maang teri sajadu main
aaja bindiya laga du main
laal chunari odha du main
tujhe dulhan bana du main
haatho se tera shringaar karu
baaho mein bhar ke pyar karu
roop main sawaar du
aaj pehna du tujhe phoolon ka gehna
kaisa lagta hain acha lagta hain
pyar ka sapna sacha lagta hain
Baar Baar Dekho, Hazar Baar Dekho,
Ke Dekh Ne Ki Cheez Hai Hamari Dilruba,
Taali Ho.. (4)
Haan Ji Haan, Aur Bhi Honge Dil Daar Yahan,
Lakhon Dilon Ki Bahaar Yahan,
Par Yeh Baat Kahan,
Yeh-Bemisaal-Husn-Lajawab-Ye-Ada,
Taali Ho.. (4)
Bale Bale Ut Ke Mister Kyon Chale,
Pyar Pe Mere Kahun Kyon Jale,
Bait Bhi Javo Meherbaan,
Duva-Karo-Mile-Tumhein-Bhi-Aisa-Dilruba..
Taali Ho.. (4)
Dil Mila, Ek Jaan-e-mehefil Mila,
Yaar Jiraag-e-manzil Mila,
Yeh Na Pucho Ke Kahan,
Naya-Naya-Yeh-Aashiqui-Ka-Raaz-Hai-Mera..
Taali Ho.. (4)
Baar Baar Dekho, Hazar Baar Dekho,
Ke Dekh Ne Ki Cheez Hai Hamari Dilruba,
Taali Ho.. (4)
gajab kaa hain din socho jaraa, ye diwaanaapan dekho jaraa
tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se
dekh lo hum ko kareeb se, aaj hum mile hain naseeb se
ye pal fir kahaa aaur ye manjil fir kahaa
kyaa kahoo meraa jo haal hai, raat din tumhaaraa khayaal hai
fir bhee jaana-ye-jaan, main kahaa aaur tum kahaa
kal ke sapane, aaj bhee aanaa
pareetam ko bhee, saath mein laanaa
aaj bhee din hai, madhur suhaanaa
baaj rahee hai, man kee baasureeyaan
nainon ke tat pen, parem ke rath pen
laut ke ab to, aa jaa saawareeyaan
mai bhee sunaaoo, dil kaa taraanaa
zoomate baadal gaate zarane
aaj kisee ko dhoondh rahe hai
mai to ye jaanoo saare najaare
sajanaa tum hee ko dhoondh rahe hai
aaj muze bhee, daras dikhaanaa
meree nagareeyaan, aa mere rasiyaa
dagar dagar mai, aakhiyaan bichhaoo
dil mein bithhaa ke, nain milaa ke
janam janam kee pyaas buzaaoo
tohe sikhaaoo, pareet nibhaanaa
“Sham”
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana
Raahi Manva Dukh Ki Chinta Kyon Sataati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai
Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti Aati Hai Jaati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai...
Door Hai Manzil Door Sahi
Pyar Hamaara Kya Kam Hai
Pag Mein Kaante Laakh Sahi
Par Ye Sahaara Kya Kam Hai
Hamraah Tere Koi Apna To Hai
Ho O ..., Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti ...
ajay
ziddi
novels
--MALE--
(Kitna pyaara hai yeh chehra
Jispe hum marte hai) - 2
Yeh na jaane ke isse
Kitna pyaar karte hai
Kitna pyaara hai yeh chehra
Jispe hum marte hai
Kitna pyaara
--FEMALE--
Dard-o-gham milke sahenge yeh iraada kar le
Hum na tootenge kabhi aao yeh vaada kar le
(Hum bikhar jaane ke
Khayaal se bhi darrte hai) - 2
Kitna pyaara hai yeh chehra
Jispe hum marte hai
Kitna pyaara
--MALE--
Yeh safar pyaar ka hota hai bada hi mushkil
Girke jo sambhale ussi ko mile is mein manzil
(Raah kaisi bhi ho
Hum shauk se guzarte hai) - 2
--FEMALE--
Kitna pyaara hai yeh chehra
Jispe hum marte hai
Yeh na jaane ke isse
Kitna pyaar karte hai
next:
Rafooo Chakkar
dadhak dadhak(2x)
citi bujaye reeeeeeeee
dadhak dadhak(2x)
muje bulaye reeeeeeeeee
NEXT: E
it is an alphabatical order u shld start with “A”
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 3
Dil ho raha hai deewana, uspe tera muskuraana
Adaaon se dil ko churaana hai ladkiyon ki ada
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 2
Dil ho raha hai deewana, uspe tera muskuraana
Adaaon se dil ko churaana hai ladkiyon ki ada
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 2
(Jab teer nazar ke chalte hai
Yeh dil nishaane bante hai
Ab aaj yeh humne bhi jaana
Mushkil hai dil ka bach paana) - 2
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 2
(Yeh dil maange aur le le jaan
Jaaye to aashiq jaaye kahan
Yeh pyaar kare jab deewana
Ho mushkil dil ko samjhaana) - 2
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 2
Dil ho raha hai deewana, uspe tera muskuraana
Adaaon se dil ko churaana hai ladkiyon ki ada
Na na nana nana na na na, na na nana nana na na na - 4
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
hamein bhi apna deevaana bana do ya rasoolallaah
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
muhabbat gair se meri chuda do ya rasoolallaah
meri soyi hui qisamat jaga do ya rasoolallah
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
badi qisamat hamaari hai ke ummat mein tumhaari hai
bharosa deen-o-duniya mein tumhaara ya rasoolallaah
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
andheri qabr mein mujh ko akela chod jaayenge
vahaan ho fazl se tere ujaala ya rasoolallaah
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
kuda mujh ko madeene mein jo pahunchaaye to behatar hai
ke roze par hi de doon jaan ja kar ya rasoolallaah
zara chehare se kamali hata do ya rasoolallaah
Yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
Ho o o chedo tarane milan ke pyaare pyaare
Sang hamare
Baat Meri Suniye To Zara
Baat Meri Suniye To Zara
Meri Baat Sunke Bataiye Ke Iske Bare
Mein Hai Aap Ka Khayal Kya
Itna Kyon Guroor Aap Mein Hai
Itna Aap Mein Hai Naaz Kisliye
Bataiye Hai Kisne Yeh Sikhaya Aapko
Ke Jo Bhi Tumko Chahe Jo Bhi Tum Ko Pyaar Se
Mile Usi Se Tum Raho Khafa Khafa
Baat Meri Suniye To Zara
Aise Hum Nahi Hai Lekin Hum Agar Ho Aise Bhi To
Issmein Kya Hua
Kyon Na Ho Guror Humko Kyon Na Hum Ko Naaz Ho Ke
Hum Haseen Logo Ki Hi Thokaro Mein Hai Zamana
Jisko Dekhiye Humara Hai Deewana
Hum Kisi Ka Bhi Dil Tod De
Kisko Aadhe Raste Mein Chod De
To Usko Bhi Duniya Kehti Hai Ada
Hey Hey Hey Aap Ko Jawab Mil Gaya
Ho Ho Ho Kahiye Kaisa Aap Ko Laga
next:
Dil
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Ek Pal Bhi Jaane Jaana
Mujhse Door Nahin Jana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Raahi Hoon Albela Main Dil Ka Nahi Maila
Yaaron Kahate Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Baabu Kahate Hain Log Mujhe Chhaila
Roop Ki Shahazaadi Hai Yaaron Meri Laila
Yaaron Kahate Hain ...
Hardik
next movie plz……..
aatish