ke Saaye Mein Guzregi Ye Zindagi
Us Khuda Ke Baad To Pooja Hogi Bas Teri
Chaahe Jo Maanglo Sab Tumhara Hai
Chaahe Jo Maanglo Sab Tumhara Hai
Ho Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Ho Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Teri Kasam .
neele neele ambar par chand jab aaye
pyar barsaye humko tarsaye
aisa koi sathi ho, aisa koi premi ho
pyas dil ki bujha jaye
“O”
kisi ki muskuratho pe ho nisar
kisi ka dard mil sake toh le udhar
kisi k vaste ho tere dil main pyar
jeena isi ka naam hai
nitin
lal chadi maidan khadi, kya khub ladi kya khub ladi
hum dil se gaye, hum jaan se gaye
bas ankh ladi aur baat badhi…
badalon main chup raha hai chand q
Apne husn ki zaya se poochh lo
Chaandni padi hui hai maand kyoon
Apne hi kisi ada se poochh lo
“poocho”
(Jaaneman jaaneman tere do nayan
Chori chori leke gaye dekho mera man
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mere do nayan, chor nahi sajan
Tumse hi khoya hoga kahi tumhaara man
Jaaneman jaaneman jaaneman) -2
(Tod de dilo ki doori, aisi kya hai majboori
Dil dil se milne de
Jaa, abhi to huwi hai yaari, abhi se hi beqaraari
Din to zara dhhalne de) -2
Yahi sunte, samajhte, guzar gaye jaane kitne hi saawan
Jaaneman jaaneman...
Mere do nayan…
(Sang sang chale mere, maare aage peechhe phere
Samjhu main tere iraade
Doshh tera hai ye to, har din jab dekho
Karti ho jhoothhe waade) -2
Tu na jaane, diwaane, dikhaau tujhe kaise main ye dil ki lagan
Jaaneman jaaneman ...
La la ..., Mere do nayan…
(Chhedenge kabhi na tumhe, zara batlaado hame,
Kab tak ham tarsenge
Aise ghabhraao nahi, kabhi to kahi na kahi
Baadal ye barsenge) -2
Kya karenge baraske, ke jab murjhaayega ye saara chaman
Jaaneman jaaneman...
La la ..., Mere do nayan...