diamond
Aaj Hamaare Dil Mein Ajab Yeh Uljhan Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan Hai
Hum Kuchh Aaj Sunayen, Yeh Unka Bhi Man Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan Hai...
Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %
Kishor : Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo U.De Hai Teraa Aa.Nchal
Aashaa : Chho.Do, Chho.Do, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal
Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai,
Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa
Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : ##Hmm Hmm,## Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %
Kishor : Pagalii!
Aashaa : A!
Kishor : Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste Me.N Gaye Mil Kyo.N?
Aashaa : Pagale!
Kishor : Ha.N?
Aashaa : Pagale!
Kishor : E?!
Aashaa : Terii Baato.N Baato.N Me.N Dha.Dakataa Hai Dil Kyo.N ?
Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa
Aashaa : Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %
Aashaa : Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere Sa.Ng Yuu.Nhii
Dil Bahalaaye.N Kyaa?
Kishor : Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho
Bataae.N Kyaa ?
Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa
Aashaa : Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ?
Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa
leena o leena , dil tune chena
sare sehar nahin tujhsi koi hasena
Patthar Ke Sanam
Tujhe Humne Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badhi Bhool Hui Arey Humne
Yeh Kya Samjha Yeh Kya Jaana
Pathar Ke Sanam
next:
Mohabbat
yeh sama sama hai yeh pyar ka
kisi k intezar ka, dil na churale kahi mera
mausam bahar ka
Main Chali Main Chali, Dekho Pyaar Ki Gali
koi Roke Na Mujhe, Main Chali Main Chali
na Na Na Meri Jaan, Dekho Jaana Na Vahaan
koi Pyaar Ka Luteraa, Loote Na Meri Jaan
main Chali Main Chali …
ye Fiza Ye Havaa, Ye Nazaare Ye Sama
ab Pyaar Na Hua To Phir Kab Hoga
koi Khel To Naheen, Ye Hai Pyaar Meri Jaan
tujhe Pata Bhi Na Chalega Ye Jab Hoga
main Chali Main Chali …
kaheen Aankh Na Mili, Kaheen Dil Na Laga
to Pyaar Ka Zamaana Kis Kaam Aaya
to Ye Rut Ye Ghata Bolo Sochegi Kya
main Chali Main Chali …
i would lik to hav 3 bedrooms all with different colours
same q??
not tasted
Fruit Salad??
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2
(So gayi hai saari manzile, O saari manzile,
So gaya hai rasta,
So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2
(Raat aayi tho woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye so gaye,
Raat aayi tho hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye) - 2
Is gali us gali, is nagar us nagar,
Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar,
O, So gayi hai saari manzile,
O, Sari manzile,
So gaya hai rasta,
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2
Kuch meri suno, kuch anpi kaho,
ho paas tho aise, chup naa raho,
hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain
aazaad bhi hai, majboor bhi hain
Kyun pyaar ka mausam beet gaya
Kyun humse jamana jeet gaya
Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain
Jindagi dur tak ab andhere mein hain
Andhere mein hain, andhere mein hain,
O So gayi hain saari manzile,
O sari manzile, so gaya hai rasta,
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2
next : Tridev
Yuck
Plain cheeze tost sandwich
Joy
Ghar se nikal te hi, kuch dur chalte hi
raste main hai uska ghar
kal subah dekha toh baal banati voh
khidki se aayi nazar
yumm
mixed fruit jam???
babies
mere rang main rangne wali
pari ho ya ho pariyon ki rani
ya ho meri prem kahani
mere sawalon ka jawab do
do naaaaa
aaj bichhade hain, kal kaa dar bhee naheen
jindagee itanee mukhtasar bhee naheen
jakhm dikhate naheen abhee lekeen
thhande honge to dard nikalegaa
ayesh utaregaa wakt kaa jab bhee
cheharaa andar se jard nikalegaa
Shola jo bhadhke dil mera dhadhke -2
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Shola jo bhadhke dil mera dhadhke
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Lata:
(Maheki hawaayein baheke qadam mere
Aise mein thaam lo aa ke balam mere) -2
Patta bhi khadke to bijli si kadke -2
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Shola jo bhadhke dil mera dhadhke
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Chitalkar:
(Pyaar ko mere kisne pukaara
Dil mein utar gaya kiska ishaara) -2
Yaad ye kiski laayi pakad ke -2
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Shola jo bhadhke dil mera dhadhke
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Lata+Chitalkar:
(Dekha jo tumko dard huwa kam
Ab to na honge tumse juda ham) -2
Jee na sakenge tumse bichhad ke -2
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
Chitalkar: Shola jo bhadhke dil mera dhadhke
Dard jawaani ka sataaye badhh-badhh ke
next: mana
Bichhde abhi to ham bas kal parson
Jioongi main kaise, is haal mein barson
Maut na aayi teri yaad kyon aayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Ek to sajan mere paas nahin re
Duje milan di koi aas nahin re -2
Uspe yeh sawan aaya -2
Aag lagaayi, hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Toote zamaane tere haath nigode, haath nigode
Dil se dilon ke tune sheeshe tode, sheeshe tode
Hijr ki oonchi, hijr ki oonchi deevaar banaayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Baag ujad gaye, baag ujad gaye khilne se pehle
Panchhi bichhad gaye milne se pehle -2
Koyal ki kook, koyal ki kook ne hook uthaayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan, duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Jism Damakta Jaadoo Jaadoo
Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo
Saasein Hamari Mehki Mehki
Nazren Tumhari Behki Behki
Tumhara Badan Hai Jaise Chaman
Hosh Uda De Yeh Nazare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Koi Nasha Hai Chalka Chalka
Hosh Bacha Hai Halka Halka
Hum Hai Jaise Khoye Khoye
Jage Lekin Soye Soye
Machalti Raho Pigalti Raho
Baahon Ke Ghere Mein Humare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare