(dhaage tod laao chaanadani se noor ke
ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke) – 2
sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
(bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke) – 2
aa nind ka sauda karein, ik khwaab de, ik khwaab le
ik khwaab toh aankhon mein hai, ik chaand ke takiye talein
kitane dino se yeh aasamaan bhi soya nahi hai, isako sula de
(bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke) – 2
umarein lagi kehate huve, do labj the ik baat thi
woh ik din sau saal ka, sau saal ki woh raat thi
kaisa lage jo chup chaap dono, ho pal pal mein puri sadiyaan bitaayein
bol
bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke
o dhaage tod laao chaanadani se noor ke
o ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke
sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
(bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke) – 2
Gum shuda gum shuda, koi hua kahan hua
Kal tha main yahan, voh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan lekin voh nahin
O, kal tha main yahan, voh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan, lekin voh nahin
Gum shuda gum shuda, gum shuda ho gum shuda
Dekhne mein hai haseen, rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Voh pari voh apsara, dilnasheen dilrooba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan vahan leke apne dil aur jaan - 2
Dhoonda saara jahan kya jaane voh hai kahan
Gum shuda gum shuda, gum shuda ho gum shuda
Gum shuda oh re gum shuda
Dil ki in baaton se main tha bilkul anjaana - 2
Lekin us ladki ne kar daala hai deewaana
Jahan bhi main dekhoon lagta hai voh khadi hai
Bas uska hi chehra aankhon mein har ghadi hai
--CHORUS--
Itni bhi kya bechaini hai, kya hai daastaan
--MALE--
Gum shuda gum shuda, gum shuda gum shuda
Gum shuda oh re gum shuda
Yaara tum jo mujhko us ladki se milva do - 2
Meri khoyi khushiyaan jo phir vaapas dilva do
Ghar jo dikha do uska ghar apna luta doon yaara
Ab jo mile voh mujhko, use apna bana loon yaara
--CHORUS--
Jaane poore kab honge bechaare ke armaan
--MALE--
Gum shuda gum shuda, gum shuda oh gum shuda
Gum shuda oh gum shuda
Dekhne mein hai haseen, rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Voh pari voh apsara, dilnasheen dilrooba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan vahan leke apne dil aur jaan
Dhoonda saara jahan kya jaane voh hai kahan
Gum shuda gum shuda, gum shuda ho dilrooba
Gum shuda gum shuda, gum shuda meri mehbooba
Gum shuda gum shuda, gum shuda meri dilrooba
Ruk jaa raath thahar jaa re chanda
Beethii naa milan kii bela
Aaj chandni kii nagrii mein
Aarmaanon kaa melaa (Ruk jaa)
Woh hain zara khafa khafa
to nain yuun milaaye hain ki ho ho
na bol du to kya karu
vo hans ke yun bulaaye hain ki ho ho
hans rahi hai chaandani
machal ke ro na du kahi
aaise koi ruthata nahi
yeh tera khayaal hai
kareeb aa mere hansi
mujhko tujhse kuch gila nahi
baat yun banaaye hain ki o ho ..
Wo hain ..
aaise mat sataaiye
zara taras to khaaiye
dil ki dhadkan mat jagaaiye
kuch nahin kahunga main
na ankhiyaan jhukaaiye
sar ko kandhe se uthaaiye
aise neend aaye hai ki ham ..
woh hain ..
"Kuch"
Sach Mere Yaar Hai, Bas Wohi Pyaar Hai
Jiske Badle Mein Koi To Pyaar De
Baaqi Bekaar Hai, Yaar Mere....
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai,
Chhop Gaya Chand Kyon
Kya Teri Julf Laharyaee
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai,
Phir Teri Yad Ne Dil Mein Lee
Yar Angadai ||M||
Ye Ratjage Lambi Raton Ke
Dil Na Lage Kya Karo,
Ye Silsile Dil Ki Baton Ke
Jadoo Chale Kya Karo
Bikhra Julfe So Jaun,
Dil Chahe Kahi Kho Jaun
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai,
Ye Teri Ashiqui
Kar Na De Meri Rusvayee
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chp See Ye Tanhai ||1||
Kahna Tho Jo Hoton Se Maine,
Ankhon Se Voh Kah Liya
Dil Mein Tere Rahna Hai Mujhko,
Is Duniya Mein Rah Liya
Aa Lag Ja Tu Is Dil Se,
Ke Milte Hai Dil Mushkil Se
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chp See Ye Tanhai…
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chp See Ye Tanhai,
Dil Liya, Jan Bhi
Lega Ye Pyar Harjayee
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai ||2||
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai,
Chhop Gaya Chand Kyon
Kya Teri Julf Laharyaee
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup See Ye Tanhai||3||
ya correct
--MALE--
(Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke) - 2
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, tumse na honge judaa
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Mere sanam, teri kasam chhodenge ab na yeh haath
Yeh zindagi
--FEMALE--
La la la
--MALE--
Guzregi ab
--FEMALE--
La la la
--MALE--
Hamdam tumhaare hi saath
Apna yeh vaada raha, tumse na honge judaa
--FEMALE--
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, tumse na honge judaa
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Aah aah aah aah
--MALE--
Maine kiya
--FEMALE--
La la la
--MALE--
Hai raat din
--FEMALE--
La la la
--MALE--
Bas tera hi intezaar
--FEMALE--
Tere bina aata nahin ek pal mujhe ab qaraar
--BOTH--
Hamdam mera mil gaya, ab hum na honge judaa - 2
--MALE--
Tumse milke
--FEMALE--
Tumse milke aisa laga
Tumse milke
--BOTH--
Armaan hue poore dil ke
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, ab hum na honge judaa
La la la la, la la la la la la la la
La la la la la la la la
I run over fields and woods all day.
Under the bed at night I sit not
alone.
My tongue hangs out, up and to the rear,
awaiting to be filled
in the morning.
What am I?
ntazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Meri Subahon Ko Teri Shaamon Ka
Meri Shaamon Ko Tere Vaadon Ka
Meri Raaton Ko Tere Khaabon Ka
Meri Neendon Ko Teri Baahon Ka
Mere Jazbon Ko Teri Chaahon Ka
Bahaki-Bahaki Si Kuchh Khataaon Ka
Khoobasoorat Se Kuchh Gunaahon Ka
Intezaar Intezaar Intezaar Intezaar
Apane Dilabar Ka Apane Hamadam Ka Apane Jaanam Ka Intezaar
Surkh Phoolon Se Mahaka Rasata Hai
Dil To Mera Magar Zard Patta Hai
Paas Aankhon Ke Sabz Manjar Hai
Dil Ka Mausam To Phir Bhi Banjar Hai
Mahaki-Mahaki Si Kuchh Hawaaon Ka
Bheegi-Bheegi Si Kuchh Ghataaon Ka
Intezaar Intezaar Intezaar Intezaar
Apane Baadal Ka Apani Baarish Ka Apane Saawan Ka Intezaar
Apani Dhadakan Ka Apani Saanson Ka Apane Jeene Ka Intezaar
Koi Badali Kabhi Is Tarah Aayegi
Pyaas Sadiyon Ki Pal Men Bujh Jaayegi
Tujhako Lauta Ke Meri Aagosh Men
Dekhana Vaqt Ki Nabz Tham Jaaegi
Aisa Hone Ke Kuchh Duaaon Ka
Umr Bhar Jo Milen Un Panaahon Ka
Intezaar Intezaar Intezaar Intezaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intezaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intezaar
Intezaar Intezaar Intezaar Intezaar
mere dil ka vo shehzada mera dilbar mera premi
kabhi na kabhi toh ayega vo kabhi na kabhi main banungi uski
ho duniya main vo sabse pyara
meri kismat ka vo taala…mere dil ka………
paramjeet
ek ajanabii, hasiinaa se, yuun mulaakaat, ho gaii
phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho gaii
ek ajanabii ...
vo achaanak aa gaii, yuun nazar ke saamane
jaise nikal aayaa ghataa se chaand
chehare pe zulfen, bikharii huii thiin
din mein raat ho gaii
ek ajanabii ...
jaan-e-man jaan-e-jigar, hotaa main shaayar agar
kahataa gazal terii adaaon par
main ne ye kahaa to, mujhase kafaa vo
jaan-e-hayaat ho gaii
ek ajanabii ...
khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye
saarii umar mujhako rahegaa yaad
main akelaa thaa magar, ban gaii vo hamasafar
vo mere saath ho gaii
ek ajanabii ...
http://www.youtube.com/watch?v=tvv5g4YOt-k
Paayaliya, oh ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
–CHORUS–
(Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve) – 2
–MALE–
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, o rabba ho
–FEMALE–
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho
“Chudi”
rote hue aate hai sab, hasta hua jo jayega
vo mukaddar ka sikander, janeman kehlayega
Hamne tumko dekha, tumne hamko dekha aisey
hum tum sanam, saathon janam
miltey rahey ho jaisey
Oho hamney tumko dekha
Ankhon ka rahey rahey ke milna, milke jhook jana
kar dehti hai yehi adayen dil ko diwana
hua yun saamna, pada dil thamna
oho hamne tumko dekha, tumne humko dekha aisey
Bastey bastey bas jayegi is dil ki basti
tab hi jeevan me ayegi pyar bhari masti
hamari dastaan kahega yeh jahan
Oho hamne tumko dekha, tumne humko dekha aisey
hum tum sanam, saathon janam, miltey rahey ho jaisey
la la la la la la
gairon pe karam, apano pe sitam
ae jaan-e-wafa, ye zulm na kar
rahene de abhi thoda sa bharam
ae jaan-e-wafa, ye zulm na kar
[ watch this song here:]
http://www.youtube.com/watch?v=ZZWYeGtfehc
Rang aur noor ki baarat kise pesh karu
yeh murado ki hasin raat kise pesh karu
on their head
Kahin kahin se har chehra – 2
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhool na paayenge hum
Aisa lagta hai, aisa lagta hai
Oh ho, oh oh, oh ho ho ho, oh
ronak