sham dhale khidki tale tum siti bajana chod do
ghadi ghadi khidki main khadi tum teer chalana chod do
govt n ppl………..
not sure
ashesh
hey purnima dat was from movie Main chup Rahungi
aaa jane jaa, aaa mera yeh husn jawan jawan
tere liye hai aas lagayi o zalim aa jana
Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
Maein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja
Kitna Haseen Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Chaahat meri haseen koi gunaah hai nahin
Ye jo mohabbat hai
Yehi to ibaadat hai
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Aao kuchh asie milein hum tumse
Ki aaj khuda bhi hasn pade humpe
Milein hum milein hum
Tumse tumse
Ki Khuda khuda
Bhi hans de hans de
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Ek duje mein hum yoon kho jayein
Main hoon ki tum khud dhoondh na payein
Do badan do badan
Yoon mile yoon mile
Ki pata ki pata
Na chale na chale
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
yaar ko meine mujhe yaar ne soone na diya(2)
o pyaar hi pyar kiya(2)
pyaar mein soone na diya
yaar ko meine mujhe yaar ne soone na diya
o pyaar hi pyar kiya(2)
pyaar mein soone na diya
yaar ko meine mujhe yaar ne soone na diya
uski chudiyin ki khanak uski woh bindiya ki chamak(2)
hai gajre ki gazab darne soone na diya(2)
o pyaar hi pyar kiya(2)
pyaar mein soone na diya
yaar ko meine mujhe yaar ne soone na diya(2)
gumnaan hai koi
badnaam hai koi
kisko khabar kaun hai vo
anjaan hai koi
pyar hua ikrara hua hai
pyar se fir q darta hai dil
kehta hai dil rasta mushkil
maloom nahi hai kaha manzil
tumhi ho mata pitah tumhi ho
tumhi ho bandu sakha tumhi ho
tumhi ho sathi tumhi sahare
koi na apna siva tumhare
tumhi ho naiyaa tumhi khevaiyaa
tumhi ho bandu sakha tumhi ho
jo khil sake na vo phool hum hai
tumhare charno ki dhul hum hai
daya ki drishti banaye rahna
tumhi ho bandu sakha tumhi ho
mayura
chillies……..
saif, vidya, parineeta
song:
Piyu bole piya bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Not bad, ab yeh suno
Dil ki jo baatein hain, baatein jo dil ki hain
Dil hi mein rakhna piya
Lab to na kholoon main, kholoon na lab to par
Aakhon se sab keh diya
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
next:
a] S
b] A
c] M
d] H
this couple haas acted as bro-sis in one of d movie
ek baghiya main rehti hai ek maina
puchti hai k bolo kya hai kehna
mera aang hasi hai kya…….
mera rang hasin hai kya…..
kabhi puche toh mera jawab yahi hoga
huuuuuu laaaa laaa laaaa – 3
bechain hai meri nazar
hai pyar ka kaisa asar
na chup raho, itna kaho
hum aapke, aapke hai kaun
yamma yamma yamma yamma
yeh khubsurat sama
bas aaj ki raat hai zindagi
kal hum kaha tum kaha
manasvi
dat is easy
its playin cards
next?????
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa
Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa
Jungle jungle parvat parvat hain neend mein sab ek mere siwa
Chanda chanda aaja sapnon ki neeli nadiyon mein nahayein
Aajayein taarein chupke hum haar manayein
In dubli dubli raahon mein aaja raahi kho jaayein
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane .
bahut pyar karte hai tumko sanam
kasam chahe le lo, khuda ki kasam