it gets wet…….
Shaurya Kya Hai
Thartharati Is Dharti Ko Raungati Faujiyo Ki Ik Paltan Ka Shor
Ya Sehame Se Aasman Ko Chirata Huwa, Banduko Ki Salaami Ka Shor
Shaurya Kya Hai, Hari Wardi Par Chamakate Huye Chand Pital Ki Sitare
Ya Sarhad Ka Naam Dekar Andekhi Kuchh Lakiro Ki Numaish
next from AA aab laut chale
Aa Ab Laut Chale
nain Bichhaye, Baahen Pasaare, Tuz Ko Pukaare Desh Teraa
sahaj Hain Seedhee Raah Pe Chalanaa, Dekh Ke Ulazan Bach Ke Nikalanaa
koee Ye Chaahe Maane Naa Maane, Bahot Hain Mushkil Gir Ke Sanbhalanaa
aankh Humaaree Manjil Par Hain, Dil Mein Khushee Kee Mast Lahar Hain
laakh Lubhaaye Mahal Paraaye, Apanaa Ghar Fir Apanaa Ghar Hain
hum pyaar karanewaale duniya se na daranewaale - 2
duniya se na daranewaale
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2
hum pyaar karanewaale duniya se na daranewaale
duniya se na daranewaale
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2
"Dil toh pagal hai"
it should be love songs den no matter it is ghazal or folk………u can post any love song
naam kya hai pyar ka mara
ghar ka pata do dil hai tumhara
kya karte ho tumse pyar
iska natija kuch ho yaar
raj
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya
Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya
Teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya
Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya
Sach to ye hai sanam
Hai ye tere karam
Hosh saara ganwaake deewaani chali
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Sach kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal
Sach kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal
Sapne sajne lage
Saaz bajne lage
Badla mausam hava jo suhaani chali
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa
rahaa gardishon mein haradam mere ishk kaa sitaaraa
kabhee dagamagaayee kashtee,
kabhee kho gayaa kinaaraa
next
dilbar
ruk jaa o dil deewane, puchu toh main zara
ladki hai ya hai jadu, khushbu hai yaa nasha
paas vo aaye toh, chuke main dekhu zara
ruk jaa
Pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
pyar ko ho jane do
pyr me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nah
Pyar ke beech mein hum nhee aayenge
jis taraf le chala dil chalay jayenge
chein sa aa gia yun laga dil gea
abhi na gea to phir kabhi nhe kabhi nhe
Pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahe
Mujh ko ankho se dil me utar jane do
kuch biger jane do kuch sanvr jane do
ek bahana banay ek fasana banay
abhi na banaa to phir kabhi nahi kabhi nahi
pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
Aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein
baaten reh jayengi yad hee yad mein
jo kabhi nhee kahaa jo kabhi nhe kiiya
Abhi na kiiya to phir kabhi nhe kabhi nhe
pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
lalallla....la..lllaaa...hmm hummmm
......hmmm
Madhuri
Jhanak Jhanak Jhan
Khanak Khanak Khan
Jhanak Jhanak Khanak Khanak Khan Khan
Mera Jhumka Utha Ke Laaya Yaar Ve
Jo Gira Tha Barielly Ke Bazaar Mein
Main To Thumka Laga Ke Sharma Gayi
Boli Ghoom Kar Bata De Ke Main Aa Gayi
Mujhko Nacha Ke Nach Le
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhankaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Sub Ko Bhula Ke Nach Le
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhankaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jamke Bula Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhatt Se Utha Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Chhatt Pe Bula Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhat Se Bula Kar Nachle
Maine Galti Kari Thi
Meri Nathni Padhi Thi
Hmmm…Aaa…
Maine Galti Kari Thi
Meri Nathni Padhi Thi
Ki Sone Mai Usko Ranga Gayi
Mere Rangaa Ke Atariyaa Pe Aa Gayi
Mauhalle Mien Kaisi Maar-A-Maar Hai
Bole Mochi Bhi Khud Ko Sunaar Hai
Sabko Nacha Ke Nachle
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhankaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Sub Ko Bhula Ke Nach Le
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhanakaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Mai Toh Kamsin Kali Thi Zara Tanke Chali Thi Haye…
Ho…Mai Toh Kamsin Kali Thi Zara Tanke Chali Thi
Aage Jaake Chane Pe Balkha Gaayi
Koi Jaane Jawaani Kab Aa Gayi
Mere Sadke Zamane Ki Kamayi Re
Mujhe Deta Udhari Halwai Re
Sabko Nacha Ke Nachle
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhankaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Sub Ko Bhula Ke Nach Le
Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Jhanak Jhanak Jhanakaar
Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le
Ab To Lutaa Hai Bazaar
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jamke Bula Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhatt Se Utha Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Chhatt Pe Bula Ke Nachle
Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhat Se Bula Kar Nachle
hasta hua noorani cehra
kali zulfein rang sunehra
teri jawani tauba tauba re
dilruba…dilruba
kartik
Jahan Chaar Yaar Mil Jaayen Wahin Raat Ho Gulzar
Mehfil Rangeen Jame Dhoom Mache Daur Chale
Mast Mast Nazar Dekhe Naye Chamatkar
Jahan Chaar Yaar…
its from sonu nigams album
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Dil mein hain betabiyan neend udne lagi
Tere khayalon se hi aankh judne lagi
Har pal tumko dekha maine
Kehti hain meri nazar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Sasoon mein basne lagi jabse tu ho jaane jaan
Apna sa lagne laga mujhko saara jahan
Mehka mehka lagta mujhko
Khushiyo se dil ka nagar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Rabba Mere Ishq Kisi Ko
Aise Na Tadpaye… Hoy
Dil Ki Baat Rahe Is Dil Mein,
Hothon Tak Na Aaye,
Na Aaye…
Tujhe Yaad Na Meri Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna
Tujhe Yaad Na Meri Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna
Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayee
Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna
Tujhe Yaad Na Meri Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna
Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayee
Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna
Tujhe Yaad Na Meri Aayee
Kisi Se Ab Kya Kehna… 2
mera dil……..
sashi kapoor & nitu singh (Deewar)
kah doo tumhe yaa choop rahoo, dil mein mere aaj kyaa hai
jo boloe to jaanoo, guru tumakoe maanoo
chalo ye bhee waadaa hai
sochaa hain tumane ke chalate hee jaaye
taaron se aage koee duniyaan basaaye
sochaa hain ke tumhe rastaa bhoolaaye
sunee jagah pe kaee chhede, daraye
are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........
sochaa hain tumane ke kuchh gunaganaaye
mastee mein zoomei jaraa, dhoomei machaaye
sochaa hain ye ke tumhe najadeek laaye
fulon se hothhon kee laalee churaye
are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........
purnima der is nthng in ur post…it ok ill continue
Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Jaane Ke Baad
Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...
Jo Anjaan Pal, Dhal Gaye Kal, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun Woh Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Toote Re Hai Re Sapno Ke Mahal
Na Jaane Kyun ...
Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi Hai Dagar
Kahan Gayi Shaamein, Madhbhari
Woh Mere, Mere Woh Din Gaye Kidhar
Na Jaane Kyun ...
yuhi hee tum muz se baat karatee ho,
yaa koee pyaar kaa iraadaa hai
adaye dil kee jaanataa hee nahee,
meraa humadam bhee kitanaa saadaa hai