kabhee aar, kabhee paar, laagaa teer-ye-najar
saiyyaa ghaayal kiyaa re, toone moraa jigar
kitanaa sanbhaalaa bairee, do nainon mein kho gayaa
dekhatee rah gayee main to, jiyaa teraa ho gayaa
dard milaa ye jeewan bhar kaa, maaraa ayesaa teer najar kaa
lootaa chain karaar
pahale milan mein ye to duniyaan kee reet hai
baat mein gussaa lekin dil hee dil mein pareet hai
man hee man mein laddoo foote, nainon mein fulazadeeyaan chhoote
hothhon par takaraar
Harsh
yeh jo mohabbat hai
yeh unka hai kaam
mehboob ka jo, bas lete hue naam
mar jaye mit jaye ho jaye badnaam
rehne do choodo bhi jane do yaar
hum na karenge pyar
zamaane ko ab tak nahi hai pataa
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...
dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
Pyar Se Kab Inkar Kiya
Bheegi Bheegi Raatein Meethi Meethi Baatein
Aur Maine Dil Ko Nisar Kiya
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
Roop tera mastanaa pyaar mera dewaana
Bhool kabhi humse na ho jaye
Raat nashilee mast shamma hai
Aaj nashe me sara jahan hai
Haay sharabi mausam behakaye
bahaar ban ke wo muskuraye, humaare gulashan mein
baad-ye-sabaa too naa aaye to kyaa
kaalee ghataa too naa chhaye to kyaa
next:
Badi
kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye
|
Teacher
i will help dem as much as possible
abt any extend it depends on situation
next:
at a job if someone is under-estimating u every now n den wat would u do
simply tolerate or vl take an action???
la: baahoN mein teri, masti ke ghere
ra: saaNsoN mein teri, Khushboo ke Dere
la: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
ra: saaNson mein teri, (Khushboo ke Dere) -2
la: masti ke gheroN mein ra: Khushaboo ke DeroN mein
both: ham khoye jaate hain..
ra: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
la: saaNson mein teri, (Khushboo ke Dere) -2
ra: masti ke gheroN mein la: Khushaboo ke DeroN mein
both: ham khoye jaate hain..
la: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
ra: KhvaaboN mein jisko, tanhaa javaani
barsoN se taqti thi, tu vahi hai
la: chhoone se jiske, seene mein meri
lau jaag sakti thi, tu vahi hai
ra: kuchh Khvaab mere, kuchh Khvaab tere
la: yuN milte jaate hain
dil khilte jaate hain, lab gun-gunaate hain
ra: saaNson mein teri, (Khushboo ke Dere) -2
la: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
ra: bikhraa ke zulfen, jhuk jaao mujhpe
milne do saayaa, tapte badan ko
la: maine hameshaa, teri amaanat
samjhaa hai apne, jaan aur tan ko
ra: tu saath mere, main saath tere
la: roohoN ke roohoN se
jismoN ke jismoN se, sadiyoN ke naate hain
ra: saaNson mein teri, (Khushboo ke Dere) -2
la: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
la: masti ke gheroN mein ra: Khushaboo ke DeroN mein
both: ham khoye jaate hain..
ra: saaNson mein teri, (Khushboo ke Dere) -2
la: baahoN mein teri, (masti ke ghere) -2
Jigar
Yaar bina chen kaha re
Pyar bina chen khana re
sona nahi chandi nahi yaar toh mila
aare pyar karle
u r rite…ill go wd u
ha hain dil jale ham manchale
sapanon ke peechhe jo chale
ha thode bure thode bhale
masti ke leke kaafile
chahat jawaan jawaan
dhoondhe yahaan wahaan
ke jaane jo dil ki apani zubaan
dil ka haal sune dil wala – 4
jaaye jidhar ko udhar ko he raste bane
ham to hawaon se paani se behte chale
yara rahe na kisiki bhi chahat koi
aaye jo dil mein zubaan se woh kehte chale
yeh dil jawaan jawaan manzil yahaan kahaan
ke jaane jo dil ki apani zubaan
dil ka haal sune dil wala – 4
next:
Bombay to Goa
Beach
had taken full wrd
din hain bahaar ke, tere mere ikaraar ke
dil ke sahaare aajaa pyaar kare
dushman hain pyaar ke jab laakhon gam sansaar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare
jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2
jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 3
pyar ke naye ho silsilay
jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2
pyar ke naye ho silsilay
resham se bhi najuk hain chahat ki dor
ishq pe chale na koi aashiqon ka zor
jab kabhi koi kab aa jaye tanha dil ke pass
de jaye ehsaason ko ek ajab si pyaas
jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2
pyar ke naye ho silsilay
abhi alawidaa mat kaho dosato
n jaane kahaa fir mulaakaat ho
beete huye lamahon kee kasak saath to hogee
khwaabon hee mein ho chaahe, mulaakaat to hogee
ye pyaar mein doobee huyee rangeen fajaayen
ye chehare, ye najare, ye jawaan rut ye hawaayen
hum jaaye kahee in kee mahak saath to hogee
foolon kee tarah dil mein basaaye huye rakhanaa
yaadon ke charaagon ko jalaaye huye rakhanaa
lanbaa hain safar is mein kahee raat to hogee
ye saath gujaare huye, lamahaata kee daulat
jajabaat kee daulat ye khayaalaat kee daulat
kuchh paas naa ho paas ye saugaat to hogee
next:
Sathiya
Taaron ka chamakta gehna ho - 2
Phoolon ki mahekti vaadi ho
Us ghar mein khush haali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mahekti vaadi ho
Us ghar mein khush haali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Yeh phool tumhaare zevar hai
Yeh chaand tumhaara aaina
Tum jab aise sharmaati ho
Dulhe ka dhadkta hai seena
Har aaina tumko dekhe
Tum to aisi shehzaadi ho
Us ghar mein khush haali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho