religions
chal baandh le pairon mechal baandh le pairon mein ghungharu
ishq ishq ishq o tera ishq
pyaar hamein pyaar tum kitana karate ho he he he o ho ho
yaar mere yaar hamape kitana marate ho he he he o ho ho
he bol raha teri aankh ka kaajal dil hai mera tere ishq mein paagal
aur jyaada main kya boloon re
ho pyaar hamein pyaar …
shaava
main tere husn ka mastaana he teri is chaal pe mar jaana he
nasha tujhe sau botal ka teri masti ka main pyaasa
hai mere peechhe ye saara jamaana daal na mujhape tu aise daana
dekho ji dekho tum yoon na bahako hosh mein a jaao
o pahale nach kudiye mere naal
o pyaar hamein pyaar …
hadippa
o balle balle o shaava shaava
samajhati hoon main dilajaani he teri neeyat mein beeemaani he
bana ke jhoothe afasaane chhed na mujhako deevaane
hai tere dam se ye meri kahaani tere siva kya ye zindagaani
tu jo kahe to tujhape ai jaanaan jaan luta doon main
o pahale nach maahiya mere naal nach soneya mere naal
ho pyaar hamein pyaar …
yaar mere yaar hamape itana marate ho o ho ho a ha ha
o soniye maar suteya
next:
Ram Lakhan
Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...
Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
Ise Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
Yeh Zid Chodo, Bandhan Yuh Na Todo
Har Pal Ek Darpan Hai
Yeh Jeevan Hai...
Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dwar Se
Saason Ki Dor Bandhi Hai, Preetam Ke Pyar Se
Duniya Choote, Par Na Toote, Yeh Aisa Bandhan Hai
Yeh Jeevan Hai...
Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...
hi mamatha its n alphabatical order…u shld start wd letter “O”
Gore Gore O Baanke Chore Kabhi Meri Gali Aaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
Gore Gore O Baanke Chore Kabhi Meri Gali Aaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
Roz Roz Mulaqaat Acchi Nahin Pyar Mein Aisi Baat Acchi Nahin,
Thoda Thoda Mihrna Thodi Si Judaai Sada Chaandni Raat Acchi Nahin.
Chhodo Chhodo Jiya Na Thodo Kisi Aur Ko Jalaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
names
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin, Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Yaaron Ka Chalan Hao Ghulami Dete Hain Haseeno Ko Salaami (2)
Gussa Na Kijiye Jaane Bhi Dijiye Bandagi To Bandagi To Lijiye Sahaab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin, Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin.
Toota Phoota Dil Yeh Hamara Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara (2)
Idhar Dekhiye Nazar Phenkiye Dil Lagi Na Dil Lagi Na Kijiye Sahab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Masha Allah Kehna To Maana Ban Gaya Bigda Zamana (2)
Tumko Hasa Diya Pyaar Sikha Diya(2)
Shukriya To Shukriya To Kijiye Sahaab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Hai Wallah Jawab Tumhara Nahin Hai
Hai Wallah Jawab Tumhara Nahin Hai
next: Shri 420
can u give ne clue plz
Na Tu Zameen Ke Liye
Hai Na Aasman Ke Liye
Tera Wajood Hai
Tera Wajood Hai
Ab Daastan Ke Liye
Palat Ke Sou-e-Chuman
Dekhne se kya hoga
Woh Shaakh hi naa rahi
Jo thi aashiaana Ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye
Garaz Parast Jahan Mein
Wafa talash na kar
Yeh Sheh bani thi kisi
Doosere Jahaan ke liye
Tera wajood hai
Tera Wajood hai
ab Daastan ke liye
Na Tu zameen ke liye
Hai Na Aasman Ke Liye...
Waada raha sanam, honge judaa na hum
Chaahe na chaahe zamaana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana - 2
--MALE--
Waada raha sanam, honge judaa na hum
Chaahe na chaahe zamaana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana - 2
--FEMALE--
(In vaadiyon mein yunhi milte rahenge
Dil mein vafa ke diye jalte rahenge) - 2
Yeh maanga hai duaaon mein
Kami na ho vafaaon mein
Rahe teri nigaahon mein
Likho na yeh fizaaon mein o saajana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana - 2
--MALE--
(Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi) - 2
Dekho to kya nazaare hain
Tumhaari tarah pyaare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhaare hai o jaane jaan
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana - 2
--BOTH--
Waada raha sanam, honge judaa na hum
Chaahe na chaahe zamaana
Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana - 2
Hm hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm - 2
bye bye
bye bye
bye bye miss good night
kal phir milenge
rangeela din beeta rangeeli raat aayi
bye bye miss good night
kal phir milenge
tu kis qadar khoobsurat hai geeta
tujhase magar khoobasuurat hai seeta
( reeta tu bhi kuch kam nahi
neeta tujh mein dam nahi ) -2
aankhon pe kaisi ye masti si chhaai chhaai chhaai
haay
( bye bye mis good night
kal phir milenge ) -2
bachapan se dil hai mera aashiqaana
ye ishq hai zindagi ka bahaana
( ji na laga mera jhoolon mein
main na soya kabhi phoolon mein ) -2
zulfon ke saaye meri neend aai aai aai
( bye bye mis good night
kal phir milenge ) -2
har ek haseen ka qadardaan hoon main
har dil mein ik raat mehmaan hoon main
( na to main harjaai hoon
na hi main saudaai hoon ) -2
jhoothi qasam na kabhi maine khaai khaai khaai
bye bye mis good night
kal phir milenge
rangeela din beeta rangeeli raat aai
( bye bye mis good night
kal phir milenge ) -2
bye bye
bye bye
bye bye
next: Yaarana
patience
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Pehle To Maein Shaayar Tha Aashiq Banaya Aapne
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar
Rehne de abhi thoda sa bharam,
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam ...
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
(thode se ham, thode se tum ) -2
donon ajnabee, ho
Hum Aapke Hain Kaun
Bechain Hai, Meri Nazar
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar
Na Chup Raho, Itna Kaho
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun
Khud Ko Sanam, Roka Bada
Aakhir Mujhe, Kehna Pada
Khwaabon Mein Tum, Aate Ho Kyon
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun
Bechain Hai, Meri Nazar
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar
Hain Hosh Gum, Poocho Na Tum
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun
Kaise Kahun, Dil Ki Lagi
Chehra Mera, Padh Lo Kabhi
Yeh Sharm Ki, Surkhi Kahe
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun .
Mere Dil Ka Tumse Yeh Kehna
Bas Mere Hi Rehna
Nahi To Samjhe
Mere Dil Ka Tumse Yeh Kehna
Bas Mere Hi Rehna
Nahi To Samjhe
O Apni Ho Yeh Dastan
Banke Rahe Hum Yahan
Do Jism Aur Ek Jaan
Samjho Jo Kehti Hoon
Mere Dil Ka Tumse Yeh Kehna
Bas Mere Hi Rehna
Nahi To Samjhe
Mere Dil Ka Tumse Yeh Kehna
Bas Mere Hi Rehna
Nahi To Samjhe
next: Apni
Lakhon Hein Nigaah Mein,
Zindagi Ki Raah Mein,
Sanam Haseen Jawan,
Hoton Pe Gulaab Hai,
Aankhon Mein Sharab Hai,
Lekin Voh Baath Kahan..?
Lat Hai Kisi Ki Jaadu Kaa Jaal,
Rang Dale Dil Pe Kisi Ka Jamaal,
Touba Yeh Nigaahen Ke Rok Thi Hai Raahen, (2)
Dekho Le Le Ke Teerkaman.. Oye..
Lakhon Hein Nigaah Mein,
Zindagi Ki Raah Mein,
Sanam Haseen Jawan,
Hoton Pe Gulaab Hai,
Aankhon Mein Sharab Hai,
Lekin Voh Baath Kahan..?
Jaanu Na Diwana Mein Dil Ka,
Kaun Hai Khayalon Ki Malika,
Bheegi Bheegi Rut Ki Chavun Tale,
Maan Lo Kahin Voh Aan Mile,
Kaise Pehechanu, Ke Naam Nahin Jaanu, (2)
Kise Dunden Mere Armaan.. Oye..
Lakhon Hein Nigaah Mein,
Zindagi Ki Raah Mein,
Sanam Haseen Jawan,
Hoton Pe Gulaab Hai,
Aankhon Mein Sharab Hai,
Lekin Voh Baath Kahan..?
Kabhi Kabhi Voh Ik Mahazabeen,
Dolti Hai Dil Ke Paas Kahin,
Hein Jo Yahi Baaten, Tho Hongi Mulaqaaten, (2)
Kabhi Yahan Nahin Tho Vahan.. Oye..
Lakhon Hein Nigaah Mein,
Zindagi Ki Raah Mein,
Sanam Haseen Jawan,
Hoton Pe Gulaab Hai,
Aankhon Mein Sharab Hai,
Lekin Voh Baath Kahan..?
kah doo tumhe yaa choop rahoo, dil mein mere aaj kyaa hai
jo boloe to jaanoo, guru tumakoe maanoo
chalo ye bhee waadaa hai
sochaa hain tumane ke chalate hee jaaye
taaron se aage koee duniyaan basaaye
sochaa hain ke tumhe rastaa bhoolaaye
sunee jagah pe kaee chhede, daraye
are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........
sochaa hain tumane ke kuchh gunaganaaye
mastee mein zoomei jaraa, dhoomei machaaye
sochaa hain ye ke tumhe najadeek laaye
fulon se hothhon kee laalee churaye
are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........
next:
chalti ka naam gadi
people
O mere sona re sona re sona re,
De dungi jaan juda mat hona re,
Maine tujhe zara der mein jana,
Huaa kusoor khafaa mat hona re -- (2)
O mere sona re sona re sona...
O meri bahon se nikal ke,
Tu agar mere raste se hat jayega,
To laharaake, ho balkhake,
Mera saaya tere tan se lipat jayega,
Chod ate hain kab ye armaan
Ki main bhii saath rahungi rahoge jahan,
O mere sona re sona re sona.
O miya hamse na chipao
Vo banaavat ki sari adayen liye,
Ki tum ispe ho itharaten,
Ki main pichhe hun sau iltizaan liye
Ji main khush hu mere sona
Jhooth hai kya, sach kahon naa
Ki main bhi saath rahungi rahoge jahan,
O mere sona re sona re sona.
O phir hamse na ulajh na
Nahin laat aur uljhan mein pad jayegi,
O pachataogi kuch aise
Ki ye suraki labon ki utar jayegi,
Ye sazaa tum bhool najana
Pyar ko thokar mat lagaana,
Ki chala jaunga phir main najaane kahan
O mere sona re sona re sona.
next: Carvan