Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 721 through 740 (of 2,110 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55133
    vaibhavi
    Participant

    teraa saath hain to, muze kyaa kamee hain

    andhero se bhee, mil rahee roshanee hain

    kuchh bhee naheen hain to, koee gam naheen hain

    hye yek bebasee, ban gayee chaandanee hain

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #52967
    vaibhavi
    Participant


    Chup chup
    khade ho zaroor koi baat hai -2

    Pehli mulaqaat hai yeh pehli mulaqaat hai -2

    Chup chup khade ho..

    (Saajan ki baat par gussaa jo aa gayaa

    Zulfon ka baadal, (Gaalon pe chha gayaa) -2 )-2

    Abhi abhi din thaa abhi abhi raat hai -2

    Pehli mulaqaat hai..

    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69771
    vaibhavi
    Participant

    (Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai
    Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai
    Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai) (2)

    Kishore:
    Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai
    Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai
    Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai
    Jaane Mile Ya Na Mile Phir Aisi Tanhaayi
    Dil Ki Lagi Le Ne Lagi Seene Mein Angdaayi

    Lata:
    Ho Mujhko Chhupa Le Dil Mein Basaa Le
    Dekh Bura Yeh Zamana Hai

    Kishore:
    Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai
    Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai

    Lata:
    Ho Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai

    Kishore:
    Kya Zindagi Kat Jaayegi Bas Teri Yaadon Mein
    Yeh Raat Bhi Dhal Jaayegi Kya Yoon Hi Waado Mein

    Lata:
    Ho Armaan Nikle Ya Jaan Nikle Pyaar Mera Deewana Hai Hmm

    Kishore:
    Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai
    Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai

    Lata:
    Ho Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai

    Mere Badan Mein Oh Sajan Jaagi Ek Chingaari
    Toot Jaayegi Jal Jaayegi Iss Mein Duniya Saari

    Kishore:
    Iss Ko Bujha De Shola Banaa De Kehta Yeh Parwana Hai Hmm

    Lata:
    Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai
    Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai

    Both:
    Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai
    Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm
    Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai

    "C"

    in reply to: Solve "d" Riddle….If u can… #69220
    vaibhavi
    Participant

    first he takes the chicken,

    then he comes back for the fox,

    then he
    takes chicken back with him,

    drops the chicken off and takes the corn.

    Last he rows back for the chicken and all things are on the other side
    of the river safetly.

    in reply to: Finish this song….. #27679
    vaibhavi
    Participant

    likha hai teri aankhon mein, kisaka afasana – 2
    agar ise samajh sako, mujhe bhi samjhana

    likha hai teri aankhon mein, kiska afasana …

    “Afsana”

    in reply to: THIS OR THAT #43754
    vaibhavi
    Participant

    ill walk in quitely and observe for a few moments

    in reply to: FIRST THING GAME #37702
    vaibhavi
    Participant

    cards

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16584
    vaibhavi
    Participant

    resham si hai yeh hawain sanam

    aao zara pass aaye sanam

    jage jage arman hai jage jage hum

    ooooo

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #20352
    vaibhavi
    Participant

    parabat ke pitche, chambe daa gaanv

    gaanv mein do premi rahate hain

    hum to nahin vo deewane jinako

    deewana log kahate hain

    “Gazab”

    in reply to: Pure Love Songs #70283
    vaibhavi
    Participant
    Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
    Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
    Chun liya
    Maine Sun liya

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar
    Tu hi bata

    Pehla nasha
    Pehla khumaar

    Udta hi firoon in hawaon mein kahin
    Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
    Udta hi firoon in hawaon mein kahin
    Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
    Ek kar doon aasmaan zameen
    Kaho yaaron kya karoon kya nahin

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar
    Tu hi bata

    Pehla nasha
    Pehla khumaar

    Usne baat ki kuchh aise dhang se
    Sapne de gaya vo hazaaron range ke
    Usne baat ki kuchh aise dhang se
    Sapne de gaya vo hazaaron range ke
    Reh jaoon jaise main haar ke
    Aur choome vo mujhe pyaar se

    Pehla nasha
    Pehla khumaar
    Naya pyaar hai naya intezaar
    Kar loon main kya apna haal
    Aye dil-e-bekaraar
    Mere dil-e-bekaraar

    in reply to: Chain Chain #62297
    vaibhavi
    Participant

    sunil dutt & Sadhana [Mera Saaya]

    jhoomka gira re
    haai
    jhoomka gira re bareli ke bazaar mein
    jhoomka gira jhoomka gira jhoomka gira
    haai haai haai jhoomka gira re....

    saiyya aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori - 2
    bole jhumka main pehna doon, aaja baanki chhori
    main boli na na na baba, na kar jora jori
    laakh manaya, saiyya ne kalaiyya naahi chhodi
    haai kalaiyya naahi chhodi
    Phir kya huaan
    phir? phir jhoomka gira re ham donon ki takraar mein
    jhoomka gira re....

    ghar ki chhat par main khadi, gali mein dilbar jaani - 2
    hanske bole niche aa, ab niche aa deewani
    yah anguthi de, apni yah chhalla de nishani
    ghar ki chhat pe khadi khadi mai hui sharam se paani
    phir kya huaan
    daiyya phir jhumka gira re ham donon ke iss pyar mein
    jhumka gira re...

    bagiyaan mein balmaan ne meri lat ulti suljhaai - 2
    thaamke aanchal bole, gori tu mere mann bhai
    aankh jhukake kuchh na boli
    kuchh na boli haai, haai haai
    aankh jhukake kuchh na boli, dheere se muskaai
    saiyya ne jab chhoda mujhko ho gayi hathapaayi
    haai ho gayi haathapaayi
    arey phir kya huaan
    phir jhoomka gira re main kya bolu bekar mein
    jhoomka gira re....

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #52962
    vaibhavi
    Participant

    vo bhuli dastan jo fir yaad aa gayi

    nazar k saamne ghata si cha gai

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #55128
    vaibhavi
    Participant

    ye duniyaan, ye mahafil  mere kaam kee naheen

    kis ko sunaaoo haal dila-ye-bekaraar kaa
    buzataa huaa charaag hoo apane majaar kaa
    aye kaash bhool jaaoo, magar bhoolataa nahee
    kis dhoom se uthhaa thaa, janaajaa bahaar kaa
    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69764
    vaibhavi
    Participant
    Samaa hai suhaana suhaana
    Nashe main jahaan hai
    Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
    Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
    Hm mm mm, hmm mm mm
    Samaa hai suhaana suhaana

    Hm mm mm, hmm mm, hm mm mm, hm mm mm
    Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
    Hm mm mm
    Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
    Ho raha hai asar ke jisko dil jaane
    Dekho yeh dil ki ajab dastaan hai
    Nazar bolti hai, dil bezubaan hai
    Hm mm mm, hmm mm mm
    Samaa hai suhaana suhaana

    Ho gaya milan dilon ka mastaana
    Hm mm mm
    Ho gaya milan dilon ka mastaana
    Ho gaya hai koi kisi ka deewana
    Jahaan dilruba hai, dil bhi wahaan hai
    Jise pyaar kahiye, wahi darmiyaan hai
    Hm mm mm, hmm mm mm
    Samaa hai suhaana suhaana
    Nashe main jahaan hai
    Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
    Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
    Hm mm mm..

    "T"

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16582
    vaibhavi
    Participant

    neele neele ambar par chand jab aaye

    pyar barsaye humko tarsaye

    aisa koi sathi ho, aisa koi premi ho

    pyas dil ki bujhe jaye

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #20350
    vaibhavi
    Participant

    meri soni meri tammana juth nahi hai mera pyar

    deewane se ho gai galti jaane do yaar

    i love u……i love u…..

    next:

    Kya hua

    in reply to: Another song from same movie #27311
    vaibhavi
    Participant

    badi mushkil hai khoya mera dil hai

    koi use dhund ke laye na

    jaake kaha main rapat likhau koi batlaye na

    main rou ya hasu…karu main kya karu

    next from Major saab

    Kehta Hai Pal Pal Tumse
    Ho Ke Dil Ye Deewana
    Kehta Hai Pal Pal Tumse
    Ho Ke Dil Ye Deewana

    Ek Pal Bhi Jaane Jaana
    Mujhse Door Nahin Jana
    Pyaar Kiya To Nibhana
    Pyaar Kiya To Nibhana
    Pyaar Kiya To Nibhana
    Pyaar Kiya To Nibhana
    in reply to: Finish this song….. #27677
    vaibhavi
    Participant


    Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale

    Phirta hai kab se yeh dil sambhaale

    Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain

    Pal pal bhikre hain kitne ujaale

    Kya karoon kya sochta hai chain dil ka dhoondta hai

    Apni kismat ko jagaale beech ka parda uthaale aazmaale

    Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale

    Phirta hai kab se yeh dil sambhaale

    Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain

    Pal pal bhikre hain kitne ujaale

    “Jaiye”

    in reply to: Chain Chain #62293
    vaibhavi
    Participant

    Hema malini & Dev anand

    lata: o o mere raja, khafa na hona

    der se aayee, door se aai

    majaboori thi phir bhi maine

    vaada to nibhaayaa, vaada to nibhaaya

    kishor: o o meri rani, samajh gaya main

    vahi puraanaa, tera bahaana

    der se aana aur ye kahana

    vaada to nibhaayaa, vaada to nibhaaya

    in reply to: Songs in Alphabetical Order #69759
    vaibhavi
    Participant

    here i go purnima

    Maahi ve, mohabbataan sachiyaane - 2
    Mangda naseeba kuch aur hai
    Kismat de maare assi ki kariye - 2
    Kismat de maare o assi ki kariye
    Kismat pe kis ka zor hai
    Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
    (Ek taraf ishq hai tanha tanha
    Ek taraf husn hai ruswa ruswa) - 2

    Dono bebas hue hain
    Kuch aise kare to kisse kare hum shikwa

    Maahi ve
    Maahi ve, shikaetaan sachiyaane
    Mangda naseeba kuch aur hai
    Maahi ve, mohabbataan sachiyaane
    Mangda naseeba kuch aur hai

    Maahi ve, maahi ve, ve

    (Dil na toote, khuda ka yeh ghar hai
    Tere sajde mein mera yeh sar hai) - 2

    Maut se darr nahin lagta mujhko
    Sirf tumse judaai ka darr hai

    Maahi ve
    Maahi ve, aeneetaan sachiyaane
    Mangda naseeba kuch aur hai
    O maahi ve, mohabbataan sachiya ne
    Mangda naseeba kuch aur hai
    Kismat de maare assi ki kariye
    Kismat de maare o assi ki kariye
    Kismat de maare assi ki kariye
    Kismat pe kis ka zor hai

    Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
    Maahi ve, maahi ve, maahi ve, maahi ve, maahi ve

Viewing 20 posts - 721 through 740 (of 2,110 total)