Chup Chup Khade Ho Zaroor Koi Baat Hai -2
pehli Mulaqaat Hai Yeh Pehli Mulaqaat Hai -2
chup Chup Khade Ho..
(Saajan Ki Baat Par Gussaa Jo Aa Gayaa
zulfon Ka Baadal, (Gaalon Pe Chha Gayaa) -2 )-2
abhi Abhi Din Thaa Abhi Abhi Raat Hai -2
pehli Mulaqaat Hai..
(Pehli Mulaqaat Mein Baat Aisi Ho Gayi
raja Bhi Kho Gayaa, (Rani Bhi Kho Gayi) -2 )-2
dono Ko Pataa Chalaa Maze Ki Yeh Baat Hai -2
pehli Mulaqaat Hai..
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum) - 2
(Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se) - 2
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye) - 2
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge) - 2
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Apni to jaise taise
|
umrao jaan
yummmm
Dried avla??
goals
To b loved n lost is better….
same q??
gir gaya jhumaka girane do
kho gai mundari khone do
ud gai chunari udane do
kaahe ka dar hai baali umar hai
chhodo bahaana na na
gir gaya jhumaka girane do
kho gai mundari khone do
ud gai chunari udane do
kaahe ka dar hai baali umar hai
are chhodo bahaana na na
gir gaya jhumaka girane do
aaja na na
aaja aaja aaja na na haan haan na na na na
poochhen ye sab mujhe aai kahaan se tu haseena
rang bhare honthon ka rang bhala kisane chheena
kahana chaman se phoolon ne mera roop churaake rakh liya
ui kya hua
chubh gaya kaanta chubhane do
khul gaya gajara khulane do
mit gaya kajara mitane do
kaahe ka dar hai baali umar hai
are chhodo bahaana oonhuun
gir gaya jhumaka
sharabati aankhon se do ghoonth peene do mujhako
reshami zulfon ke saaye mein jeene do mujhako
main maan jaati lekin dhadakate dil ne mana kar diya
haay haay kya hua
ho gai mushkil hone do
khil gaeen kaliyaan khilane do
a gaye bhanware aane do
kaahe ka dar hai baali umar hai
are chhodo bahaana na na
gir gaya jhumaka
aahista aahista chhedo dilon ki kahaani
kya karoon maane na meri jawaani deewaani
aise deewaane tum nahi the ye tumako kya ho gaya
gaya kya hua
chal gaya jaadu chalane do
are sudhabudha khoi khone do
a gaya koi aane do
kaahe ka dar hai baali umar hai
chhodo bahaana na na na
Puchchho Naa yaar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Puchchho Naa yaar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Puchchho Naa yaar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Tumpe to hum mar mite hai abhi se, jaane hamara aage kya hoga?
Puchchho Naa yaar kya hua?
Humko mil gai, duniya pyaar ki, maana ho gaye, tum mere apne.
Phir bhi ye sawaal, dil mein ye khayaal, naa ho ye kahin door ke sapne.
Ye abki baar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Tumpe to hum mar mite hai abhi se jaane hamara aage kya hoga?
Puchchho Naa yaar kya hua?
Apne paas kya? Armaa ke siwaa, youn to main tumhein aur kya dungi?
Jo bhi hai mera, main aur mera pyaar, tum par ek baar sab loota dungi.
Chahoge to main, dekhungi tumhein, keh doge to phir sar jhuka lungi.
Hai dildaar kya hua?Dil ka karaar kya hua?
Tumpe to hum mar mite hai abhi se jaane hamara aage kya hoga?
Puchchho Naa yaar kya hua?
Chhodo jaanejaa, tum bhi ho kaha, ghabraatein nahi, hum zamaane se,
Dekho to idhar, kiska hai jigar, uljhe aapke is deewaane se.
Uljhe hazaar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Apni khushi hogi, ye zindagi hogi, iske siwaa aur agge kya hoga.
Puchchho Naa yaar kya hua? Dil ka karaar kya hua?
Tumpe to hum mar mite hai abhi se jaane hamara aage kya hoga?
Puchchho Naa yaar kya hua?
Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.
Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,
Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,
Pagla Hai Koi Usko Bataana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...
Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,
Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,
Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,
Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...
Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,
Rabba Mere Mujhko Bachaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...
Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,
Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana .
Lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
Aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Shola Hai Yeh Tan Mera Are Dehko Tum Paas Na Aana
Shama Ke Jo Pass Aaya Are Jalta Hai WohiParwana
Oh Mere Deewano Baat Ko Samjho Door Se Dekho Mera Yeh Nazara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Bijli Banke Girti Hoon Main Nagin Banke Dasti Hoon
Cheene Hosh Jo Sab Ke Main Hi To Aisi Masti Hoon
Rang Jalka Doon Saas Mehka Doon Pal Mein Zadka Doon Main Yeh Dil Tumhara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
Aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
next
Bijli
left
Aur pyar ho gaya
yummyyyy
plain cheeze toast sanwitch ??
I’ll all right
I’ll all right
Tu hai to tedhi medhi rahein
Ulti pulti baatein
Seedhi lagti hai
Tu hai to jhoothe muthe vaadein
Dushman ke iraade
Sacche lagtein hain
Jo Dil mein taare vaare de jaga
Woh tu hi hai,Tu hi hai
Jo roote roote de hasa
Tu hi hai wohi
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Saari duniya Ek taraf hai
Ek taraf hai hum
Har Khushi to door bhage
Mil rahein hai gum
But when u smile for me
World seems all right
Yeh meri zindagi
Pal mein khil jaaye
Jaane kyun
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
[Yeah yeah yeah
I'll be all right
I'll be all right ]2
O
Chote chote kuch palon ka
Dostana yeah
Jaane kyun abb lag raha hai
Jaana maana yeah
Cos when smile for me
World seems all right
Yeah saare pal yehi
Yuhi tham se jaaye
Jaane kyun
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Tu hai to tedhi medhi rahein
Ulti pulti baatein
Seedhi lagti hai
Tu hai to jhoothe muthe vaadein
Dushman ke iraade
Sacche lagtein hain
Jo Dil mein taare vaare de jaga
Woh tu hi hai,Tu hi hai
Jo roote roote de hasa
Tu hi hai wohi
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
Jaane kyun Dil jaanta hai
Tu hai to
I’ll be all right
next:
Karz
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…
Anjaane saayo ka raaho mein dera hai
Andekhi baaho ne ham sabko ghera hai
Ye pal ujaala hai baaqi andhera hai
Ye pal gawaana na ye pal hi tera hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...
Is pal ke jalwo ne mehfil sawaari hai
Is pal ki garmi ne dhadkan ubhaari hai
Is pal ke hone se duniya hamaari hai
Ye pal jo dekho to sadiyo pe bhaari hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le purii aarzoo
Aage bhi ...
Is pal ke saaye mein apna thhikaana hai
Is pal ke aage hi har shae fasaana hai
Kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai
Is pal se paayega jo tujhko paana hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...
next:
Aarzoo
mubarak ho tujhe aye dil - 2
qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi
mubarak ho tujhe aye dil - 2
qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi
zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge
zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge
nazar kyon pher lega yeh nazara yeh tum na dekhoge
kai par tuut te hai dil kahi bajti hai shehnai
mubarak ho tujhe aye dil - 2
udate baadal se puuchho bahati nadiyaa se puuchho
in bahaaron se puuchho in nazaaron se puuchho
inako pataa hai meraa naam main saath inake subah-o-shaam
udate baadal se puuchho
bulabul se sikhaa maine baat karanaa phuulon se sikhaa muskaraanaa
koyal se sikhaa maine aah bharanaa bhanvaron se sikhaa gunagunaanaa
main huun chanchal shokh havaa mujhe aataa hai ud jaanaa
udate baadal se puuchho
o mere, dil ke chain,
chain aae mere dil ko duaa kiijiye
apanaa hii saayaa dekh ke tum jaane jahaa.n sharamaa gae
abhii to ye pahalii ma.nzil hai, tum to abhii se ghabaraa gae
meraa kyaa hogaa, socho to jaraa
haay aise naa aa.Nhe.n bharaa kiijiye
o mere dil ke chain ...
aapakaa aramaa.N aapakaa naam, meraa taraanaa aur nahii.n
in jhukatii palako ke sivaa, dil kaa Thikaanaa aur nahii.n
ja.nchataa hii nahii.n aa.Nkho me.n koI
dil tumako hii chaahe to kyaa kiijiye
o mere dil ke chain ...
yuu.N to akelaa hii aqasar, gir ke sambhal sakataa huu.N mai.n
tum jo paka.D lo haath meraa, duniyaa badal sakataa huu.N mai.n
maa.ngaa hai tumhe.n duniyaa ke liye
ab Kud hii sanam faisalaa kiijiye
o mere dil ke chain ...
amin