[in lamhoo ki har daali par khil gaye
phool kayi, jab dil se dil mil gaye
many flowers blossomed on every branch of these moments when our hearts met
aankhein aankhon se kehne lagi hai
ek nayi dastaan
eyes started telling a new story to eyes
(halke halke rang chhalke
softly colour overflows
jaane abb kya hone ko hai) – 2] – 2
who knows what is going to happen now
saahil pe jaise aati hai lehraake mauje
like waves coming wavering at the shore
dil mein aayi hai umange
desires in my heart have came
bheegi hawaayein gaati hai meethi si dhun mein
moist air sings sweet melody
jaagi jaagi hai tarangein
desires are awaken
ajnabee jo kal mile the
strangers who met yesterday
faasle unke kam ho gaye
distance between them has reduced
(halke halke rang chalke
jaane abb kya hone ko hai) – 2
phoolon ki rut mein bhawarein bhi deewane se hai
bees are crazy in the season of flowers
kaliyaan khilati hai sharmili
shy flower buds are opening up
abb zindagi ne odhi hai ek mehki mehki
khwaabo ki chaadar rangili
now life is covered in the fragrant sheet of colourful dreams
tum se milke saath chalke
meeting you, walking with you
kya se kya dekho hum ho gaye
look what has happened to me
(halke halke rang chalke
jaane abb kya hone ko hai) – 2
in lamhoo ki har daali per khil gaye
phool kayi jab dil se dil mil gaye
aankhein aankhon se kehne lagi hai
ek nayi dastaan
(halke halke rang chalke
jaane abb kya hone ko hai) – 2
(hmm hmm, haa haa haa) -2
(mere nainaa saavan bhaadon
(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 ) -2
ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane
dard bharaa ye, geet kahaaN se
in honThon pe aaye-ey-ey, door kahin le jaaye
bhool gayaa kyaa, bhool ke bhi hai
mujhko yaad zaraa saa.., phir bhi meraa man pyaasaa
baat puraani hai, ek kahaani hai
ab sochooN tumhen, yaad nahin hai
ab sochooN nahin bhoole-ey-ey, vo saavan ke jhoole
rut aaye rut jaaye deke
jhooThaa ek dilaasaa.., phir bhi meraa man pyaasaa
barson beet gaye, hamko mile bichhDe
bijuri bankar, gagan pe chamki
beete samay ki rekhaa-aa-aa, main ne tum ko dekhaa
man sang aaNkh-michauli khele
aashaa aur niraashaa.., phir bhi meraa man pyaasaa
mere nainaa saavan bhaadon
(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2
*slow*: phir bhi meraa man pyaasaa
Parinda
Next:-
Shadow
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
If I get you, I will leave the world
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
After gaining you, I will break my bond with the whole world
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Without you I will not look at any heart-warming scenery
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
What you do not like, I will not look at it again
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
The mirror in which your face is not there, I will break it
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
I will stay in your heart, I will make you into my house
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko geheno ki tarah khud par saja lenge
I will decorate myself your dreams as I do with jewellery
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka roog mod denge hum
I swear on you, I will bend the path of fate
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
I will settle you in my body and soul in such a way
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
I will make your fragrance into the scent of my body
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
We will create a bond which cannot be broken even by God
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Parineeta
Next:-
Wai
Tujhse Naaraz Nahin Zindagi Hairan Hoon Maein
I am not upset with you, life.. I am astonished.
Tere Masoom Sawaalon Se Pareshan Hoon Maein
I am distressed by your innocent questions.
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahin Dard
Sambhaalne Honge
I did not think that in order to live, I would have to take care of woes..
Muskuraye To Muskurane Ke Karz Utaarne Honge
To smile, I would have to take on the debt of smiling.
Muskuraye Jo Kabhi To Lagta Hai Jaise Hothon Pe Karz Rakha Hai
If I were to smile, it seems that I would have to incure this debt upon my lips.
Aaj Agar Bhar Aai Hain Boondein Baras Jayengi
Today, if my eyes fill with tears, then they will fall..
Kal Kya Pata Kis Ke Liye Aankhen Taras Jayengi
Who knows whom these eyes will long for tomorrow..
Jaane Kahan Gum Hua Kahan Khoya
Who knows where I lost..
Ek Aansoo Chhupa Ke Rakha Tha
The one tear I had kept hidden..
Zindagi Tere Gham Ne Hume Rishte Naye Samjhaye
Life, your sorrows have taught us new bonds..
Dhoop Mein Mile Jo Bhi Mile Pyar Ke Thande Saaye …
Whomever you shall meet in the sunlight, you will feel the cool shade of love..
Paataal Bhairavi
Next:-
Mad…
The ans to Atulji's Ques was
Metro
Next:-
Alb
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya
mother Yashoda*, your Kanha*
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
…he holds my wrist at waterfront (i.e. flirts with me)
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
he teases me, he fights with me
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
saved by but the grace of Lord
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Gokul ki galiyon mein jamuna kinaare
in the streets of Gokul*, on the shores of Jamuna*
Vo to hai kankaniya chhup chhupke maare
he throws pebbles at me stealthily
Natkhat adayein soorat hai bholi
his mischieveous styles, his innocent face
Holi mein meri bhigaaye vo choli
he wets me during Holi
Baiyyaan na chhode
doesn't leave arm
Kalaiyyaan marode
twists the wrists
Baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode
Paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode
even when I beg, he doesn't leave me alone
Meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye
he weaves me in magic of sweet nothings
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Jab jab bajaaye mohan muraliya
whenever Mohan* plays flute
Chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya
my anklets tinkle
Neinon se jab vo kare chhedkhaani
when he flirts with me with his eyes
Dil thaame reh jaaye prem deewani
I cannot help but hold my heart
Sadh budh gawaayi
I have lost my senses
Neendein udaayi
and my sleep
Sadh budh gawaayi neendein udaayi
Jo karne baithi thi vo kar na paayi
I couldn't finish what I sat to do
Badi mushkil se dil ko sambhaala
I had to control my heart with great effort
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Gokul ka kaanah re dil mein samaaya
Kanha* of Gokul* has occupied my heart
Main bhaagyashaali inhein maine paaya
I am fortunate to have found him
Maana ki sabke hain ye kanhaiyya
agreed that he is darling of all
Kehlayenge bas tumhaare hi maiyya
yet he will be still your son
Pyaara piya hai
darling is lovely
Tumne diya hai
all thanks to you
Pyaara piya hai tumne diya hai
Mamta ke aanchal mein humko liya hai
you have taken us all in your loving shadows
Charnon mein tere o maa humko rehna hai
we have to live under your blessings
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se
*Yashoda was Lord Krishna's mother
*Kanha/Mohan are other names of Lord Krishna
*Gokul was the town of their resident and Jamuna is river which flowed there.
Kisi Din
gujare jo mere ghar se, toh ruk jaaye sitaare
If you pass by my house, then the stars will stop
haay! iss tanaha bhari raat ko chamakaao kisi din
Haay! Light this lonely filled night one day
(chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sweep your tresses on my face one day
sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din) – 2
Sleep with your head rested on my chest one day
pedo ki tarah husn ki baarish mein nahaaloon
Like the trees, bath in the beauty of the rain
baarish mein nahaaloon, haan nahaaloon
Bath in the rain, yes bath
pedo ki tarah husn ki baarish mein nahaaloon
Like the trees, bath in the beauty of the rain
baadal ke tarah jhumake ghar aao kisi din
Like the clouds, spin and come home one day
aa jaao kisi, aa jaao kisi
Come once, come once
(ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sweep your tresses on my face one day
sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din) – 2
Sleep with your head rested on my chest one day
khushbu ki tarah gujaro mere dil ki gali se
Like the fragrance, pass through the alleys of my heart
dil ki gali se, haan gali se
The alleys of my heart, yes the alleys
khushbu ki tarah gujaro mere dil ki gali se
Like the fragrance, pass through the alleys of my heart
phoolon ki tarah mujhpe bikhar jaao kisi din
Like the flowers, scatter on me one day
aa jaao kisi, aa jaao kisi
Come once, come once
(ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sweep your tresses on my face one day
sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din) – 2
Sleep with your head rested on my chest one day
main apani har ek saans usi raat ko de doon
I will give my every breath for that night
sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din – 4
Sleep with your head rested on my chest one day
Teri Yaad
jab chandni barh kar (When the moonlight in its fullest
raaton pai chhaati hai) 2x is spreading over the night) 2x
teri yaad aisay main Your memory at this point,
dil ko tarpati hai Pains my heart dearly.
Teri yaad aati hai. I miss you.
(Qissay wo baharon kai (The stories of spring,
rangin nazaron kai) 2x along with beautiful views) 2x
phir a ke sunati hai Return back to me
aur hum ko rulati hai And fills my eyes with tears.
Teri yaad aati hai. I miss you.
Itna to batao kya At least tell me this much,
yehi chaandni jaa kar That when this moonlight leaves,
koi khuaab jagati &nbs
hi!! can i have the lyrics so it'll be easy to translate
i know this post was posted long time back. But i saw it today only!!!
jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
Who knows how the night drew to a close, who knows how the heart bloomed
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila
Who knows how, when, or where this chain of events was set in motion
meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila
What sort of scene did my eyes behold?
tere har naksh mein bas khuda hi khuda
Looking at you was like looking at God
(tera chehra sanam ik rubaayi si hai
Your face is like a poem, my love
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai) – 2
You're a shadow on my heart, body and soul
betaabiyo ki shaamo sehar se
Days of restless longing
na tha main waakif dard-e-jigar se
and heartbreak were unfamiliar to me
gujra nahi tha main toh kabhi bhi
I'd never passed
pyaar li dilkash raahegujar se
down the inviting road of love
deewaanagi ki yeh intehaan hai
This is the limit of madness:
har chehre mein chehra tera hai
in every face I see yours
saari duniya teri parchaayi si hai
It's as though the whole world is a reflection of you
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila
teri kashish ka jaadu ajab hai
The magic of your beauty is astonishing
har waqt mujhko teri talab hai
I long for you constantly
yuun hi nahi main besudh huva hoon
It's not as if I've lost my wits
iss pyaas ka toh koi sabab hai
there's some reason for this desire
tere siva na abb koi armaan
I desire nothing now apart from you
abb jindagi hai tujhse meri
my life now springs from you
bin tere har jagah tanhaayi si hai
without you, everywhere seems deserted
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila
meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila
tere har naksh mein bas khuda hi khuda
(tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai) – 2
Dhaage tor laao chandni se noor ke
Break off a thread of light from the moonlight
Ghoonghat hi bana lo roshni se noor ke
Make a veil of light from this thread
Dhaage tor laao chandni se noor ke
Ghoonghat hi bana lo roshni se noor ke
Sharma gayee to
If she is shy
Aaghosh mein lo
Take her in your arms
Saanson se uljhi rahe meri saansein
Let my breath be baited
Bol na halke halke, bol na halke halke
Say it slowly slowly, say it slowly slowly
Hont se halke halke, bol na halke
From your lips slowly slowly, say it slowly
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Aa neend ka sauda kare
Let’s do a trade of our sleep
Ek khaab de, ek khaab le
Give one dream, take one dream
Ek khaab to aankhon mein hai
There is already a dream
Ek chaand ke takye tale
Kept in my moonlit pillow
Kitne dino se yeh aasmaan bhi, soya nahi hai isko sula de
The sky has not slept for days either, lets put it to sleep
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Umre lagi kehte huwe
It took ages to say
Do lafz the ik baat thi
Two words, one thing
Woh ik din sau saal ka
That one day like a hundred years
Sau saal ki woh raat thi
A hundred years in that one night
Kaisa lage jo chup chaap dono, pal pal mein puri sadiya betaade
Why don't we both quietly live our whole lives in these few moments
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Dhaage tor laao chandni se noor ke
Ghoonghat hi bana lo roshni se noor ke
Sharma gayee to
Aaghosh mein lo
Saanson se uljhi rahe meri saansein
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Bol na halke halke, bol na halke halke
Hont se halke halke, bol na halke
Aaja aaja rabba ishq di khol gutiyan
Come on now friend open the colours of love
Aaja rabba ishq di khol gutiya
Come on friend, open the colours of love
Aaja aaja rabba ishq di khol gutiyan
Ghatey na munafey anmol gutiyan
Don’t put a price on them, these colours are priceless
Te lagi te lagi te lagi jo lagaave na lage aashiqui
It hit, it hit, it hit to those who didn’t want to be hit by love
Te lagi te lagi te lagi jo lagaave na lage aashiqui
Udti udti ankhiyon ke
Those wandering eyes
Ladgaye penche ladgaye ve
Have locked with another
Geet lagake
So put on the song and
Jhoom jhoom jhoom
Dance, dance, dance
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Dance that way, dance that way, dance that way baby dance
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Kab lage kahaan rab jaane
When and where it hits the God knows
Jab lage jahaan sab jaane
When it does, everyone knows
Rabba
O Lord
Har chot mazaa deti hai
Every wound gives pleasure
Jeene ki sazaa deti hai
Punishes you for living
Rabba Jhooti mooti baatein sunke
Listening to those lies
Gungunaati aankhen sunke
The eyes sing listening to them
Jalaave bujhaave bujhaave jalaave oi maumbatiyan
(In them) Candles are lit and go out, go out and get lit
Jalaave bujhaave bujhaave jalaave oi maumbatiyan
Udti udti ankhiyon ke
Ladgaye penche ladgaye ve
Geet lagake
Jhoom jhoom jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Yeh ishq puraana paapi
This love is an age old sinner
Har baar khata karta hai
It does this intrusion every time
Rabba Har baar bachaata hoon main
I save it (from love) each time
Har baar yeh jaa marta hai
But it goes and dies each time
Paas koi aa gaya to
If someone comes close to you
Raas koi aa gaya to
If someone comes in your path
Baar baar baar kaleje pe na maar akhiyan
Don’t keep your eyes on them (lit.: on their liver – don’t get attached to them)
Baar baar baar kaleje pe na maar akhiyan
Udti udti ankhiyon ke
Ladgaye penche ladgaye ve
Geet lagake
Jhoom jhoom jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Aaja aaja rabba ishq di khol gutiyan
Ghatey na munafey anmol gutiyan
Te lagi te lagi te lagi jo lagaave na lage aashiqui
Te lagi te lagi te lagi jo lagaave na lage aashiqui
Udti udti ankhiyon ke
Ladgaye penche ladgaye ve
Geet lagake
Jhoom jhoom jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Jhoom baraabar, jhoom baraabar, jhoom baraabar jhoom
Rabba
here are the lyrix!!!
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Ishq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom – 4
(Hota hai kya ishq hota hai kya
Deewaanon se poochh le
Yeh machalte hain kyoon
Hanske jalte hain kyoon
Parwaanon se poochh le) – 2
Ishq ke din chaar pyaare
Ishq ho ek baar pyaare
Ishq ki parchhaaiyon ko choom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom – 4
(Tanha koi kabhi jee na sake
Sab ko yahan hai pata
Bekhabar ajnabi mere dil ne jo ki
Tu bhi kar le haseen voh khata) -2
Ishq mein har pal maza hai
Ishq dhadkan ka nasha hai
Ishq ki galiyon mein aake ghoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -4
You want more? Are you sure?
Okay, one two three four
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Hana, hshq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -3
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Ishq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom – 4
(Hota hai kya ishq hota hai kya
Deewaanon se poochh le
Yeh machalte hain kyoon
Hanske jalte hain kyoon
Parwaanon se poochh le) – 2
Ishq ke din chaar pyaare
Ishq ho ek baar pyaare
Ishq ki parchhaaiyon ko choom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom – 4
(Tanha koi kabhi jee na sake
Sab ko yahan hai pata
Bekhabar ajnabi mere dil ne jo ki
Tu bhi kar le haseen voh khata) -2
Ishq mein har pal maza hai
Ishq dhadkan ka nasha hai
Ishq ki galiyon mein aake ghoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -4
You want more? Are you sure?
Okay, one two three four
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Hana, hshq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -3
(Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
Whether you speak or not, your eyes say it all,
O sanam o sanam, o mere sanam
o darling, o darling, o my darling
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
In the journey of love, this is my support,
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai) – 2
this is the shore of fidelity.
(Baadalon se oonchi uraanoon ki
(Those eyes) whose flight soars above the clouds,
Sab se alag pehechaanoon ki
whose powers of discrimination are like no other's,
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
are destined for a story of love,
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob) – 2
destined to breathe of love
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
Whether you speak or not, your eyes speak for you.
O sanam o sanam, o mere sanam
o darling, o darling, o my darling
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
in this journey of love, you are mine;
Andhere raaston ka tu sitaara hai
on dark paths, you are my guiding star.
Tu hi jeene ka sahaara hai
You are my support in life,
Meri maujon ka kinaara hai
the shore on which I break.
Mere liye yeh jahaan hai tu
For me, you are the whole world;
Tujhe mere dil ne pukaara hai
it is you whom my heart has called.
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
Whether you speak or not, your breath speaks for you,
O sanam o sanam, o mere sanam
o darling, o darling, o my darling;
Labon pe naam tere bas hamaara hai
on your lips is my name alone.
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
Your heart knows too that you are mine
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
Whether you speak or not, your eyes speak for you,
O sanam o sanam, o mere sanam
o darling, o darling, o my darling;
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
they are my encouragement in this journey of love,
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
they show me the far shores of fidelity
(Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
In dreams, I adorn you;
Jazbon mein apne utaara hai
my fantasies are all of you.
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Wherever my eyes look,
Tera hi chehra nazaara hai) – 4
I see only your face.
thnx a lot!!!!!
baaba kii raanii huu.n aa.nkho.n ka paanii huu.n… | I'm my father's princess ; I'm tears in the eyes; |
bah jaana hai jise do pal kahaanii huu.n | I'm that which must flow away; I'm a story that's over in two moments. |
amma kii biTiya huu.n aa.ngan kii miTiya huu.n… | I'm my mother's daughter; I'm the earth in our courtyard… |
Tuk-Tuk nihaare jo pardesii chiTTHiya huu.n | I'm the one who watches expectantly; I'm a stranger on loan [to my birth family]. |
mamta ke aa.nchal me.n jo giit gaa'e hai.n | Those songs which have been sung at affection's ***, |
baabul ne chhuTphuT jo sapne sajaa'e hai.n | those various dreams my father spun for me: |
vo yaad aa'e.nge gup-chup rulaa'e.nge | memories of them will come silently, and make me weep, |
Doli ke sa.ng mere jab saath jaa'e.nge | when the wedding palanquin departs with me. |
baaba kii raanii huu.n aa.nkho.n ka paanii huu.n | I'm my father's princess; I'm tears in the eyes; |
bah jaana hai jise do pal kahaanii huu.n | I'm that which must flow away; I'm a story that's over in two moments. |
khil khilke ha.nsna yeh sakhiyo.n kii baato.n pe | Laughing at my friends' conversation, |
anjaan naamo.n kii meh.ndii yeh haato.n pe | henna on my hands for the sake of a stranger, |
jab rang laa'egii rim-jhim ghir aaengii… | when it takes hold and becomes bright, the pattering of rain will enclose me… |
aankhen ghaTaan sii buunde giraaengii | My eyes will be like dark clouds, and drops will fall. |
baaba kii raanii huun aakhon ka paanii huun… | I'm my father's princess; I'm tears in the eyes; |
bah jaana hai jise do pal kahaanii huun | I'm that which must flow away; I'm a story that's over in two moments. |
amma kii bitiya huu.n aangan kii mitiya huun… | I'm my mother's daughter; I'm the earth in our courtyard… |
Tuk-Tuk nihaare jo pardesii chitthiya huun | I'm the one who watches expectantly; I'm a stranger on loan. |
pardesii chitthiya huun… | I'm a stranger on loan…. |
thnx!!!!