dhal gaya din ho gai sham jane do jana hai
abhi abhi toh aaye ho abhi abhi jana hai
Muskuraataa Hua, Gul Khilaataa Hua Mera Yaar
Mera Yaar, Mera Yaar, Mera Yaar
Aankhe Maltaa Hua, Tan Churata Hua Mera Yaar
Mera Yaar, Mera Yaar, Mera Yaar…
“Gore”
Tum Bin Kya Hai Jeena, Kya Hai Jeena
Tum Bin Kya Hai Jeena
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Hue Din
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
Phir Shaam-E-Tanhaai Jaagi
Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho
Phir Jaan Nikalne Lagi Hai
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho
Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hain
Tum Bin Bahut Hum Akele Hain
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
Kya Kya Na Socha Tha Maine
Kya Kya Na Sapne Sajaaye
Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Is Dil Se Toofaan Guzarte Hai
Tum Bin To Jeete Na Marte Hai
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Hue Din
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
"U"
mil gaya humko sathi mil gaya
humse gar koi jal gaya…
ohh hooo jalne de
chal gaya pyar ka jadu chal gaya
humse gar koi jal gaya
hooo hoooo jalne de
Nainita
Kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe
aayenge Jab Woh Saamne
baahon Mein Main Bhar Loongi
aayenge Jab Woh Saamne
baahon Mein Main Bhar Loongi
maanoongi Unki Baat Ko
unse Zid Na Karoongi
chhaane Lagi Hain Madhoshiyaan
hai, Kya Khumaar Hai
chhaane Lagi Hain Madhoshiyaan
hai, Kya Khumaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe
unke Ghar Mein Umer Bhar Rani Banke Rahoongi Main
unke Ghar Mein Umer Bhar Rani Banke Rahoongi Main
har Khushi Doongi Unhe
unka Dukh Bhi Sahoongi Main
dil Diya Unko Unhi Pe Jaanisaar Hai
dil Diya Unko Unhi Pe Jaanisaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
hey all….
purnima is der ne prob wd dis site…..i was not able to open since many days
gud to hav bac..
bac to d game
thoda ruk jayegi to tera kya jayega
nain bharke dekh lenge chain aa jayega
roz shaam aatii thii magar aisii na thii
roz roz ghataa chhaatii thii magar aisii na thii
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa
roz shaam aatii thii ...
daalii mein ye kisakaa haath karen ishaare bulaaye mujhe
jhuumatii chanchal hawaa chhuuke tan gudagudaae mujhe
haule haule dhiire dhiire koii giit mujhako sunaae
priit man mein jagaaye
khulii aankh sapane dikhaae
dikhaae dikhaae dikhaae
khulii aankh sapane dikhaae
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa ...
aramaanon kaa rang hai jahaan palake uthaatii huun main
hans hansake hai dekhatii jo bhii muurat banaatii huun main
jaise koii mohe chhede dil kho aur bhii jaatii huun main
jagamagaatii huun main
diiwaanii huii jaatii huun main
diiwaanii diiwaanii diiwaanii
diiwaanii huii jaatii huun main
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa ...
sorry adding one letter at the end
Bichhde abhi to ham bas kal parson
Jioongi main kaise, is haal mein barson
Maut na aayi teri yaad kyon aayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
lambi judai
Zainab
hey dear we have to post song with d ending letter
as purnima's last word is dastaan…….u should start with n
sorry!!!!!
bac to game
Nahin nahin, abhi nahin, Abhi karo intezaar chhodo na
Nahin nahin, kabhi nahin, Main hoon beqaraar
Na na na na, mm hm hm hm
Na na na na, na baba
Main bhi jawaan, tu bhi jawaan
Kami hai kis baat ki
Hey, main bhi jawaan, tu bhi jawaan
Kami hai kis baat ki
Yahan aao, na ghabraao
Rut hai mulaaqaat ki
Haan, nahin nahin haan, abhi nahin
Phir kabhi dildaar
Nahin nahin, kabhi nahin
Main hoon beqaraar
La la la la, la la la la
La la la la, la la la
Bade voh ho tum piya
Zid kyoon nahin chhodte
Ho, bade voh ho tum piya
Zid kyoon nahin chhodte
Haan, kaliyon ko khilne se
Pehle nahin todte
Na, nahin nahin, kabhi nahin
Chali jaayegi bahaar
Nahin nahin, abhi nahin
Thoda intezaar
Jaane jaan phir kahan
Aisi tanhaaiyaan
Oh, jaane bhi do, chhodo mujhe
Hogi ruswaaiyaan
Na, nahin nahin, kabhi nahin
Mat karo inkaar
Nahin nahin, abhi nahin
Thoda intezaar, thoda intezaar
kitne bhi tu karle sitam
has has ke sahenge hum
yeh pyar na hoga kam
sanam teri kasam, ooooo
sanam teri kasam
is it nine?????
railing
chiken lolipop
mehfil main baar baar unpe nazar gayi
humne chupayi lakh fir bhi udhar gayi
main kya karu, dil kya kare
main kya karu
nirav
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
kabhi ha kabhi naa
hum karte rahe
chupke aahe bhi bharte rahe
dekhate dekhate ye kya ho gaya
rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
Raaton main ab tera sapna
mujhko aata hai
ek angdai ek bechaini
deke jaata hai
teri aankhon ka
main deeawana hoon
tere hothon ka
main paimana hu
tu ye jaane na
rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumnee
dil ko to pata bhi na chala
Iss pehlu main iss daaman main
mujhko rehna hai
dard judaai ka ek pal bhi
ab na sehna hai
meri yaadon main jaane ja tu hai
meri saanson main teri khusboo hai
tu hai meri jaan
rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jaadu chalaya tumne
dil koto pata bhi na chala
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
Ho, aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Ho, aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa
Ho, der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Ho, jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
bedardi baalma tujhko mera maan yaad karta hai
chalakta hai jo ankho se toh sawan yaad karta hai
next:
bhawre